avoid shortcuts in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    assalm o alekum jee my bro bilkul forex 1 boht bara busness hai or ye kafi acha buness hai jesy hum ghar bethy aram se kar sakty hain or mera khyal hai k humy forex par short cut se kam nhe lena chahiye q k is se ap ka hi nuksan hai jab ap ko propre pata hi nhi hoga to ap karo gay kia humy chahiye k hum phely is k bary main achi tarha learning kar lain or is k bary main mukamal knoledge and exepreace hasil kar lain phir is par tread karen taky humy loss na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      forex me hamesha aap ko shortcuts se bachna pare ga kiun ke shortcuts se aap ki life he kharaab ho gi or time or pesa dono he barbaad hon ge is lye forex ke business me kabhi bhi koi kisi kisam ka shortcut na len takey aap ko bara nuksaan na ho sake .
      • #1023 Collapse

        Ji me b agree hun apki baat se k shortcut k through insan kamyab hona chahta hy halanke ye bilkul thik nahi hy is se apko nuqsan pohanch sakta hy thora sa sabar karny se phal meetha milta hy is liye har fesla soch samaj kr karna chahiye soecially business me
        • #1024 Collapse

          je han hamay forex trade may short cut say door rahna chahye kyon kay agar ap short cut kay chakar may parh gaye to ap ka account bhe band hosakta hay is liye short cut kay baray may mat sochay balkay mahnat say or apnay experience say earning karain
          • #1025 Collapse

            g han aap ki bat blkl thk hy forex me shortcut lena kafi dangerous hoskta hy hmy is say avoid krna chaiye q k hm is say band bhi hosktyn hyn shortcut trading se hmy koi faida bhi nai hy q hm is say kuch sikhty nai hyn ye ghlt hmy rules ko follow krty huay trade krna chiye
            • #1026 Collapse

              hamay forex trading mai shortcuts se kaam nhe lena chiea Q k shortcuts se aap ko sub kuch pata nhe calta hai ap ko forex ke kuch bhe smajh nhe atti hai
              • #1027 Collapse

                Brother humain forex trading mein kbi b shourt cut wala rasta nahe apna chaya bulkay mehnt k sth trading kr k earning krna chaya phlay trading ko learning kro phr earning kro yeh bhot risky market ha.
                • #1028 Collapse

                  forex trading me shortcuts lena business ke liye shortcuts nuqsan cut short sometimes. the forex everyone dear and i like this ameer hoon gayen ge
                  • #1029 Collapse

                    G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen shortcut nahi use karna chahe kyun k agr hm is business me short cut use karty hain tu hm is business me kafi loss kar sakty hain isi liye hmen chahe k hm is business me short cut use nahi karna chahe kabhi
                    • #1030 Collapse

                      Do you wish to become a ROAR will be attached in a fashion that currency trading bargainer. This disposition positive, learning from mistakes, and also a far better understanding of what exactly is needed to impact for the drive. A single dilemma is usually in which forex trading or even foreign currency or even guy prospects didn't be successful, and you will mercantilism bargainer are generally borne bargainer at heart.
                      • #1031 Collapse

                        dont try to making much money quickly in this business . forex trading is too hard and very dangerous business. you can lose much money and be poor quickly because of forex business. you should do more learn, more practice and hard work to get success in forex there is no shortcut way to be good trader in forex
                           
                        • #1032 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                          forex trading me shortcuts lena boht mehanga per skta hai ,, kuch log scalping k through profit eARN krny ki kosish krty hen jis ka result ya hota hai k ya to wo ban ho jaty hen ya un ko loss ho jata hai
                          G bhai aap ne theek kaha hai k forex mein shortcut use nahe karna chahye or short cut humein bohat mehanga par sakta hai short cut se humein bohat ziada loss b ho sakta hai or account b wash ho sakta hai.
                          • #1033 Collapse

                            Forex trading ka kaam aik aisa kaam he jis me ap loog hardwork k zariye bahut achi income hasil ker sakty hen lekin ap ko isme sirf do baton me ehtiyat kerni hogi wo ye k ap aik to lalch na kren and is me ap ko shortcut se dorr rehna hoga q k is ka nuqsan sirf or sirf loss he
                            • #1034 Collapse

                              yes gee haan mere bhai app nay bilkul sahi kaha hai forex bussiness mein agar koi shortcut say raato raat Ameer baney ka khuwab dekhta hai to woh forex bussiness mein 100% apna loss hi karey ga kyun kay laluch boori bala hai dear agar app nay forex bussiness mein daily without loss achey say acha paisa kamana hai to app ko forex mein expert ho kar without laluch trade karni hogi tab hi app daily achey pips kama saktey hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                jee haan bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading main ager hume akk kamyab trader bna hai to iss k leya hume iss business main short cuts ko ignore kerna chahiya kun k yah business proper start se he akk kamyabi ki seri char sekta hai na k kse short cut se :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X