Introduction:
Asalaam o Alaikum.
Dear friends!
Forex market chart pay trading karnay k liye divergence ko ham aik leading indicators k tour pay use kartay hwuay chart ko analyse aur signals k liye use kar saktay hain, bahut saray signal provider traders ko is baat k sath dhokha daitay huway signal provide kartay hain k wo market chart ko moving averages say, RSI say ya stochastic indicator ki help say analyse kartay hwuay is main entry ya exit laitay hain. Asal main aisa kuch bhi nai hai yeh sirf chart analysis k tareekay hain jinko follow kartay hwuay traders beginners ko dhokha daitay hain. Divergence trading strategy k sath chart ko asaani say read kiya ja sakta hai aur is main entry laina bay had asaan kaam hai jisk liye hamin chart pay prices ko trendline ki tarha say rejct hotay hwuay aur breakout hotay hwuay daikhnay aur samjhnay ki zarurat hoty hai.
Trading with Divergence startegy:
Dear friends!
Market chart pay Divergence strategy k sath trading karnay k liye hamain kuch aisay tools ki zarurat hoty hai jinko aik sath chart pay use kartay hwuay ham market ki confirmation aur iski direction ka andaza lagatay hwuay entry ko pick kartay hwuay achi trading say profit hasil kar saktay hain. Divergence trading strategy k liye traders ko sab say pehlay market chart pay trend ko confirm karna bahut ziada zaruri hota hai usk baad ham chart pay stochastic indicator ko apply kartay hain jik crossover pay bhi aik trend line ki traha say price ki confirmation kartay hain aur sath he ham uper chart pay bhi same he time aur date k sath trend line say price ko confirm kartay hain jis main ham time frames ki changing bhi kar saktay hain agar price same time aur dat k sath uper aur neechay cross aur rejct hoty hai to ham is strategy ki help say market main entry laitay hwuay acha profit hasil kar saktay hain.
Is strategy k sath kaam karnay k liye ham mazeed 2 kisam ki trading movement ki discuss kartay hain jink name hain regular bullish aur regular bearish in ko ham trend k sath chart pay trading kar saktay hain jo k darj zail hain hain.
Regular bullish:
Dear friends!
Regular bullish market main price aik long time k liye scalper aur short term traders ko peechay chortay huway movement ko continue rakhty hai jis main aap neechay aik EUR/USD ka monthly chart daikh saktay hain jis main macd aur stochastic indicator main price sell ka signal dainay say pehlay he reject hoty hai aur permanently buy main run karty jaty hai sath he in 2 indicators main rejection k liye trend line k sath explain ki gai hai jinki help say ham is strategy ko follow kartay hwuay market main achi trading ko possible bana saktay hain.
Regular bearish:
Dear friends!
Regular bearish chart pay bhi price aisay he down movement ko continue rakhty hai jaisay k regular bullish trend price main run karty hain. Ap neechay H4 time frame main aik screenshot main daikh saktay hain k chart pay price trend line ko jab touch karty hain aur reject karty hainto same he neechay macd indicator bhi sell ka signal show karta hai aur sath he stochastic indicator main bhi crossover hota hai isi tarah say he ham price main regular bearish strategy say trading kartay hwuay acha faida hasil kar saktay hain.
Agar ham market chart pay is strategy k sath kaam kartay hain to yeh umeed ki ja sakty hai k 90% tak ham accuracy hasil kar saktay hain.
Shukrya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим