educated log he kya forex trading kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    nahi bhai ye humari pak ki forum hai aur es main jo b urdu ko janta hai wo join kar sakta hai aur ye bohat achi baat hai kyun k agar hum es ko admit karein to es se hum bohat kuch kamm kar saktay hain aur es se hamar future b good hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      educated ya un educated logo ka chakar nahi hai yhan pe ap thore ci computer skills honi chahye or market info b.. ap easly handel kar lay gay baqi....
      • #153 Collapse

        Forex trading to her koi ker sakta hy chahe educated ho ya phir uneducated kiu k ye forex trading business koi itna zyada b mushkil nahi he aur ap asani se profit earn krskte hain
        • #154 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aries18 پيغام ديکھيے
          educated and non educated dono he ye business kar sakte hain bus forex trading ki achi knowledge aur practice hona zarori hain..ye business sirf high educated k liye nahi hain is business ko har koi easily kar sakta hain...
          my dear forex trading to he hi educated logon ka kam ye aik aisa business he jis men illiterate log kam nahi kr sakte forex men tamam tools english men hen is liye forex trading ko educated log kr sakte hen
           
          • #155 Collapse

            brother forex trading kay liye knowledge aur experience dono bohat zaroori hota hai educated log ziada jaldi is business ko samajh jaatay hain non educated logon ko thora time lagta hai is business ko samajhnay kay liye.
            • #156 Collapse

              No dear foex trading business me trading karne kay liye education se zayada learning ki importance hay aur hum asani se es business me learning ki madad se profit earn kar sakte hain aur forex aik asan online aur profitable business hay.
               
              • #157 Collapse

                Ji bilkul har wo larka jiski age 15 year ho us se le k 60 year tk k log kr skty hn ye kam,chahy unki taleem ho ya na ho,bas forex me tjarba lazmi chez he,sell,buy krna koe mushkil ni.
                • #158 Collapse

                  yar jis ka pass forex trading ka knlowedge he nahi wo es ma kasay kar skty ha aur jis ka pass forex trading ka knlowedge ha us ka ley muskal be nahi ha.
                   
                  • #159 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aries18 پيغام ديکھيے
                    educated and non educated dono he ye business kar sakte hain bus forex trading ki achi knowledge aur practice hona zarori hain..ye business sirf high educated k liye nahi hain is business ko har koi easily kar sakta hain...
                    yes forex trading men sb tools english men hote hen is liye forex trading ko wohi log kr sakte hen jo english smjte hen uneducated log forex trading men bohat problems face krte he is liye wo zeyada der forex trading ko jaari nahi rakh pate or chor dete hen
                       
                    • #160 Collapse

                      ni dear aisy koi bt ni hai ap b is main educate ho shakte hain is me jo b new ata hai woh is main start main trading ko learn kerta hai phire hi woh is main educated hota hai or phire hi is main acha profit earn kerta hai forex main ap b acha profit earn ker shakte hain my dear
                      • #161 Collapse

                        yes dear i with this point because its help me dear and if you want be right in everything trade with learn
                        and its make you the best you know everything about trading i see its good for you
                        • #162 Collapse

                          G bilkul main ap sab members ki bat say agree karta hon .Sirf aik well educated hi is ko join ya success ni ho sakta balkay koi bhi insan jis kay pas thora knowledge ho hard work kay liey willing ho wo bhi is main kamyab ho sakta hai .laikan is kay liey education honi zarori hai bilkul non educated is main success ni ho sakta .
                          • #163 Collapse

                            dear in forex trading market not need any higher education if any one education is under matric he can also do trading in forex market but for successful in forex trading we should learn all techniques and strategies of forex market and gain knowledge of market trend
                            • #164 Collapse

                              g han forex mein educated log be kam kart hein or bhot achi se kamnyb b ho gant hein q ka wo forex ko bhot achi se samng kar senkh kar shero kart hein forex mein logo ka tangarb kam ant hein forex ko her koye goin kar sakt hein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                nahi hame forex me koi khas taleem ki zrorat nahi hoti hai hum yaha pay kum taleem k sath b learn kar saktay hain aur agar hum learning me zyada aur tezz hotay hain to humara is me faida hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X