educated log he kya forex trading kar sakte hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    Nahi kher aesi to koi bat nahi hy.. Forex trading to her koi ker sakta hy chahe educated ho ya phir uneducated bass forex ki need and demand sirf forex ki yahi hy ke trading ki knowledge and practice hona zroori hy kisi bhi tarder ke liye .. iske ilawa baqi jo normal education hoti hy vo ager ho to bohat best hy because ager trader educated hoga to use forex seekhne mein bhi asani hogi.. wrna mushkil hogi ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      hikmat aur danaae k liyay parha likha hona zarori nahi but abc to ani chahiyay phir hi for ki how know samajh me aae gi, baka tajarba sab se bara ustad hota he, aur is se insan agay barhta jata he
      • #303 Collapse

        forex trading mein education itni zarori nahi hai normal primary education bhi chal jaye gi bas un ko forex ki knowledge hasil kr lene chaye tu wo bhi ek ache trader ban skte hain aur se faida hasil kr skte hain asani ke sath
        • #304 Collapse

          bhai forex ma trading ka lye education lazmi ha but jis ka pass education na b ho wo forex pa trading kar ky sekh jaty ha lekin agar hamary pas education ho g to ham achi planing ka sakty ha...
          • #305 Collapse

            lazmi baat nai h k irf educated log hi ker saktay hain students and also females like in house can also make the trade for the forex ..and can also get benifti form the forex .. may be jo un educated people hotay hain wo tukkay mar mar k experience gain ker laitay hain aur unko ziyada pata hota hai banisbat educated person se
             
            • #306 Collapse

              har koi faida utha sakta hai.. even anperh aur educated people alsos. but fact ye h k jo uneducated hain shayad unko ziayada pata hoga forex k baray me aur to aur ziyada soch samajh k trade lagatay hngay ..to profit b shayad wohi ziayada gain kertay hngay
               
              • #307 Collapse

                dear forex trading me earning k liye koi diploma ya degree ki zaroorat nahi forex me jis k paas bhi proper knowledge aur experience ho wo forex me earning kar sakta hai
                • #308 Collapse

                  My Dear brother ya zaroori nahi ha is ko her person kar sakta ha bashak wo student ha ya job person male ha ya female koie bi kar sakta ha bus is ka use aata ho samj boog ho is kaam ki.pahlaye traning lo pahir Allah ka name la kr is ma enter ho jio Allah karam karaye ga.
                  • #309 Collapse

                    nahin g ya to zarori nain ha kay serf ya educated log he forex me trading karengay or forex me to me na aasay person ko deka ha jin ke trading nahin aati ha laken wo per be forex me trading karty han ore wo bahut he earning rahay han is leya forex me ager hum experience be kar len per be us say he earning kar saktay han.
                    • #310 Collapse

                      mery bahi agr is business ko educated log krain aur is business main educated log a jahai join kar lain to mery khial se wo uneducated logo se bht jaldi is ko smj jahain aur is main experience hasil kar lain aur bht jaldi is ko smj b jahain.
                      • #311 Collapse

                        hi friends forex trading ko har koi kar sakta hai q k ye business sab k liya hai achy wo educated ho ya na ho is se koi farq nh parta k ap kitna educated ho bs apko is trade ki knowledge honi chahiye or practise karty rahy gay to apko is trading mai faida b ho ga ye bilkul zarori nh k ap educated ho
                        • #312 Collapse

                          i think sooooo k un educated be ye job ker sakhta hain hain iss sa bs ap ko knowelege hasil krni hoti hain thori sa so ye job sab kr sakhta hain
                             
                          • #313 Collapse

                            i think foex trading wo log kar sakty ha k jin k pas forex k bary ma education ho ya wo parhe likhe ho or trading k bary ma jan saky wohe log forex trading ma trade kar sakty ha is k elawa un parh ya un educated log forex ma ni parh sakty yani k us ka bary ma ni jan sakty.
                            • #314 Collapse

                              Asallam o Alekum , g apki baat achi lagi , yeh business sab k liye hai aur forex trading bilkul aik subject ki traha hai , baki kamo ki traha , is mein mehnat kar k ap finally har liability sey bach saktey hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                nai forex trading not educated log be kar skyta ha just ap ko forex trading k bary ma knowledge hasil hona cha ap trading kar skyta ha agar ap educator nai be to ap forex trading kar k acha earn kar skyta ha just ap ko forex ki training lana ho gi phr he ja kar ap trading kar skyta ha or forex ki training ma education ki zarorat nai hoti itni.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X