dakho boss har kam me risk to hota ha agr ham risk nahi len gay to hamy us ka faida ya nuksan ka kesy pata chaly ga. agr ap nahi chaty ka ap koi bhi risk authyan to ap ko phaly puri tarha forex ke bary me samjna chahi ha isy sikhna chai ha or ap ko bht mahnat bhi karni chahi ha tab ap ko kuch hasil ho sakta ha
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим