educated log he kya forex trading kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    bhai dekha jay tu forex business ka talluq educated people sa hi hona chahiyea tha q k forex koi aam business nahi ha is ko read karna hota ha or wo taqreban english language main hota ha lakin forex-pak walon ki maharbani ha k forum k zaryea sa non educated bhi ab forex business ko araam sa kar sakta ha.or apny liyea earn kar sakta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      forex trading aik bohat hi acha online business hi jis main sub log kam ker ke achi earning hasil ker skate hain agar ap bi interested ho to ap asni se aci earning hasil ker loo gye then hi ap kamyab ho sakoo gye
      • #123 Collapse

        no dear mery khyal se ye galt bat he jo log educated ho wohe forex trading ko nhi kar sakty hen is ko har wo insan kar sakta he jis ka par thra sa bhi knowledge ho or wo age hardworking kar ke forex ka knowledge hasil kar le to wo essay se forex trading kar sakta he.
        • #124 Collapse

          yahn forex ma earning kay liay educated hona zaroori nahi bus ak reqirmnt ha is ki kay ap ko is ko seekhna zaroori ha q kay jub tal ap is ko seekho gay nhi tub tak ap is ko proper way ma ker nahi sako gay so first get knowledge abiu forex
          • #125 Collapse

            g han mere khayal main sirf educated log he forex trading kr sakty hain kiyun k iss ko pehly learn krna pardy ga iss k liye tu sirf taleem ki need hai agr aap k pass knowledge nahi hai tu mere hisaab se aap forex trading ko nahi seekh sakty ho
               
            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
            • #126 Collapse

              bro agr ap educate ho ya pir education hasal kr rhy ho tu ya boht big faida hn ap ky liye .q kh ap ky liye forex trading ky work ko smjna or market trend ko analysis krna easy able ho jata hn .is m ap ky liye strategy bna koi difficult work ni hn
              • #127 Collapse

                mere khayal me forex ke lye education zaroori he q k forex ko seekhna bht zaroori he or jab tak aap seekhaangay ni aap forex world me kamyabi hasil ni karsaktay hen
                • #128 Collapse

                  dear forex ko sirf education log hi nai join kar sakty balkay es main kam education log be hissa lay sakty hai or jo log zayada education hotay hai un ko loss etni jaldi nai hota jitni jaldi kam education logo ko ho jata hai.
                  • #129 Collapse

                    han bhai atleast thora bht tou knowledge hone chaiye forex ke bare main.forex duniya ka sub se bara business hai jis main earning kerna easy nahi hai.forex main kwowledge chaiye hote hai.bus.thanks.
                    • #130 Collapse

                      it is not nessasaryyyyyy ... because Communication is a skill that you can learn. It's like riding a bicycle or typing. If you're willing to work at it, you can rapidly improve the quality of evry part of your life.
                      Learn to say 'no' to the good so you can say 'yes' to the best.
                      • #131 Collapse

                        forex trading main koi is kisam ka ka rule nhi hy forex trading har koi har sakta hy educated bhi or un educated bhi, bas forex main hamen isk rules ko follow karna hota hy, agar hum rules follow karlain to har koi kar sakta hy isy.
                        • #132 Collapse

                          Nhi aisa nhi ha forex ko her koi kr skta ha agr wo thora boht b computer ko janta ho baki wo forex me enter honey k baad khud he jan le ga q k forex ko seekhna koi mushkil nhi ha lekin forex se profit lena mushkil ha chahay jitna b bara educated person ho us k pass agr forex ki knowledge nhi to wo trading nhi kr skta
                          • #133 Collapse

                            gee mre bhai forex bohat acha busineess hy es busineess me educated ke ziada zroorat to nae hy jo chahye trading kr sktaa hy pr agr bnda education haasil kr ke forex pe trading kry to sb se best hy kyu ke education waly trader bohat easy se trading kr ke profit haasil kr sktaa hy
                            • #134 Collapse

                              Basic education buhat important hoti hy oor eske wja se hee tum forex ke trading seekh sakty ho. yane agar aagy advance learning and success chahty hoto fhly a, b ,c par yaqeen rakhna hoga oor yeh must hy...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                nahi forex tarding ke liye zarori nahi hai ke app educated hi hoon forex trading bohat se kam parhe log bhi kar rahe hainlekin un ka is kam mai interst aur experience bohat ziada hai jis waja se aajj wo kamyab trader ban gai hain
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X