What is meaning of NFP in Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is meaning of NFP in Forex Trading.
    Aslam u Alaikum!

    Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay, or market main achi earning kar rhy hon gy. Dear ap ny bhot hi perfect information Hamare Sath share Ki Hai. agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k sath kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain.

    WHAT IS NFP:

    Dear Non-Farm Payroll figure United States of America ke economy kay liey aik bhaut important indicator hai. NFP ye batata hai kay yotal number of jobs aik month main kitne add hui hain. NFP ke wajha sy matket main kafi zaida movement hoti hai aur NFC release hony kay baad market main volatility zaida ho jaat hai. NFC data normally har month kay pehly friday ko release kia jata hai.

    NON FARM PAYROLL AFFECTS:

    Dear Non-Farm Payroll kun kay monthly release hota hai to ye aik acha indicator hai kay economy kis tarfa ja rahi hai. Non-Farm Payroll kay figure kay economy par musbat aur manfi asraat muratab arty hain. Agar es kay figures mubat aain to economy stable hony ke nishani hoti hai. Aur agar manfi figures aain to eska asar economy par manfi parta hai, aur pata chalta hai kay economy fast pace pe hai ya slow ho rahi hai.
    NFP kay 3 outcomes ho sakti hain.

    CURRENCY PAIRS THAT ARE MOST AFFECTED BY NFP:



    Dear Kun kay NFP US economy ka data show karta hai so jitny bhe pairs hain jin kay sath USD aata hai wo zaida Affected hoty hain. Maslan EURUSD, GPBUSD, USDJPY, AUDUSD, USDCHF weghra sb sy zaida affect hoty hain. Es kay elawa bhe overall market main kafi impact parta hai.
    Agar aap NFP pe trading karty hain to bahut careful hona parta hai kun kay market main volatility zaida dekhny ko milte hai.

    CONCLUSION :

    Higher Payroll figure US economy kay liey acha hota hai.Aur es baat ke nishaan dehi karta hai kay new jobs sy economy ko boost mil raha hai.Expected change Payroll main agar aay to eska asar currency par mixed aata hai. Kuch traders satisfied hoty hain aur kuch nahi.
    Lower Payroll figure currency market pe negative asar deta hai aur USD baki currency pairs kay mukably main weak hota hai.
    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is meaning of NFP in Forex Trading.

    Asalaam.o.Alikum dear forex member umeed karta hun k ap theek hun gay or achy tariqy sy apna kaam perform karhy hun gay dear jaisa k ap janty hain market per news ka kafi ziada effect parta haj es mai news bhoot ziada invole hoti hai hamen her waqt news per nazar rakhna hota hai es liye news ko dakhny ky liye hamen forex factory ka visit karna parta hai kiyun waha sy hamen her forex ki news mil jati hai Nfp bhi aik news hai jo k market per kafi ziada asar andaz hoti hai tu aye j NFP ko discuss karty hain

    What is NFP

    Dear forex member NFP united state of america ki economy ky liye aik important indicator hai.ye hamen american ki jobs ki information deta hai k aik month kitne jobs appear hoi hai jaisy he NFP new release hoti hai tu market mai kafi ziada movement hoti hai NFP new month mai aik bar hiti hai ye news her month ky last per jo friday hota hai us din release ki jati hai jis waja sy hamen kafi ziada mahtat rehna parta hai koshish karen jab NFP news ka time ho ti trade ko open na kiya jaye balky news ka wait kiya jaye


    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	2
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12364137

    NFP effected On forex Market

    Dear forex member jaisa k ap janty hain NFP aik economic news hoti hai jo k market per kafi ziada effect karti hai es mai sirf do he option hoty hain agar market mai news positive hn ge tu market ki movement bhi positive hoti hai agar es mai news negative hoti hai tu es ki movement bhi negative hoti hai tu ye bhoot ziada currency pair per effact karta hai jin ky sath usd ka relation hota hai tu ye un ko bhoot ziada effected karta hai jin EUR/USD,GBP/USD,OR USD/JPY or bhoot sy currency pair ko effected karta hai tu hamen es mai carefull hona lazmi hota hai


    Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	1
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12364138

    LOWER AND HIGHER PAYROLL FORM

    Dear forex member higher payroll form economy ky liye bhoot ziada important hota hai or hamen btata hai k new job ki waja sy economy stable ho rhe hai.agat economy mai expect ki hoi change payroll a jaye tu es ka asar tamman currency per aik jaisa hota hai kuch trader es sy satisfied ho jaty hain or kuch trader es sy satisfied bilkul bhi nhi hoty

    Lower=jaisy he hamen lower payroll form dakhny ko milta tu ye market per negative asarat deta hai jis waja sy usd baki tamam pair sy week ho jata hai jis sy market ki movement bhi negative ho jati hai
    Last edited by ; 20-01-2022, 07:56 AM.

    اب آن لائن

    Working...
    X