EXPLANATION
Dear friends Money Flow index Indicator (MFI) market mein money flow ky bary mein batata hai jis mein market mein buyers aur sellers ki ratio aur over sold aur over bought conditions ki knowledge gain ki ja sakti hai. Money flow index aapko market mein Price action aur price Volume ki information deta hai jis ko dekh kar aap market mein trends reversal ky bary mein jan skty hain. Is trha aap is indicator ka use karty huey market mrin trade signals gain kar sk5y hain ya trade ky liye entry points dekh sakte hain.
INDICATES PRICE ACTION
Dear friends Yeh indicator aap kisi bhi commodity ya Pair ky liye use kar sakte hain aur ksii bhi market mein money ky flow ky bary mein jan kar apny analysis ko strong bana skty hain. Yeh indicator aap dusry indicators ky sath use kar skty hain. Is ko RSI se compare kia ja skta hai. Jo ky market mein price action ky bary mein batata hai. Lekin MFI aapko market mein moving volume ky bary mein hhi aapko guide kar skta hai. Jis se market mein trends reversal ky time changes ko jan kar aap trade mein reversal ky entry points ky bary mein jan skty hain.
HOW TO USE THIS INDICATOR
Dear friends Money Flow Index aapko market ki complete information nahin de skta.Yeh indicator aap singly use kar ky agar trades karyn gy to aapko false trade entries ka samna karna par skta hai. Aap ko chahye ky dusry technical indicators ka istemal karty huey is indicator ki help len..Is trha market mein chart patterns se signals bhi len aur market mein overbought aur oversold conditions ky bary mein janny ky liye aap is indicator ka use kar skty hain. Overbought situation ky bad aap selling mein trades kar skty hain isi trha Oversold condition ky bad Buying ki entries li ja skti hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим