forex trading me practice ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    friendz.... insan tb sekhta hai jb kuch ghaltiyan karay tb he ja ker sekh pata hai kuch na kuch aur forex to hai he use ful insan agar iss mey ghaltian ker bhe leta hai to nxt tym uss ghalti ko nahi dohrata
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      bro is m practice ki boht zida important hn .forex trading m trading krty waqt ap ki practice hi ap ko success bnanti hn .ap live accounts m loss stop or perhaps acquire revenue ko gain kr skty hn or perhaps control bi .is ki waja sy ap night out through night out new new strategy bnaty ho jo kh ap ky liue boht practical bat hn
      • #873 Collapse

        ji ji me app ki baat se itifaq rakhti hon forex trading me practise ki bhot ahmiyat han is se hamhe apni ghaltiyoon ka andaza hota ha aur phir practise ke zareeye hum apni mistake per qaboo palete ha jo ke 1 positive point ha forex trading me
        • #874 Collapse

          Forex trading main practice ki boohat importance hai.yahan iss field main hum learning kay baad he achi earning ki ja sakti hai.iss liey start main sabhi traders kay leiy learning or demo main kaam karna zaroori hota hai.
          • #875 Collapse

            hmari mistakes hmain bht kuch sikhati hain aghr hum is se kuch seekhty hain to is main baar baar practice krny se hmain apni mistakes k bary main pta chal jata he jis se hum apni mistake sko qabo main rkh skty hain or apni loss ko kam kr skty hain practice krny se hmari skills b improve ho jati hain forex trading main
            • #876 Collapse

              my dear friend asalam o alaikum learning is very important in forex . agar app forex ma learn nh karan ga apnay skills aur knowledge ko improve nh krayn ga to app forex ma earn nh kar sakyn . earning is not possible without learning
              • #877 Collapse

                before trading practice ki hum ko boht zarort hoti hai kiu k practice makes the man perfect or is trha hamara dr door ho jata hai or hum khul k trading krty hain or is business main successful rehty hain
                • #878 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Alishah2 پيغام ديکھيے
                  ji bilkul mai ap ki bat se agree karta ho forex mai trading mai ham bohat si galtiya karte ha jis ki ki waja se hame loss ho jata ha lakin aghar ham in galtio ko note kare or in ko theak karne ki kosish kare to forex mai hame loss ki jaga profit ho ga
                  forex trading mey practise ki boht barh important hey kio key forex trading mey kuch bi aisa nahi hey key aap ko directly aa jaye samaj aap ko musalasaal practise ki waja sey us cheez ko apney andar laana hota hey or mehnat darkaar hoti hey
                  • #879 Collapse

                    JI han bilkul forex trading mein loss jaha per hume nuqsan b deta hai waha per hum us se kafi kuch seekh sakte hai , istarah hamare experience merin azafa hota hai , per hume is loss se tab he faida hai k hum apni mistake se kuch seekhe or unhe again na kare tou tab he ja ker agay hum loss se buch sakte hai.
                    • #880 Collapse

                      Practice aik zaroori cheez hoti hai kisi bhi business ke liye or Forex trading ko is mai se kisi bhi sorat bari nahi kia ja sakta hai. Forex mai practice and reconciliation ke liye bohat se advantage hain jaise ke hm sb ko maloom hai ke demo account ya is forum pr aa kr experienced traders se apni discussion hain.
                      • #881 Collapse

                        forex tdading main practicee kee bohat zayda imortance hai agerr app ko is kee practice hai tou app ko tradding main bohat asanee ho gee and app ko bohat faida hoga is lai practice kee jai
                         
                        • #882 Collapse

                          apni ghaltion se seekhna chahyai tub hi hum achai trader bun sakatay hay or ya nahi k ghaltion per ghaltion kertay jay tu pir hum apne account ko nil kerray gay or hum trading ko nahi enjoy ker saktay hay
                          • #883 Collapse

                            dakhy g hum jitn aziada practice kara ga hum itna ziada hi earn kara ga theak ha ok isly ziada sa zida sa practice karni ki koshish kiya karo theak ha
                            • #884 Collapse

                              Jee bilkul practice makes perfect kyun learning k baad dosra number practice ka ata hai or practice k bagair hazaroon books parh lene k baad bhi kuch hasil nahi hota to practice shart hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                yr practie body me mind ka darja rakhti ha yani k ap ko jitna mind chalaty ho utna ap ka mind khulta ha wesy hi forex me jitni practice karo gay utna hi faida ho ga practice makes man perfect.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X