educated log he kya forex trading kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    yes dear forex trading ko educated log he sahi kar sakty ha dosry log nahi kar sakty ha ku k forex bohat he risky business ha wesay forex business ko har ko easily kar sakta ha par forex business karny k liye forex ka high knowledge aur experience hona zarori ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Is ko har wo kar sakte hay jo computer ko chala sakte hay aur is kam ko karne ke liye is ke pass investment hay is kam ko karna is ke liye bhi zada easy ho ga jo is main learning kar ke aur is forum per post kar ke earning karna chahte hay .
         
      • #138 Collapse

        G nahi forex treading me zarori nahi hai k is ko eduction wale e join kr sakte hai is me eduction ki nahi experience ki zarorat hoti hai jitna acha experience hoga utna e acha earn hoga is me jo ap earn kro gay ap is me withdraw krwa sakte ho .
        • #139 Collapse

          Starting with myself i will point out it is really good for you for being really target to be able to always understand in order that you uses to build ones take advantage of just one amount towards the additional so that you can make great cash continually.
          • #140 Collapse

            Forex mai trading sirf educated log he kar saktay hai q ky wo Forex ko paray ge aus ko seeky ge aur tb wo trading karay ge ye sirf educated logo ky leay hai
            • #141 Collapse

              ni forex trading har koi kar sakta he mere khayal main forex har koi kar sakta he bus ak bar wo samajh jae baki fotrex ka kam har koi kar sakta he ok mehnat ziada ahm he forex main mere khayal se
              Luck After Hard Work
              • #142 Collapse

                ji nhi forex me business karne k lie bht zyada educated hona lazmi nhi he balke har is=nsan ye business kar skta he bs thodi bht forex trading ki knowledge hasil karen aur is pe kam kar k earn karen. students b ye business kar skte hen
                • #143 Collapse

                  han g yeh bat sahi he keh forex main jo log ziada educated hotey hain woh to aur bhi achi trha se trading kar saktey hain aur is market ko bohot hi jaldi achi trha se pick karne main kamiyab ho saktey hain.
                     
                  • #144 Collapse

                    forex trading market hai jo k online working kerti hai is ley hamain is men thori ci mehnat ker k trading kerni a jatio hai or ham achi earning ker lety hain is ley educated hona lazmi nahi hai or her koi is men trading ker sekta hai.
                     
                    • #145 Collapse

                      Jo Loog Educated Hain Wo Hi Trading Sekh Sakty Hain Aur Wo hi Trade \Kar Sakty Hain.Aur Jo Loog Educated Nahi Ha Wo loog Nahi Trade Sekh Sakty hain Aur Na Hi App Ko Trade Karna Chei Q Ka App Ko Loss Ho Sakta Ha Aur Us Ka Baad App Forex Trading Se Mayoosi Ka Baad Dosray Loogoon Ko Bhi Khraab Kar Sakty Hain.
                      • #146 Collapse

                        JE haan forex ko join krny k l yie education aur experience dono ho n tu phr koi masla nhe hai, lakin agr experience nhe hai tu phr education sy bhi kam chal jata hai, kyonk yeh online trade hai aur iss main apko computer aur internet ka use ana chahye takay apko trading main koi dikkat na ho aur ap achi tarha trade kr k earning kr sakyn.
                        • #147 Collapse

                          Mary hisab se forex ko start karny kay liay ziada educated hona zaruri nahi hai analysis ko koi bhi matric pass bhi learn kar sakta hai or apni trading start kar sakta hai. Me ne aisay log bhi dekhy hain jo bina study kiay forex ko learn kar kay is business ko permanent le kar chal rhy hain or is me profit le rhy hain. Is liay educated hona zaruri nahi hai magar forex ki education har aik kay liay zaruri hai.
                          • #148 Collapse

                            brother is business mai her koi kam to kar sakta but uneducated persons is ma achi earning nahi kar sakta is kam ko karne ke liye aap ko experience knowledge aur achi practice ki zarorat hoti jo ke is kam krne ki requirement hai
                            • #149 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: 1994
                              g bhei g forex ko educated log be goin kar sakt hein ya buness sb ka liye hein sb is mein experince or knowldge hony cheny pher wo is ko goin kar ka achi income kamn sakt hein forex ko koye be or her age ka log goin kar sakt hein
                              salam friend forex me point yeh hai k forex ke need aur demand knowledge aur practice hona kase be trader ke liya zaroore hai. next agar education hai tu best hai ek normal education hoge tu sekhna easily ho jata hai aap forex ko learn kar sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Dear friend yeh zaroori nahin hai balkey sab log iss ko kersaktey hein lekin iss ko kernay keliye humarey ko forex mein experience aur knowledge hasil karni hogi aur thori si study ki zaroorat hogi.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X