INTRODUCTION
Dear friends Money flowing Intex indicator ki madad se market kibuyers and sellers key ratio aur oversold and overboard condition ka knowledge gained Karte Hain money flow index Hamen market price action aur price volume ki information deta hai is indicator ko Ham Kisi bhi commedity yah pair ke liye use kar sakte hain money flowing index indicator Hamen market main moving volume ke bare mein guide karta hai money flowing index indicator Ek Momentum indicator hai money following index bluew 10 aur 90 above bahut kam condition Mein Hota Hai money flowing Intex ka sabse bada advantage yah hota hai Ki ye Hamen market Mein signal deta hai money flowing index ke indicator ke Kam Karne Ka Tarika relative strength indicator kiy kam karne ki tarah hota hai money following Intex Ek oscillator ke Taur per istemal Hota Hai Jab Ham money index indicator se market Mein kam karte hain to hamare kam ko bahut jyad importance Di Jaati Hai Agar money flowing Intex ki value 20 Ho Jaaye to yah oversold ko show karta hai money flowing Intex Hamen lead signal provide karta hai money flowing index key value Agar piece se down ho jaaye to trader ko chahie ke vo buy ki trade open kar de.
INDICATES OVER SOLD / OVER BOUGHT
Money flowing index indicator Ek Aisa indicator hota hai jo Hamen Kisi party ko Lekar currency per ya commodity ke upar Money ke inflow aur outflow ke bare mein batata hai. Money flow index indicator man 0 sa le 100 tak levels hota han jab MFI 20 level sa nicha ho to ye oversold ka signal deta ha aur ager MFI 80 level sa above ho to ye overbought ka signal deta ha. MFI below 10 aur 90 above bhot kam condition man hota ha. Jab MFI oversold ho aur ye wapas 10 level ko cross back kara to ye long trade ka signal deta ha aur ager MFI 90 ko dobara cross down kara to ye short term trade signal deta ha.
MFI aek technical indicator hai ye price aur volume dono ko use karta hai . But aur Sell ko calculate karny k liye use hota hai. is incator ko volume weight RSI bhi kaha jata hai. Money Flowing index is unique indicator hai jo volume aur momentum dono ko RSI formula mein use karta hai. yeh indicator ki value ko above 50 ho tou market mein bull trend samjha jata hai . iss trhan is indicator ki value 50 se less than ho tou market mein bear trend samjha jata hai. jb MFI ki value 80 hojae tou yeh over bought ko slow karta hai is trhan jb MFi ki value 20 hojae tou yeh over sold show karta hai.money flow index aur relative strength index dono aek dusry k closely related hoty hainin mein difference yeh hai ky MFI volume ko use karta hai Aur RSI aeisa nahi karta.MFI lead signal provide krta hai aur trader ko pehly se hi warning deta hai possible reversal k bary mein lekin RSI lAg saignla provide karta hai. lekin RSI ki trhan iski value bhi 0 to 100 k mid vary karti hai. MFI ki valus jab 20 se down ho jae tou trader ko buy ki trade open karni cahiye aur jab iski value 80 se up hojae tou order open karna chaiye.
ADVANTAGES
Friends iska sabse bada advantages yah hai ki Jab Bhi market apna direction change karne Lagti Hai To yah Hamen signals provide karta hai aur ham aasani se market ki direction ke favour Mein Apni trading co start kar lete hain jisse Hamen Ek Achcha profit Hasil ho jata hai aur apne capital ko bahut jyada increase kar sakte hain is ke alava market Mein running trades ke liye bhi Ham Ek accha Sa take profit set kar sakte hain.