educated log he kya forex trading kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    Nahi trading k liye sirf education hi zroori nahi balkay is k liye aap ko is ka pata bh hna chahye k trading hai kia oaur is k liye ap ko is ka experienece hna chahye jab ap ko is ka eperience ho jae ga tab aap achi trading karsakin gay ...
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      nahi brother is bussiness ko har koi kar sakta hai chaay wo educated hai ya non educated hai bas usay forex kay baray me knowledge or practice honi chahie baqi agay ALLAH ki marzi or uski luck kay usay loss hota hai ya profit.
      • #858 Collapse

        dear frnd bilkul thek bt he ye k forex tradding education wale kar sakte he ye ak asa business he jis me hm apni knowledge r information rakh k kam karte he r hme forex me koi mushkil b nai hoti r hm ba asani apni forex tradding karlete he r forex tradding ki success ko hasil karne k lye knowledge ki bht zarurat he,
         
        • #859 Collapse

          bhai educated log jo hote hain woh jaldi jaldi kamate hain uneducated person bohat slow earn karta hai or is se loss bhi us ko bohat hota rehta hai so mere khayal se educated person he is me kamyab hai .
          • #860 Collapse

            forex mai high education ky zarorath nahi hothy hai bas ap ky education ethna ho k ap new or currency ky rate ko read karsaky forex mai educated or non educated dono karsakthy hai but noneducated kliye forex boht difficult hoga kiu k forex aik technological business hai
            • #861 Collapse

              forex trading business kay liye education ka hona bohat zaroori hai jab tak app ki education ziada nahin hogi app sahi tarah se forex trading ko samajh nahin pao gay aur bina samjhay app yahan pe achi trading nahin kar saktay.
              • #862 Collapse

                Yes educated man work forex trading Forex is very easy business and profitable when you learn very well learn properly and following some rule but at first practice demo account then trade real account so every man work forex trading
                • #863 Collapse

                  forex men educated log achi trading ker lety hain kion k un ko is ka expericne jaldi ho jata hai or wo is ko pori tarah se samjh jaty hain is ley un ko adaventage zyada hota hai kamyab traders banny ka.
                     
                  • #864 Collapse

                    Aap ki baat kuch hadd takk theek hy lekin zurori nahi hy k jo shakhs bhi forex trading kary usky paas taleem ho bass sirf usky paas thora bohat knowledge ho yaani usko sirf itna pata hona chhiye k isko kaise handle kiya jaye yaani usse sirf iske simple peecho dayo ka pata hona chahiye.
                    • #865 Collapse

                      nahi bai me app ki baat se agree nahi kerta ke ke forex per har kisam ki age ka banda kam ker skta he forex per age ki koi pronlem nahi chahe wo bacha ho ya borha
                      • #866 Collapse

                        ammmm hai educated log b h trade kar saktey hai mger ye kaam uneducated b kar sakten hai mger bht sari learning karni ho g or mhenat se kaam seekna ho ga.
                           
                        • #867 Collapse

                          Mere bhai mere dost ap ney bhot hi acha sawal kiya hai nahi mere bhai aesa nahi hai forex trading business ko un parh log bhi forex trading business mein trading krny k liye use kar sakty hain agar unhe parhna ata hai to thora bhot or earning kar sakty hain.
                          • #868 Collapse

                            dost g Jisko thodi see bhee english parhnee aati hai aur forex k kaam ko achee tarah jaanta hai woh yeh kaam ker sakta hai.bohat say loag aisay hotay hain jo zyaada pahay likhay nahin hota mager market k utaar charhaao ko achaa tarah jaantay hain so woh trade achee tarah ker saktay hain. ..
                            • #869 Collapse

                              my dear forex trading ak aysa business he jo k her koi asani se gher me beth ker ker sakta he wo educated ho ya uneducated her koi ager is me success hasil ker sakta he lekin success pane k lie hard work knowledge or practice ki bhi zarurat he in sab k bagher kamyabi milni bohat mushkil he .............thanks
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                Forex trading business ko krne k liya hmare pass ziada knowledge ka hone zarori nai hai.Bs humare pass forex ka acha knowledge hona chaiaya take hum achi trading kr sakain.Is k liya ziada eduacated hona zarori nai hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X