avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1336 Collapse

    g ha aap ko is ma kio be asa rasta nhe iktar karana cahay jis sa aap ko kio msala ho is liay aap ko is ma mahnat our hardworking sa kaam karna cahay ya aik best business ha is ma humay knowlged our experinec sa kaam karna hota ha jo kay hum demo sa hasil kar sakty ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1337 Collapse

      G Dear forex ko agar apne mustkil karna hai to is main zyada risk le kar bari lot ki trading lagana ya shortcut bas bina soche samjhe luck pe depend kar k trad lagana ye bahut he mushkil kam hai is main learn ki zarort hoti hai jinta zyada ap learn karoge utna zyada earn karoge ye is business ka roll hai ap demo pe achi tarah practise karen shoro main
      • #1338 Collapse

        shortcut way say kesy hoti ha trading explain kr sktain hain...kahin ap short trade ki to bat ni kar rahy jo short period k liy ki jati ha..?
        • #1339 Collapse

          forex mai short cut method sy kam karny walo ke koi jaga nahi hain jo log is traha sy kam karty hain unhy siraf loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota loss ko avoid karny ky liye hamy shorcuts ko be avoid karna ho ga pher he hum market mai run kar py gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
          • #1340 Collapse

            forex mai short cut method sy kam karny walo ke koi jaga nahi hain jo is traha sy kam karty hain unhy loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota is liye hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or maket ky up down ko dahkty howe achy tareky sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
            • #1341 Collapse

              Forex business ma shortcut ni huta hi ya ak real business hi as par ham jitni mahnat kary gay as ka hisab sa ham profit gain kar skaty hi ager ham as par mahant kam kary gay to ham ko profit b kam hi hu ga as lia ap ko caheya kay ap demo account par achy sa mahnat kary gay ap acha profit kama skaty hu
              • #1342 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum short cut na la to per hamara leya best rahaa ga q ka ager hum short cut lata ha to per hum ko experience nhi hota ha or hum ko lot of loss hosakta ha esleya i think short cut is dangerious for us............
                • #1343 Collapse

                  forex aik online business ha jis ma aap ko mahnat ouyr hardworking karne hote ha is ma aap ko har rules ko follow karna hota ha is ma kio be sorht cart nhe ha jis ko aap use kar kay is ma kamybe hasil kar saky is ma asa karnay sa aap ko loss he hota ha is liay aap ko is ma mahnat sa kaam karna cahay
                  • #1344 Collapse

                    bht saraitraders jo new atai haain is field mein short cuts try krtaai hain ta k wo bhtt jld ameer hojaain aur sb se agai nikaal jaain pr aisa nhe hoota haai q k isse hmarai accnts banned ho jatai haain aur hmara bht sa nuqsaan hojata hai isliye hmaain chahiyai k hmaain sabar se kaa laina chahiyai au khud mehnaat kr k agai bhrhna chahiyai
                    • #1345 Collapse

                      market main hamain short cut ko avoid kar k hi hum achi trade kar sakty hain aur hamain is forex main trend ko use karein gay tab hamain bi is forex main kam karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hum sab achy say trade karny k kabil h sakty hain
                      • #1346 Collapse

                        market main is k bary main planing karin gay ta k loss kam ho saky ga aur short cut ko avoid karein gay tab hi hum real main achy say perform karein gay ta k achy say trade karny main bi koi problem na ho saky gi aur har koi achy say trade karein gay it is best job
                        • #1347 Collapse

                          Re: avoid shortcuts in forex trading

                          ji janab apne bohat achi baat ki hai mein apki baat se aghree hon ke forex tradinge koi shortcute businece nehi hai or nahi issey shortcute mein karne ki koshash karni chahey kunke shortcute se nuksan hi hoga
                          • #1348 Collapse

                            Re: avoid shortcuts in forex trading

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                            forex trading me shortcuts lena boht mehanga per skta hai ,, kuch log scalping k through profit eARN krny ki kosish krty hen jis ka result ya hota hai k ya to wo ban ho jaty hen ya un ko loss ho jata hai
                            Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading in hi Milke Duniya Sare businesses main agar aap shortcut istemal karte hain to aapko aapko profit nahi hota hai ok Forex trading as a critical business main aapko shortcut baat karna chahiye tha kya pehchane nahi karte Takia Bachchan Mangat again
                            • #1349 Collapse

                              Re: avoid shortcuts in forex trading

                              Pak forex forum ka binas insta forex main ata hai lakin kuch loag es ko bohat light letay hain aisa nahi kerna chahey es main bohat profit milta hain main to result lay chuka hun.
                              Lakin saclping say void krain kyunk es main ziyda dair tak kamyabi nahi hai har dafa saclaping nahi hoti ye kahbi kabhi ho jati hai anlyses ker k normal trade krain aur saclaping say avoid krain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1350 Collapse

                                Re: avoid shortcuts in forex trading

                                traders ko short cut sah dour e rehna chahea kuch log scalping sah shortcut use krty hoa yah tu apna account ban krwa laitay hain yah fr unka account wash hou jata ha jb zada loss hou jata ha so be carefull using shortcuts.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X