educated log he kya forex trading kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    nahinnn mere bhaai esa zaruri tou nahin k sirf educated log he trading kar saktay hain or koi nahinn.. lekin education buhat zaruri bhi hoti hae har insaan k leye,,, yahan pe buhat say ese log bhi hain jo less educated hain but bhi trading ka hunar jantay hain..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      jee sir forex ko koi b easily join kar sakta hain or is mai acha earn kar sakta hain zarori nahi hain k khali high education walay hi join kar sakty hain asa kuch nahi hain or forex mai trading kar k acha earn wohi kar sakta hain jo forex mai learn or knowledge k sath kam kar sakta hoga ...
       
      • #888 Collapse

        yai zarori nhi k sirf educated log forex karain, han education aik supporting element zaror hai forex seekhnay k liyai, mai khud kayi logon ko janta hon jo educated nhi laikin forex mai masters hen
        • #889 Collapse

          Jab tarjeeh ho taleem to taraqi muqadar ban jati hy! Is liye yahan pe agr ilm waly log koin kren gy to un ko profit k sath sath dusron ko apna hasil krda ilam agy phelany mein khushi hoge,,, an parh ager is trah ki trading krengy to koi faida nahi balky loss k chances hain
          • #890 Collapse

            Mere khyal say han educated personh is pay zada behtar work kar sakta hai ... q k educated personh ko knowledge hoti hai ... non educated person ko knowledge nahi hoti k usy ye business kassy karna hai ...
            • #891 Collapse

              Yes ao nay bilkul sahe kha kay forex trading is not only for educated persons but for all .Agr koe bhi es business ma kaamyaab hina chata hai to us k liyte zruri hai kay wo information experience or skills ko improve krnay ki kosish krni chaye ....
              • #892 Collapse

                nahi zarori to nahi hy ke business ke liay ap educated hon ya non educated hon. bas apko business krna ana chahiye taake ap loss ki taraf na jaen bus business skills hon insan main aur mehnat krne ki himmat ho parha likha hona zarori nhi hy froex trading itni bhi koi mushkil nahi hy :)
                • #893 Collapse

                  Dear Forex ko educated log kar saktay hain par uneducated person ni q k jab tak ap k pass education ni hogi ap is business ko kis tarha se handle kar saktay ho or ap successful bi ni ho saktay....
                   
                  • #894 Collapse

                    nahi aisi koi baat nahi forex har kisi k liye hy chahy wo high learning ho ya k wo less educated ho yaha wohi kamyab ho ga jo k is ko achi tarha study kary ga aur hardworking kary ga is kaam m
                    • #895 Collapse

                      Forex trading aik aisa business hay jiss main ap apni qualification say bhi mar kha jatay hain iss main English ka ana bohat zruri hay.trading karny k lia hamy educated hona lazmi ni hai is mai hamy forex sy mutalik knowledege hona lazmi hai forex trading karny k lia ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain.
                      • #896 Collapse

                        Forex trading koo koiee bhi join kar sakta hai aur ess kay liyee koiee khas education zaroori nahein hai lekin agar app Forex trading mein successful trader banana chahtay hain too phir app koo hard work karna hoo ga aur pehlee fundamental aur technical analysis koo study karna hoo ga
                        • #897 Collapse

                          uneducated people ky liay to ye boht hi best hy na ku ky is me itni education ki zrort nhi hoti hy just experience ki hoti hy or knowledge ki hoti hy jo ky waqt ky sath sath a hi jati hn.
                          • #898 Collapse

                            apki bat drust hay forex trading educated aur non educated dono kar sakty hain because forex mai education ki koi khas zaroorat nahe hay jis k pas b forex ka experience aur knowledge mojud ho woh acha trader ban sakta hay
                            • #899 Collapse

                              educated logon ke liye to ye kaffi acha business hai khas tor par un logon ke liye jo unemployed hain forex aik avha trading business hai aur agr educated log ise karien to ye to aur bhe ache bat ahi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                Forex mein knowledge ky saath sath luck ka hona bhi buhat zarori hai. Mehnat apni jaga par hai aur us ky liey hum ko har waqt ready rehna chaieh. forex market ki knowledge. wahan par currency ky ups and downs ko kaisy read karna hai. Kab forex market mein investment karni hai kab nahi karni. ye sab knowledge waqt ky saath ati hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X