avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Dear friends forex me success hony ka na koi shortcut hai or na hi indicators, robots ya kisi type ka expert advisor apko is me rich bana sakta hai. Apko khud hi self base pe knowledge le kar apny analysis kar kay market me survive karna hoga tab hi ja kar aap profitable trading karny kay kabil hon gay otherwise aap forex me kabhi bhi successful nahi ho sakty so avoid shortcuts in forex.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      ji han yeh baat bilkul durust hai acoid karen aap apnei zindagi aur forex se to bilkul avoid hi karden shortcuts ko kyun kay forex trading main yeh shotcuts hie hote hain jies ki waja se insan lalach maein ata hai aur apna nuksan kara lete haie.
      • #63 Collapse

        is business main profit kay liya kabhi shortcuts na search karo.kue kay bhai is tarha ho sakta hay kay apko trading main 1 ya 2 bar profit mil jay mager us kay bad apko trading main loss hi milta hay.is trading hamain is business main shortcuts say bahter is business ka knowledge hasil karnay kay bad hi trading karni cahiya..
        • #64 Collapse

          G han bilkul forex trading mein apko shortcuts dhoondne ki koi zaroorat nahi ,kiunke ye hi shortcuts apko nuqsaan karwate hain,ye koi get quick rich plan nahi jis mein koi shortcut ho,isko apko proper seekhna hoga aur phir is ki practice bhi karni hogi.
          • #65 Collapse

            forex trading me bohat ase log short cut trika se forex me kamyab hona chahte hen but i think ak trader ko short cut trike se forex me trade nahikrni chahye is me risk factor bohat ha lahaza ak trader ko forex me kam krne k lie achi tra s e practice or knowledge rakhna chahye g
            • #66 Collapse

              jee my dear me agree karta ho ap sa ky ap ko trading karty hova koi bh shortcut use na karhy zayda earning ka lay ya bh greedy hoty ha our ap ko bath do ky ap ko trading aik proper method sa karnhy chay
              • #67 Collapse

                han forex trading mein ap short cut se guraiz karain aur ache se acha experience aur knowledge leke
                trading karain tb hi ap is mein achi se achi earning kar skain gain
                • #68 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                  forex trading me shortcuts lena boht mehanga per skta hai ,, kuch log scalping k through profit eARN krny ki kosish krty hen jis ka result ya hota hai k ya to wo ban ho jaty hen ya un ko loss ho jata hai
                  TRading main short cuts ko avoid krna chahye kyu kee es shortcut trading se hamy lose hoo jaataa h,trading khud kre aur daily isko chk kren is tarah ap kamyab trader bhe bano ge aur kafi earn bhe ker sako ge,.
                   
                  • #69 Collapse

                    acha question kia hai apny ek to shortcut ke parhaiz kry aur mehant kry aur kam seekhny ki taraf tawaja dain. aur isi me apki bhalai hai. short cutistamal kry gay to loss bhii husakta hai q k jtni ziada lot lgae gai utna ziada loss huny ka chances huty hian.aur doosro ko bhi shortcut se avoide krway.
                    • #70 Collapse

                      shortcuts. ye bht he buri cheez hai life main log her ek kam k liye shortcuts dhoondhte hain lekin jb kbhi loss hota hai na shortcuts se to bht he bura hota hai ek he bar main
                       
                      • #71 Collapse

                        bhai g mera khyal hai ke koi bhi kam agar hum os mean shortcuts se karte hain tu os mean baje faide ke nuqsaan hi hota hai ku ke ye bilkul bhi theek nhi or forex trade markit mean bhi ese loss hi hota hai....
                        • #72 Collapse

                          jee ha bhi jan may ap ki baat say agree kerta hu kay ap forex tradding may shortcuts ko avoid karain q kay shortcuts acha y to lagtay hay mager jab wo ghalat ho jay to bohat big loss be hota hay to is leyi in forex tradding dont use shortcuts
                          • #73 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                            forex trading me shortcuts lena boht mehanga per skta hai ,, kuch log scalping k through profit eARN krny ki kosish krty hen jis ka result ya hota hai k ya to wo ban ho jaty hen ya un ko loss ho jata hai
                            g han dear ap nay bilkul theek kaha hai , dekhen forex aik online business hai jis pay work kar k ham hard work kar k hi earn kar saktay hain , is pay un logo ki kyi jaga nai haijo log shortcut methds ko use kartay hain , ya jo log copy paste wala system kartay hain
                            • #74 Collapse

                              yes apne bilku theak kaha hai forex trade business me trade karne k liye apko kabhi bhi shortcut nehi karna chayee apki hard work karke hi trade market ki bareme analysis karke hi trade kare to app loss se bassakte hai aur profit kar sakte hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                jee haan janab ye tho kaafi achi baat hey key aap trading mey shortcut tareekey sey trading naa kya karey kio key shortcut rastey sey earning karney key nuqsaanaat bi boht hotey hey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X