Aslam u Alaikum!
Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay, or market main achi earning kar rhy hon gy. Dear ap ny bhot hi perfect information Hamare Sath share Ki Hai. agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k sath kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain.
WHAT IS NFP:
Dear Non-Farm Payroll figure United States of America ke economy kay liey aik bhaut important indicator hai. NFP ye batata hai kay yotal number of jobs aik month main kitne add hui hain. NFP ke wajha sy matket main kafi zaida movement hoti hai aur NFC release hony kay baad market main volatility zaida ho jaat hai. NFC data normally har month kay pehly friday ko release kia jata hai.
NON FARM PAYROLL AFFECTS:
Dear Non-Farm Payroll kun kay monthly release hota hai to ye aik acha indicator hai kay economy kis tarfa ja rahi hai. Non-Farm Payroll kay figure kay economy par musbat aur manfi asraat muratab arty hain. Agar es kay figures mubat aain to economy stable hony ke nishani hoti hai. Aur agar manfi figures aain to eska asar economy par manfi parta hai, aur pata chalta hai kay economy fast pace pe hai ya slow ho rahi hai.
NFP kay 3 outcomes ho sakti hain.
CURRENCY PAIRS THAT ARE MOST AFFECTED BY NFP:
Dear Kun kay NFP US economy ka data show karta hai so jitny bhe pairs hain jin kay sath USD aata hai wo zaida Affected hoty hain. Maslan EURUSD, GPBUSD, USDJPY, AUDUSD, USDCHF weghra sb sy zaida affect hoty hain. Es kay elawa bhe overall market main kafi impact parta hai.
Agar aap NFP pe trading karty hain to bahut careful hona parta hai kun kay market main volatility zaida dekhny ko milte hai.
CONCLUSION :
Higher Payroll figure US economy kay liey acha hota hai.Aur es baat ke nishaan dehi karta hai kay new jobs sy economy ko boost mil raha hai.Expected change Payroll main agar aay to eska asar currency par mixed aata hai. Kuch traders satisfied hoty hain aur kuch nahi.
Lower Payroll figure currency market pe negative asar deta hai aur USD baki currency pairs kay mukably main weak hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим