avoid scalping
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    bahi maire khayal say tu scalping karnay say kisi ka account ban nai hoia hoga . kion ke scalping mai koi b aise illegal cheez nai hai . ager traders ko scalping ke strategy pasanad hai tu traders ko iss per zaroor kam karna chaye. baqi yeh baat hai ke new traders kay liye scalping thori ziada risky strategy hai iss liye new traders ko iss ko samjh kar he phir iss per kam karna chaiye.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      forex mn trading k liye apko scalping ko ovide krna chahye or hmain market k level ko b dehan mn rakhna chahye k market mn kiya point kis base par hai es liye scalping ko chor kr trading kren yah ap k liye kharnak b ho skta hai
      • #468 Collapse

        scalping ko avoid tub karna chaiy kay jub apko sirf aur sirf is pe trade karnay ka shok hi ho likin apko is pe trade ko use karnay ka method pata na ho phir tu ap scalping karkay bi lost hi karay gay
        • #469 Collapse

          bhaI mera khyal hai k scalpning se hmain short time par tarding kar kacha profit mil jata hai or hmain makhsos time period par makhsos profit mil jata hai es main mera nahi khyal k tarding krny se hmary account ko nuksan ho ga
          • #470 Collapse

            dear jaha tak mujhe knowledge hai scalping short time trading ko kehty hain is main account banned hony koie bhe wajah nahe hai account banned tabhe ho ga jub ap rules break kren gyen or ager ap bonus per trading kr rahe ho tu hamesha rules follow kren then ap ka account safe rahe ga
            • #471 Collapse

              hum is forex main short term main bi trade kar skty hain aur long term main bi trade kar k run kar sakty hain aur hamain is forex main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum market main sucess hon gay
              • #472 Collapse

                Jab aap market ke har Phool Ko follow karte huye aur profit ke. Target ko Nazar Mera ke kaam Karoge tab aap ke liye koi bhi. Se trade karna Mushkil Na Hoga. Follow nahi karoge aur scalping karta Jaoge aur scalping kiya uska bhi update karo Ge tab aap ko Roz ka Samna karna padega Forex trading me.
                • #473 Collapse

                  sclp main hum short term main bi trade kar sakty hain aur planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is k liye bi experience hasil karny ki zarorat hoti hai so hamain learning karni ho gi
                  • #474 Collapse

                    market main kaam ko krny kay kafi zada strategy hain jin main say ik hai ye scalping jin main say zada tar traders nay kaam ko kia hota hai or ap b is ko janty hon gy laikin is main say kafi zada humy khud ko account ki take profit ko stop loss ko istamal krna hota hai
                    • #475 Collapse

                      janab g is ma koch log ha jo kay kam mahnat kar kay zada profit hasil karna cahty ha our sort cart ko apnan cahty ha lakine asa karnay sa un ko loss he hota ha our koch hasil nhe hota ha is liay mahnat sa hardwarking sa trading karne cahay
                      • #476 Collapse

                        is ma hum ko paling karne cahay our is ma hum learning karne cahay our emoation ko control karna cahay our is ma hum ko greed our lalach nhe karna cahay q kay is sa he loss hota ha is ma to aap ko loss sa bachna cahay
                        • #477 Collapse

                          is forex main trade karny k liye hard work karni ho g aur is forex main sclp main hum short term main bi trade karty hain aur hamain is forex main plane kae kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main rules ko follow kar k hi hum run karein gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur is say hamain bi faida ho skay gay it is best job
                          • #478 Collapse

                            forex trading main agar hum short term trading karna chahty hay to kar sakty hay esmain koi issue nahi hay aur mery khyal amin sab say best online business main agar hum short term kam kar kay acha earn kar lain gay to best hay so humay chahiey keh esmain lalach na karen kyun keh lalach ki waja say bohat loss bhi kar sakty hay
                            • #479 Collapse

                              brother scalping say hamesha avoid krna chheay kun k iss mai risk ziada ho jata hai aur bnda lalch mai aker over trading karta hai jiss say loss hony k chanse ziada ho jaty hain iss leay ham ko hamesha long term mai kam krna chheay phir app ka risk level kam ho jata hai aur loss k chanse bhi kam ho jaty hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                ji bhai scalping forex business main har giz nai karni chaiye ye bohat bara risk hota hain scalping k doran apka account bhi ban kiya ja sakta hai or samtime market trend change karti hai jis ye loss hota hai is loss se bachny k liye scalping se avoid karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X