Forex trading mein risk ko kaise avoid karna chahiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    dakho boss har kam me risk to hota ha agr ham risk nahi len gay to hamy us ka faida ya nuksan ka kesy pata chaly ga. agr ap nahi chaty ka ap koi bhi risk authyan to ap ko phaly puri tarha forex ke bary me samjna chahi ha isy sikhna chai ha or ap ko bht mahnat bhi karni chahi ha tab ap ko kuch hasil ho sakta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main risk to hota hay is ko avoid karnay ka aik tariqa hay wo ye aap kaam ko samajh kar khoob mehnat karen demo account pe practice karen
      • #258 Collapse

        Mere khayal men risk ko avoid to kar hi nahi sakte kyoon k agar aap market ka jaiza len to aap ko pata lagey ga ke minutes wala graph kuch aur show kar raha hota hai aur 5 minutes kuch aur aur 1 hour kuch aur to 1 day kuch aur. to jo ups and downs hen us k hisab se kisi bhi time kuch bhi ho sakta hia. han ye hai k aap thorey margin per hi profit le len ya loss pe agree ho jayen
        • #259 Collapse

          forex marker here you and yuor forex trading here you and our family in that super market here you can do that is
           
          • #260 Collapse

            jahan tak mera khial hai forex trading aik online bussiness ahijis mai app ne risk se hi earn karn ahota hai ager app kisi kam ke liye risk nahi len ge to earn kaise karen ge kion ke app ke risk lene se hi earning hai
            • #261 Collapse

              forex mein risk ko avoid kerne ka tareeka yeh hai ke aap sai se market trend ko samajhein aur saath saath practice ker ke apne weak points ko door kerein aur risk management ko zaroor saath saath le ke chalein is tarah loss chance kafi had tak kam hojain ge.
              • #262 Collapse

                knowledge bht zarori hai es kam mein sb ko yeh pata hai k yeh kam bht e risky hai or es mei lalach bilkul ni krna chahiyeh zara sa b laclach hmy bht mehga oer skta ss leyeh hmy chahiyeh k learn kry jitna ho sakey fr e es kam mein aye weasy ni
                • #263 Collapse

                  forex trading aik risky business hai app yahan risk ko avoid nahin kar saktay haan app apne risk ko kam zaroor kar saktay ho app sahi tarah se market ko analyse kar kay low risk se trade karo app ko loss kay chances kam honge.
                  • #264 Collapse

                    forex tarding aik acha online business hi jis mainagar ap stop loss ko use ekro ge too ap ka loss kam ho ga bohat se log stop loss ko apni tradign main use ekrte hain ap ko bi iss ko use ekrna ho ga then hi kamybi ho ge
                    • #265 Collapse

                      meray bhai jaan ager tou hum apni tarde ko money management k saath kerien gay tou hum apni forex tarding ko achi tara se ker sakein gay mein iss ko money management k saath hi kerta hoon.
                       
                      • #266 Collapse

                        bhai ye aik business hai aur business ko chalny k leye isy seekhna parta hai. risky to sary business hoty hain newbie k leye q k onhee koi idea nhi hota. to is leye aap ko chaheeye k pehly isy seekhy jab sekhein gyn to phir isy aap bhi risk free kahin gyn.
                        • #267 Collapse

                          when ever before place trade you are understand market situation that save you and minimize the risk. Forex trading me risk ko avoid karny k liye trader ko chahiye k wo trading ka bakaida knowledge hasil kare or Forex forum se bhi trader risk ko avoid karny k liye kafi knowledge hasil kar sakty hai. Or agar trader apny technical and fundamental analysis ko theek kar k trading kare ga to wo risk ko kam kar k bohat ziada profit hasil kar sakta hai.
                          • #268 Collapse

                            risk sa bachnay k lya aap ko apni risk management achi karna hogi jis sa k aap apna risk ko kam sa kam karin har trade ko analysis kar k confidance sa lagain aur apni trading main stop loss ka use zror karain takay aap ka capital zaya honay sa bachay
                            • #269 Collapse

                              sir new hn forex trading mein aur ap sb se ye puchna chahta hn ke forex ek bohat hi risky business hai,to hm kis tarah risk ko avoid kar sakte hain is mien?ya;;;;;;;;;;;;
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                to gain some thing we must have to take risk in forex trading . without taking risk we can not gain anything . but with a very great experience we reduce risk in forex trading .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X