Apni Trading Abilities Pe Bharosa Rakhen,Luck Pe Nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    Luck har insaan ki hoti he but wo saath sirf un logon ka deti he jo hardworking krte hain. practice kr k knowledge gain krte hain aur khud pe bhorasa rakhte hain k wo ek din zaror kamyab ho jain gain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      dera aap ki baat bilkul theek hy kih hamine forex ytrdeing mee apni trading abilities par bharoosa rakhna chahiey tukka laga kar trade lagny ky baad hamien luck par depend nahien karna cahiey hard work kar forex atrdeing koo samjhien taa kih achy trader ban sakien
      • #243 Collapse

        Yes i agree, In forex trading app ko luck se ziada experience aur apni abilities per bharosa hona chahiye, Ap ki luck kisi din sath chor sakti hai magar app ka experience app ko loss hony se bacha sakta hai
        • #244 Collapse

          Yes you are right brother hamen always apni trading skills ko ziada se ziada imporove karna chahiye tab hi hum is main achi trha se successful ho saktey hain aur hamen kabhi bhi is main luck par depend nahin rakhna chhahiye.
             
          • #245 Collapse

            bro ap ny acha mashwara dia ha ma agree karta hu ku k forex ek risky business ha or es mi luck py depend ni karna chaheya forex ko learn kar k es ki practice kar k khud ko es qabil banana chaheya k ham es ko samaj sky or market k trend ko dykh k ham trading kary or loss sy bach k profit earn kary agar ham es ko learn kai bagar karty ha to just luck py depend karty ha to loss he loss ha bsss.
            • #246 Collapse

              G Han bilkul hamen kabhi bhi apne luck par depend nahin rehna chahiye aur always hamen apne knoweldge and experience par hi depend karna chahiye aur usy ke through hi hum is main achi trha se successful ho saktey hain.
               
              • #247 Collapse

                meray khyaal say har kam ko karnay ki ability har insaan main nahi hoti kch log naturaly itnay achay traders ko planners hotay hain k unko is kam ko seekhnay ki zururat nahi hot baki log is ko seekh kar sab kch luck par chor detay ahin or apni skills ko kch nahi samjhtay ye log inferiority complex ka shikaar hotay ahin
                 
                • #248 Collapse

                  Bilkul aik trader ko apne luck ke bjye apni trading abilities or skills per bharosa hona chahye tab hi aap ache trader ban sko ge aap ko khud per aitmad ho ga to aap is se ach decision loge or acha profit bgain kro ge.
                  Islamic Books Blogging Tips
                  • #249 Collapse

                    bhai g ap ko luck per be borasa rakna ho ga aur sath sath apni tarding abilities per be borosa kerna ho ga tab ap kamyab ho gy otherwise aik he kam sy ap kamyab nahe ho sakte luck bohat zayda importnat ha...i
                    • #250 Collapse

                      bahi app ny 100 % theek kaha hay insan ko apni trading skill or apny knowledge par bhorsa karna chahyia luck ka trading ky business men koi amal dakhal nei hay agar app ky pass knowledge nei hay to app ki luck app ko achi earning nei karva sakti
                      • #251 Collapse

                        ji bilkul apni trading abilities par bharosa karnay sai hi kamiyabi milti hai.laikn jooo log sirf luck par bharosa kartay hain aur khud kuch nhn kartay darsal woooh loog maihnat nhn karna chahtay bus luck par depand karkay baith jatay hain
                        • #252 Collapse

                          dosto ye sbs e zaroori baat he forex me ke hamesha app ne apni trading abilities per concentrate krna he apni luck ko bar bar nahe azmana wrna app ko chote se risk se bhi bara loss hosakta he or insaan hamesha lalach ki waja se forex me barbaad hota he so plz avoid it
                           
                          • #253 Collapse

                            ji han ap ne buhat hi achi bat kehi hai forex men hamain luck per depend nahi kerna hota is men hamain apni abilities ko thek way men use kerna hota hai ohir hamain is men kamyabi mil jati hai or ham munafa kama lety hain.
                             
                            • #254 Collapse

                              we cannot make success through the luck success is not easy in forex trading but if a trader want big earning in Forex trading business so his need learning and more learning and when his have big experience in this business so then his can earn big money in this business.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                G han dsto ya bat sach ka forex aik asa business aik hia is mai hamy apni abilities par bharosa rakhna chahiya is mai jo ham learning karty hain jo ham seekhty hain wo hamara knowledege hota hai or ham trading mai apny knowledege ki waja sy he profit earn kar sakty hain is mai luck ka koi amal dhakal ni hai forex trading mai hamy apny experience ki waja sy profit milta hai si mai ham jitni learning kary gy ham utni hi earning kar sakty hain in isnta ma/
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X