IMPORTANTS
Dear friends forex main trading balke munafa bakhsh trading ke liye zarore hay ke un hikmat strategys par amal karain jin se trading asan or munafa bakhsh ho sakay is he silsale main hamara aaj ka topic hay jo ke is umeed ke sath post kya ja raha hay ke doston ke ilm main izafe ka sabab bane to chalain dost aapne aj ke mozu ke taraf chalte hain jo ke inverted hammer par mushtamal hay
WHAT IS INVERTED HAMMER
Inverted hammer candlestick ko samjna or is per decisions lena bahut asan hota hai yah is liye ke yah single candle stick pattern hota hay is liye is ko samajhna asan bhe hay Is candlestick pattern main aapko support level aur resistance level per aik eisi candlestick milti hai, jiski upper side per kafi lambi wick hoti hai or down side per choti body wali candlestick available hoti hai.
INVERTED HAMMER INTERPRETATION
Dear members forex trading market main jab aap chart ko focus karna start krty hain, tu aapko yah idea milta hai kay jab aapko resistance level par inverted hammer candlestick pattern milta hai, tu is main aapko maximum Advantage available krny kay liye selling ki confirmation lena hoti hai. Isi tarah jab aapko support level par inverted hammer candlestick pattern milta hai, tu eisi situation main aapko buying entry mil sakhti hai
STOP LOSS ON INVERTED HAMMER
As per money management rules and regulations and risk management rules aapko apni working main stop loss ko set krna hota hai. Jab aap inverted hammer candlestick pattern ki basis per apni working Start krty hain, tu aapko inverted hammer candlestick ki wick kay equally level tak ya value select krna cheye
DETAIL IN CHARTS
Dear forex traders main aapko inverted hammer candlestick pattern ki kuch details charts main bhi include krny ja raha hun. Ya information aapko uper di gahi hui details ko acha explained krny main help krin gay or apni working ko perfect banany main bhi important role play kar sakhty hain
Dosto aj ke is topic ko knowledge full banane ke liye jin tasaveer ko muntakhab kya gaya hay umeed hay ke aap ko topic ko samajhne main madadgar sabit hon ge shukarya

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим