Explanation "Divergence" trading strategy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation "Divergence" trading strategy.
    Introduction:


    Asalaam o Alaikum.

    Dear friends!
    Forex market chart pay trading karnay k liye divergence ko ham aik leading indicators k tour pay use kartay hwuay chart ko analyse aur signals k liye use kar saktay hain, bahut saray signal provider traders ko is baat k sath dhokha daitay huway signal provide kartay hain k wo market chart ko moving averages say, RSI say ya stochastic indicator ki help say analyse kartay hwuay is main entry ya exit laitay hain. Asal main aisa kuch bhi nai hai yeh sirf chart analysis k tareekay hain jinko follow kartay hwuay traders beginners ko dhokha daitay hain. Divergence trading strategy k sath chart ko asaani say read kiya ja sakta hai aur is main entry laina bay had asaan kaam hai jisk liye hamin chart pay prices ko trendline ki tarha say rejct hotay hwuay aur breakout hotay hwuay daikhnay aur samjhnay ki zarurat hoty hai.


    Trading with Divergence startegy:


    Dear friends!
    Market chart pay Divergence strategy k sath trading karnay k liye hamain kuch aisay tools ki zarurat hoty hai jinko aik sath chart pay use kartay hwuay ham market ki confirmation aur iski direction ka andaza lagatay hwuay entry ko pick kartay hwuay achi trading say profit hasil kar saktay hain. Divergence trading strategy k liye traders ko sab say pehlay market chart pay trend ko confirm karna bahut ziada zaruri hota hai usk baad ham chart pay stochastic indicator ko apply kartay hain jik crossover pay bhi aik trend line ki traha say price ki confirmation kartay hain aur sath he ham uper chart pay bhi same he time aur date k sath trend line say price ko confirm kartay hain jis main ham time frames ki changing bhi kar saktay hain agar price same time aur dat k sath uper aur neechay cross aur rejct hoty hai to ham is strategy ki help say market main entry laitay hwuay acha profit hasil kar saktay hain.


    Click image for larger version

Name:	divergence1.png
Views:	1
Size:	44.6 کلوبائٹ
ID:	12503024

    Is strategy k sath kaam karnay k liye ham mazeed 2 kisam ki trading movement ki discuss kartay hain jink name hain regular bullish aur regular bearish in ko ham trend k sath chart pay trading kar saktay hain jo k darj zail hain hain.


    Regular bullish:


    Dear friends!
    Regular bullish market main price aik long time k liye scalper aur short term traders ko peechay chortay huway movement ko continue rakhty hai jis main aap neechay aik EUR/USD ka monthly chart daikh saktay hain jis main macd aur stochastic indicator main price sell ka signal dainay say pehlay he reject hoty hai aur permanently buy main run karty jaty hai sath he in 2 indicators main rejection k liye trend line k sath explain ki gai hai jinki help say ham is strategy ko follow kartay hwuay market main achi trading ko possible bana saktay hain.


    Click image for larger version

Name:	d2.png
Views:	1
Size:	28.4 کلوبائٹ
ID:	12503027


    Regular bearish:


    Dear friends!
    Regular bearish chart pay bhi price aisay he down movement ko continue rakhty hai jaisay k regular bullish trend price main run karty hain. Ap neechay H4 time frame main aik screenshot main daikh saktay hain k chart pay price trend line ko jab touch karty hain aur reject karty hainto same he neechay macd indicator bhi sell ka signal show karta hai aur sath he stochastic indicator main bhi crossover hota hai isi tarah say he ham price main regular bearish strategy say trading kartay hwuay acha faida hasil kar saktay hain.


    Click image for larger version

Name:	d3.png
Views:	1
Size:	25.4 کلوبائٹ
ID:	12503031
    Agar ham market chart pay is strategy k sath kaam kartay hain to yeh umeed ki ja sakty hai k 90% tak ham accuracy hasil kar saktay hain.

    Shukrya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explanation &quot;Divergence&quot; trading strategy.

    Je dear Forex trading ma divergence es mokay par occur hoti hai jb kisi currency pair par trade ki jaye to price technical indicator ya technical tool kay reversal direction ma move karna sharu kar dey. Trading ma divergence ik warning ki information hota hai or hamy ye signal melta hai kay dirrctional move khatam hony wala hai or market ma price opposite side move karny wala hai. Divergence tb hoti hai jb price apni maksoos side ko clearly breach karna sharu kar deti hai. Ye trader ko pehle sy chokana kar deti hai kay market other side par move hony wali hai. Divergence both bullish yani greenish or bearish yani reddish ho sakti hai. Bullish divergence ma price upward move karna sharu ho jati hai or bearish divergence ma market ki price down ward karna sharu ho jati hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220205-085030_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	188.1 کلوبائٹ
ID:	12366733

    Further explanation of forex divergence.

    Technical analysis ma divergence bhot strengthen signal deti hai. Ye any wali positive or negative price move ko figureout karti hai. Positive divergence es time par form hoti hai jb chart ma price new downward point ki taraf move karti hai jb kay indicator upward movement ko indicate kar rahy hoty hain. Negative divergence es time par create hoti hai jb price new upward point create karti hai or indicator down ward high ko indicate kar rahy hoty hain. Divergence ko observe karny kay laye bhot sary indicators farham kaye jaty hain jin ma moving average convergence and divergence, stochastic oscillator or relative strength index wagera zayada famous hain. Ye pehle sy divergence occur karny kay bad move ki information dety hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220205-085044_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	239.1 کلوبائٹ
ID:	12366732

    Method of Trading forex divergence.

    Divergence ka main maqsad ye hota hai kay original price movement or technical indicator ya tool ki depiction kay faraq ko talash kiya jaye. Apko ye assure karna hota hai kay ye movement ka faraq direction kay badalny ki sorat ma ho sakta hai. So now ap divergence ko trade karny kay bary ma kuch clues ko bata dety hain. Pehle step ma hamy overall price direction ko talash karna chahe es pair ya commodity ka jis par ap trade karna chahty hain. Dosray step ma hamy market ki support or resistance ko talash karna chahe. Tesray step ma hamy oscillator movement or original price kay move ko compare kar kay divergence ko talash karna chahe. 4th step ma ye talash karna hota hai kay ye divergence greenish hai ya reddish hai. 5th step ma apko detailed trade analysis karny chahe or enki base par trade ko start ya close karna chahe.

    Outline line of the topic.

    Divergence tb hoti hai jb chart ki price or indicator analysis ik dosray kay mukhalif direction ma chalna sharu ho jaty hain. Information wo hoti hai jb market ki original price or indicator ki depiction ik he side ma move kar rahi ho. Divergence ma hamy ye confirmation melti hai kay market ki price opposite side par move hony wali hai or es information ma apko ye idea melta hai kay market same move ma chal rahi hai or time kay sath sath es ka momentum powerful hota ja raha hai. So ap keh sakty hain kay divergence tb hoti hai jb market ki price indicator like RSI, MACD kay ulat simt move kar rahi hoti hai. Ye bhot strengthen formation deta hai technical analysis ma or ye market kay direction ko effectively show karta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220205-085100_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	150.4 کلوبائٹ
ID:	12366731
    • #3 Collapse

      Re: Explanation &quot;Divergence&quot; trading strategy.

      Assalam o alikum Dear member jesy kay ap janty hain forex par kam karna and success hasil karna asan hay yahan ap asani kay sath success hasil kar sakty hain agar ap daily base ka kam karengy dear forex member hamen chahiay kay hamesha best kam karen and daily base ka kam karen and market ko judge karen agar ap market ko follow karengy jesy kay ap janty hain market ko samjhna asan hay agar ap soch samjh kay market par focus larengy and trade karengy to success hojayngy isi liay hamen chahiay kay hamesha market ko samjhen and soch samjh kay trade karen

      DIVERGENCE
      Divergence ka matlab hy kay market ki mamoli c changing and aksar apko divergence ki wajah say dhoka bhi hojata hay jab bhi ap kabhi market ko dekhty hain to yahan apko market ko judge karny ka Chance mil jata hay dear member hamen chahiy kay market ko dekhen focus kay sath work kren to hi success hongy jab bhi ap market me entry lety hain to success hojaty hain isi liay Dear member hamen chahiay kay hamesha soch samjh kay work karen and success hojain forex me.

      Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	1
Size:	54.8 کلوبائٹ
ID:	12370376
      Bearish Divergence
      Bearish me agar ap candles ko dekhty hain to yahan apko divergence me top say down two points par candles break kar kay down ati hain dear member hamen chahiay kay breakout ko judge karen and follow karen to hi ap success hojayngy isi liay hamen chahaiy kay Hamesha success hojain jo member yahan par best kam karengy to success hojayngy.
      Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	41.6 کلوبائٹ
ID:	12370377
      Bulish divergence
      Jab ap down say trend ko up jata dekhty hain aor down par hi apko same point par market ky chances nazar ajaty hain isi liay dear member hamen chahaiy kay market par focus kar kay candles ko dekhen and jald say jald successful hojain agar ap esa karengy to ap kamyab hojayngy.
      Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	4
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12370378
      Last edited by ; 15-02-2022, 11:18 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Explanation &quot;Divergence&quot; trading strategy.

        thansk alot dear apne kafi most ideal way say learning share ki hain umeed karti ho k asi tara best learning share kare gy forex trading rule light course of action ko achi tara samjhna parta hain jo b dealers forex trading central work kar rahy hai nhar sellers k pas agar best learning hogi tu is fire plan principal achi kamyabi hasil kare gy agar fire plan ki samjh he nhe aati hain tu trouble ho skta hain is liye merchants ko ek kamyabi k sath agar kaam karna hain tu forex trading essential apni learning ko strong karna hoga candle plan rule market up b jati hain or down b jati hain agar forex trading rule pratice nhe hain tu kabi b kamyabi nhe hain is liye pratice karna must hota hain or full benefit hasil karne k liye pratice ki need hain

        little by little rules to evaluation on light arrangement:

        ek kamyab and knowladgw wala traders forex trading standard work karte hain tu apni learning ko incress kar k he kaam kare gy qk agar learning ko incress nhe kia jata hain tu evaluation basic genuine stumble ho skti hain agar mess up hoti rahy gi tu giant trouble b ho jyga forex trading fundamental achi kamyabi sheet k liye markket ko assessment kare qk jaab tak market ko examination nhe kia jata hain tu episode b hota rahy ga or enormous difficulty kar k record wash ho jyga light arrangement rule market ko check kia jata hain k market kaha say wapis aa skti hain market kaha say colossal move kar k up jah skti hain or flame plan he market principal model ka bata deti hain k mazeed market up jygi k buy major jygi is liye kafi soach samjh k sath kaam karne edge he forex trading rule achi securing kar lete hain
        • #5 Collapse

          Re: Explanation &quot;Divergence&quot; trading strategy.

          Introduction:
          asslamoalikum!
          I HOPE you will be first-class my dear foreign exchange member the Forex market marketplace chart pay trading karnay ok liye divergence ko ham aik leading indicators ok excursion pay use kartay hwuay chart ko analyse aur alerts okay liye use kar saktay hain, bahut saray signal issuer investors ko is baat ok sath dhokha daitay huway signal offer kartay hain okay wo market chart ko moving averages say, RSI say ya stochastic indicator ki help say examine kartay hwuay is major entry ya exit laitay hain. Asal main aisa kuch bhi nai hai yeh sirf chart evaluation k tareekay hain jinko observe kartay hwuay buyers beginners ko dhokha daitay hain. Divergence trading method ok sath chart ko asaani say examine kiya ja sakta hai aur is foremost entry laina bay had asaan kaam hai jisk liye hamin chart pay fees ko trendline ki tarha say rejct hotay hwuay aur breakout hotay hwuay daikhnay aur samjhnay ki zarurat hoty hai.


          Divergance ky sath treading krny ka trika:

          Market chart pay Divergence method ok sath buying and selling karnay k liye hamain kuch aisay tools ki zarurat hoty hai jinko aik sath chart pay use kartay hwuay ham marketplace ki affirmation aur iski route ka andaza lagatay hwuay access ko pick out kartay hwuay achi trading say earnings hasil kar saktay hain. Divergence trading strategy okay liye investors ko sab say pehlay marketplace chart pay fashion ko verify karna bahut ziada zaruri hota hai usk baad ham chart pay stochastic indicator ko follow kartay hain jik crossover pay bhi aik trend line ki traha say rate ki confirmation kartay hain aur sath he ham uper chart pay bhi equal he time aur date k sath trend line say charge ko verify kartay hain jis predominant ham time frames ki converting bhi kar saktay hain agar rate same time aur dat ok sath uper aur neechay pass aur rejct hoty hai to ham is method ki assist say marketplace important entry laitay hwuay acha income hasil kar saktay hain.

          Ragular burish and bulish:

          Regular bullish marketplace primary fee aik long time k liye scalper aur short term buyers ko peechay chortay huway movement ko maintain rakhty hai jis main aap neechay aik EUR/USD ka month-to-month chart daikh saktay hain jis important macd aur stochastic indicator important price promote ka sign dainay say pehlay he reject hoty hai aur permanently purchase essential run karty jaty hai sath he in 2 indicators primary rejection okay liye trend line okay sath give an explanation for ki gai hai jinki assist say ham is method ko observe kartay hwuay market fundamental achi buying and selling ko viable bana saktay hain




          Regular bearish chart pay bhi fee aisay he down movement ko preserve rakhty hai jaisay okay ordinary bullish fashion rate essential run karty hain. Ap neechay H4 time frame main aik screenshot predominant daikh saktay hain okay chart pay price fashion line ko jab touch karty hain aur reject karty hainto identical he neechay macd indicator bhi sell ka sign display karta hai aur sath he stochastic indicator primary bhi crossover hota hai isi tarah say he ham charge fundamental regular bearish method say trading kartay hwuay acha faida hasil kar saktay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Explanation &quot;Divergence&quot; trading strategy.

            Fixed spread representatives ki taraf se traders ko faraham karda wo spread hota hai, jiss number one bid aur ask fee ok darmeyan koi faraq ziada nahi hota hai, aur ziada tar ye bid aur ask k darmeyan unfold aik mustehkam (fixed) esteem hoti hai. Fixed unfold me sellers ziada tar apne clients se commission ka kuch rate bhi osool karte hen. Fixed spread statistics okay aksar guidelines aur suggestions bhi ziada hote hen, jaise; account me maojood balance ziada hona chaheye, baaz matters pe fee bhi rakha jata hai. Lekin in sab k bawajood constant spread record ziada behtar hote bird, q okay is me spread kam hota hai, aur hota bhi mustehkam, to na to brokers ko slippage ka darr hota hai aur na whats up kam munafa ok possibilities. Zero spreads grain account bhi fixed spread rib account me shumar hote bird.Trading kren to humen chaheye ok Kam unfold wala pair select kre ta okay Agar misfortune ho bi to itna okay murmur us ko effectively recover kr saken.



            Benifits of Low Spread Exchanging;
            punch murmur ziada unfold wala pair pick out kren ge to Zahir Hai misfortune bi ziada ho GA jis ko recover krna hmare liye mushkil he ni mulish namumkin bi ho Jae GA foreign exchange men jitni ehtiyaat kren ge utna he acha hai spread waly combines mai kam karna chahey pher he murmur acha munafa kama saky gy forex aik ordinary enterprise hain murmur is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain murmur is mai mairay khiyal say hit kabhi bhi market precept koi information anay wali hoti hai aur marketplace fundamental taizi aii hoti hai tu har cash aur ware ka unfold acha khasa barh jata hai aur kiyon murmur us waqt us market primary changing karna chahtay hain tu humay alternate dalna parti hai zaida spread kaioper hiya there unfold hity hai ku ky agent ny apna comistion rakhna hota hai likn kabi kbi spread chang hoty rehty hain likn utility restore unfold waly pair standard he exchange krain ta ok utility ko replacing number one zaida problum na ay intermediary ka to kam hota hai markeet ko faida dena.

            Spread on Commodities;

            Wares aur Currency sets me Fundamental examination ka apas mama aik connection hai jo kay wesy commonly to aapko nazar nahi aata magar aap ghoor karin to uska aapko pata chalta hai kay kis tarha sy ye apas precept jury huy hain. Basic Analysis number one ye jaiza lieya jaata hai kay jis money widespread aap big apple change karni ha uskay mulk ke kia progress chal rahi ha aur uski economy kahan preferred ha. Aap ye daikhty hain kay aany waly dino essential kon c news aany waali hain jo kay ess money ko have an impact on kar sakti hain. Specialized Analysis fundamental aap cash ke sabka price general andaza lagaty hain kay aany waly dino principle kiya hony waala hai. Aur past mama kis jagha standard kahan backing or obstruction rahi hai aur kis jagha preferred aapko market mama request lagana chahey inn dono fundamental connection ha wo ye hai kay information kay aany kay baad market ka sample set hota hai aur phir pattern technicals ko observe karta hai aur jahan help ya competition hoti hai to us kay lehaaz say aagy chalta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Explanation &quot;Divergence&quot; trading strategy.

              Hello Forex trader.
              Umeed hai sb forex traders kheriat sy hon gy or
              Forex trading sy khoob profits gain kr rhy hon gy.
              Aj mein forex traders k Sath divergence strategy k about knowledge
              Share krna chahun ga. Jo k bht mufeed saabit Hoga ap keliey.
              Divergence Jo forex traders technical analysis mein use krty hain. Jab
              Technical ishary ki simmat , aam Tor pr qeemat k majmui rujhaan sy doghali
              Ki Kuch shall diverges Hoti hai. Dusry lafzon mein ishary qeemat k opposite
              Simmat mein barhana shuru ho jaty hain.or trading oscillator mumkna rujhaan
              Ki changing ka ishara deta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Explanation &quot;Divergence&quot; trading strategy.

                pak froum k releted apne kafi strong learning share ki hain pak froum main best learning karna must hota hain agar ek traders forex trading main aasani say kamyab hona chahata hain tu us person ko forex trading main best learning karna must hota hain forex trading main learning ko strong karne wale trades best earning kar skte hain jisne learning ko strong kiya wahi traders forex trading main aasani say earning kar skte hain learning karna parta hain jo learning karte hain vo kamyab ho jate hain forex main best learning karne wale traders aasani say kamyab ho skte hain agar rules ko follow nhe kiya jata hain tu loss kafi ho skta hain is liye learning main rules ko follow kare best learning karne wale forex trading main best earning kar skte hain agar learning nhe hain tu earning k koi b chacnes nhe hote hain


                How to find and how to trade on Divergence in forex trading market:


                forex trading main learning ko strong kare forex trading main har pattren ko achi tara learn kare forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain jo learning k sath kaam karte hian vo forex main achi earning kar lete hain forex trading main pratice kare agar ek trades forex trading main learning ko strong kar k kaaam karte hain vo aasani say earning kar skte hain forex main praticekare agar pratice k bina jo b kaam kiya jata hain big loss ho skta hain is liye forex trading main larning karna must hota hain demo account main hard work karna must hota hain demo account main kaam karna parta hain rules ko break karne wale trades ziyda time forex trading main kabi b nhe reh skte hain is liye learning kare best learning kare best earning karne k liye learning karna must hota hain
                Gullalai
                • #9 Collapse

                  Re: Explanation &quot;Divergence&quot; trading strategy.

                  Hamen trading sikhane ko importance Dena Hoga Uske bad hi Ham Kamyab ho sakte hainJitna jyada ho sake aur Kitni jyada ho sake mehnat karay ta k aap Kamyab rahain aur aap apne future ko strong Karen isiliye Jitna ziada ho sake apni mehnat ko badhaen Taki aapko Achcha knowledge Aur experience Hasil ho aur Damo account per bhi kam Karke aap Acha experience Hasil kar sakte hain forex trading main hard work kare agar pratice karte hain tu forex trading main best learning karna parta hain forex main regular pratice karna must hota hian jsine learing ki wahi forex trading main kamyab ho sktehain
                  • #10 Collapse

                    Re: Explanation &quot;Divergence&quot; trading strategy.

                    What is a divergence?

                    Divergence from Katta Hai Chahat ko Ham price ko make Karte hire hai aur indicator ke upar Ham dekhte hain lower Hai Iske Upar Ham sign ine Karen sometime Kuchh chijen Aisi hoti hai jo happened ki Jaati Hai Chahat ko Chat ki formation Khoya chat Hamen market Mein analyse hi karwata hai Hamen train ko follow karne mein help Deta Hai Ham dekhte hain ki Hamari candle aur iski formation Kis Tarah Se workout Karti Hai Ham on candle ki base per market ko analyse karte hain understand Karte Hain

                    Click image for larger version

Name:	Volume-Divergence-Indicator-MT4.png
Views:	1
Size:	286.4 کلوبائٹ
ID:	12420121

                    An RSI divergence

                    #1 Revisiting the RSI
                    RSI riveting if you divergence weight gain se jo word Katha indicator the mum vah Hamara favourite bar Hote Kyunki Ham relative strength index ke sath average gain lete hain average loss dekhte hain certain period ke example per Ham set Karte Hain Ki Boli scandal aur bearish candle kis formation ke upar work kar sakti hai ya Kadar Hamen market Mein analyse karte hue bhi help out Karti Hai Ham happy candles ko apni candle ki formation ko understand Karti Hain ham har formation ko respect karti hai ki Hamen market Mein Apni trade karte hue kis point ke sath analyse Karte Rahana chahie

                    #2 When does an RSI divergence form?
                    RSI divergence Ek Aisa point Hai Kaisa pattern Hai Jiske Upar Ham credit Karti Hai understand karte hain syndicated ko Kyunki yah hai aur Lo point important ke sath inter fitting Karta Hai divergence Ek generally encourage Karta Hai trader ko ki vah line ko Dekhen indicator ko explore Karen jo ki raili unke liye Kafi Achcha compare kar sakte individual Tanki web ko dekhte hain Yahan Se explored Karte Hain market ko Unki candles ko further Ham yahan se aur note down Karen To Ham Ek candlestick pattern ko Kafi acche se from aur Karte Hain Ham unhen candle ki base per understand karti hai ki Hamari Jo candle Hai vah Kacchi formation ko respect Karen
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Explanation &quot;Divergence&quot; trading strategy.

                      Divergence


                      inhiraf is waqt hota hai jab kisi asasa ki qeemat dosray data se ya kisi takneeki signal se mukhalif simt mein harkat karti hai, jaisa ke aik oscillator. inhiraf is baat ka ishara deta hai ke qeemat ka rujhan kam ho sakta hai aur, intehai halaat mein, qeemat ke ulat jane ka bhi nateeja ho sakta hai .
                      ikhtilaaf faida mand aur bura dono ho sakta hai. misbet inhiraf se pata chalta hai ke mustaqbil mein asasa ki qeemat barh sakti hai. asasa mein kam honay ki nishandahi manfi inhiraf se hoti hai .




                      What Does Divergence Tell You


                      takneeki tajzia ka inhiraf qeemat ki aik ahem oopar ya neechay ki taraf harkat ka ishara day sakta hai. jab kisi asasa ki qeemat aik nai nichli satah par pahonch jati hai aur raqam ke bahao ki terhan aik isharay barhna shuru hota hai, to is mein misbet farq hota hai. doosri taraf, manfi inhiraf is waqt hota hai jab qeemat aik nai bulandi tay karti hai jabkay zair mutalea isharay kam oonchai ka taayun karta hai. Divergen aik aisa tool hai jo taajiron ke zareya kisi asasa ki qeemat ki bunyadi raftaar ka taayun karne ke sath sath asasa ki qeemat ke imkanaat ka taayun karne ke liye istemaal kya jata hai. qeemat ki tabdeeli. sarmaya car qeemat ke chart par osclicater dikha satke hain, jaisay ke rishta daar taaqat ka asharih ( rsi ). agar stock charh raha hai aur naye record qaim kar raha hai, to rsi ko misali tor par aisa hi karna chahiye. agar stock nai oonchaiyon ko qaim kar raha hai to qeemat mein izafah kam ho sakta hai lekin rsi kam oonchaiyon ko set karna shuru kar raha hai. yahan ikhtilaaf manfi hai. is ke baad tajir yeh faisla kar sakta hai ke aaya woh –apne nuqsanaat ko kam karna chahtay hain ya qeemat girnay ki soorat mein position ko khatam karna chahtay hain. mukhalif manzar naame ko misbet divergence kaha jata hai. tasawwur karen ke stock ki qeemat gir rahi hai jabkay rsi stock ki qeemat mein har tabdeeli ke sath barh raha hai. sarmaya car yeh nateeja akhaz kar satke hain ke rujhan mein tabdeeli waqay honay wali hai kyunkay stock ki qeemat mein nichli satah apni neechay ki raftaar ko kho rahi hai .
                      bohat se takneeki isharay, khaas tor par oscillators ke baar baar istemaal honay walay appli kishnz mein se aik divergence hai .
                      The Difference Between Divergence and Confirmation

                      inhiraf is waqt hota hai jab qeemat aur isharay tajir ko mutazaad maloomat faraham karte hain. tasdeeq is waqt hoti hai jab aik tajir ko isharay, qeemat, ya mutadid isharay se aik hi pegham masool hota hai. tijarti pesha war tijarat se pehlay aur tijarat ke douran tasdeeq ko tarjeeh dete hain. woh chahtay hain ke un ke isharay is baat ki nishandahi karen ke agar qeemat barh rahi hai to is mein tabdeeli jari rehne ka imkaan hai .

                      Limitations of Using Divergence

                      sarmaya karon ko mukhtalif qisam ke isharay aur tehqeeqi tareeqay istemaal karne chahiye taakay sirf inhiraf par amal karne se pehlay rujhan ki tabdeeli ki tasdeeq ki ja sakay, jaisa ke tamam qisam ke takneeki tajzia ke liye durust hai. Divergence ko kisi aur qisam ke rissk control ya tajzia ke sath istemaal kya jana chahiye kyunkay yeh qeemat mein tabdeeli ke liye hamesha mojood nahi hoga .
                      inhiraf bhi hamesha qeemat ke ulat jane ya ulat jane ki nishandahi nahi karta hai jo jald hi honay wala hai. sirf inhiraf par amal karne ke nateejay mein ahem nuqsaan ho sakta hai agar qeemat mutawaqqa tor par jawab nahi deti hai kyunkay inhiraf taweel arsay tak reh sakta hai .

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X