avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    hmm forex main shortcut ka rusta to asa hi ha kh ap lalach main aker ziada invest kar lat ho kh ap ko ziada profit ajay per ager ap ka analysis or experience ager enough nai ha to ap ko coi hi investment karni chaye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      g han ap ny sahi kaha hy jab hum log forex tarding mein short cut use karty hen tio is mein hum ko loss hi hota hy is mein earn kuch bhi nahi kar skaty hen.
      • #783 Collapse

        Ye baat bulkul teak hai ky jasa sy be ho forex ko seeko aur jadar sy mumkan ho knowledge basal karo takey ap log forex sy munafa ly lo aur apney zindigi ko sanearov q k ye bohat acha business hai
        • #784 Collapse

          Mujhe lgta hai k smjh daar trader wohi hai jo trading soch smjh kr kare naa or emaandaari se kare na k shortcuts use karen jis se hamari knowledge bhi nahi brhti or na hi hamen experience milta hai or to or loss k chances bht bht brh jaate hain to mujhe lgta hai k hr trader ko apni knowledge use krte hue trading krni chahye or shortcuts avoid krne chahye ....
           
          • #785 Collapse

            g g main ap ki bat sa zamat karta ho ap thek kar re ho .hum kahbi hia ke ager hum shortcu len getoon hum jaldi sa ameer hoon gayen ga aor kahbi too humar shoutcut kamyab hoo jata hai paar kahbi kabar humar shoutcut itna ha.
            • #786 Collapse

              forex mein jo bhi short cut way se trading karta hai tu us ko bhut ziada loss ho jata hai forex aik bhut acha business hai jis mein agar hum acha tara se trading karta hain tu hum iss business mein bhut ziada earning kar skta hain other wise forex mein koi bhi short cut way nahi hai.
              • #787 Collapse

                Gee sir forex trading aik risky business hay es main aap ko kisi qisam ki short cuts istamal nahi karna chahyie, short cuts say jaldi profit earn karny ki koshesh main aap ko bohat zaida loss ho sakta hay, at least aap ka account bhee wash ho sakta hay.
                • #788 Collapse

                  jo yeh trader sochta hai k froex me short cut say earning ki ja sakti hia to woh bilkul hi
                  worng sochta hai q k is field me short cut ni hia her kam kery k lye is ko
                  time dena lazmi hia isko to 3.4 years deny chayen.
                  • #789 Collapse

                    g haan bhai jan ap ki baat sahi forex ein short cut trading ka khamyaza buht mehnga pr sakta hai kuch log scalping krte hai scalping ek acha lekan buht khatanak treqa hai trading ka
                    • #790 Collapse

                      Yes hum ko Forex trading business mein short cut's ko avoid kerna hai means hum ko high profits k lalach mein high risk trading nahi kerni hai hum ko low risk trading ya situation hisab se risk lena chahye or short cut mein nahi jana chahye.
                      • #791 Collapse

                        Shortcut kisi b business main acha nae hota shortcut se hum theak trah se business ko samjh nae sktay aur loss ki chances zeada barh jatay hain isleay chayea k jo b business ho usay hmain proper method se krnee chayea. Proper method se krain ge to hum acha experience hasil kr skain ge.
                        • #792 Collapse

                          jee dear you are right humay life mai shortcuts nahi apply karnay chaiyay is say humay loss hi hot hai or life mai short cuts nahin aplly karnay cahiyay kiun kay shortcut short tou hota hai magar drangerous bhi hota hai
                           
                          • #793 Collapse

                            bilkul, humen kabhi bhi shortcuts ka sahara le ker age nhen berhna chaye qun kay isse hum apni manzil tak jaldi to puhunch jate hain lekin kabhi kamyab nhen ho pate or phir bad main or masle samne ajate hain.
                             
                            • #794 Collapse

                              ji Jinab Bohat hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat kay JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin forex me shortcuts kabhi bhi sahi nahi hoty usse hamen loss hi hota hy or scalping strategy bhi sahi nahi hy or es me kabhi bohat bara loss bhi ho ajta hy....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                aap nay theek kaha k forex trading main aap ko shiort cut say bach na chahiye is say aap ko ismain loss ho jata hai business koi b ho us main short cut say bachay is say aap ko is main loss hi ho ga or proft nai ho g

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X