forex trading me practice ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    ji ji me app ki baat se itifaq rakhti hon forex trading me practise ki bhot ahmiyat han is se hamhe apni ghaltiyoon ka andaza hota ha aur phir practise ke zareeye hum apni mistake per qaboo palete ha jo ke 1 positive point ha forex trading me
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      Forex trading main pracitce ke bhot importance ha aur trader demo account ko use kar ke practice kar ke apne knowledge ko increase kar sakte han aur real account main bhot sa profit earn kar sakte han.
         
      • #1023 Collapse

        I think Forex trading me hard trading practice is numerous umpteen useful because Forex is humans manlike online difficult and fashionable line .for this poverty lot of reputable knowledge experience and the groovy others knowledge.
        • #1024 Collapse

          Practice to buhat hi improtant cheez he har karobar min jeise jeise humara experience barhta he aur hum lagatar practice karte hin to humari knowledge aur information min bhi ezafa hota jata he humin chahye k hum har waqat trade ka na sochin balke jeise hi humari knowledge aur experience k matabiq market apni movemetn deikhai aur humin bat samjh min aa jaei to trade karin aur ye cheez practice k zarye hin aaei gi.
          • #1025 Collapse

            forex treading main prextice ki boht ziyada importance hay aur agr hum is forum main kam karny say phaly prextice karty hay to hum is k bary main acha elam hasil karty hay aur hum acha elam hasil kar k is forum main say acha earn kar sakty hay is liay is forum main ach earn karny k liay is main achi prextice karni chiay.
             
            • #1026 Collapse

              g han bhi markeet me parectace ke zarorat hoti hey kyeo k ager ap forex me kuch krna hey to forex me posting or demo acount se trading seky or ap ko bohet acha practice hu jaye ge
              • #1027 Collapse

                forex trading mein practice kartay rahay agar es mein achi kashi money earn karna chatay kiyon k es mein without knowledge ap ku kafi loose ho sakta hai aur es mein profit take karna chaty hain tu cool mind rahay
                   
                • #1028 Collapse

                  g han bhai ap ne tehk kaha jab kis insan ko kis kam k karna ma loss hota hai to wo is ghalty sey sabaaq sheekte hai or future ma is tarha k koi ghulty nhe karte or kamyab ho jata hai is liye bhai jan hammy apni ghaltiyoon sey sabaaq sheekna chahye agr to kamyab hona hai
                  • #1029 Collapse

                    Forex main practice ke bhot zaida importance ha trader demo account ko use karen aur practice kar ke apne knowledge aur experince ko increase karen aur real account se bhot sa profit earn karen.
                     
                    • #1030 Collapse

                      forex trading men practice py khas tawjo den q k practice he aik lihaaz sy apki earning hai ager app si trhan sy practice keren gae arr zada time demo account py practice k liye den gae to apko future men faida hoga arr achi earning ker payen gae.
                      • #1031 Collapse

                        g haan bilkul esa hi hai humain jab forex main nuksaan hota hai to us main humari koi na koi to ghalti hoti hai jis ki bina per humain loss hota hai agar hum apni ghalti per qaboo pa lain aur apni practice karain to hum ek achay trader ban sakte hain.
                        • #1032 Collapse

                          asslamu alaikum ap seedhay words me keh sakte ho k forex aik business hai aur best business hai is me practice+hardworking is equal to success lihaza forex me practice bohat ehmiyat rakhti hai
                          • #1033 Collapse

                            forex business ma jitnai practice ho kam hai es lia ap ko chaye k every time practice krna chaye ta k ap ko os practice se acha knowledge hasil ho jo ap ko real account ma madad day forex business ma sirf learning hi kamyab kr skta hai.
                            • #1034 Collapse

                              forex trading mein practice aur knowledge se kaam kartay rahay agar successful hona chatay hain aur es mein agar ap jaldbaz kary gae tu ap k liye faedmand nahi ho ga thankful for question
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                                forex trading me loss boht eham cheez hai ,, ec se jahan ek tarf ap ko nuqsan hota hai wahan ap ko ap ki ghltiyo ka bhi pta chalta hai ,, ap tb he successful ho skty hen jb ap apni ghltiyo per kabo pa lety hen
                                forex me practise bahut impotant hai aur experience b hota hai apko phr apko pta chl jaeg ak kahan loss hsakta hai aur kahan profit hosakta hai isliye practise bahut important hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X