Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ?
    EXPLANATION

    Aroon oscillator basically forex trading mein Main aik technical oscillator Hai jis ky through ap trend me changes ko aur assets aur us ki prices changes ko bahut asani se identify kar sakty hain aur percentage of changing ke hisab se aap next trend movement ka bahut aasani se andaza laga saktye hain Forex trading mein bahut simple strategy wala Oscillator bahut zada profitable ho sakta hai agar aap is ko properly use Karen Aroon oscillator basically Kisi bhi pair Kay chart me mojood support aur resistance ke Kay darmiyan Mein maujood values ki prices ko bahut calculative way mein main count karta hai aur is ki percentage values ko double envelops ki form Mein show karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (16) (17).png
Views:	13
Size:	22.7 کلوبائٹ
ID:	12484149

    INDICATIONS BY AROON OSCILLATOR

    Aroon oscillator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil ker ky trade open karna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hoty hain unke sath mila kar use krny sy hi acha indication hasil hoti hai aur ham is per trade open ker lety hain jis sy hamari trade main profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain lehaza hamain pehly yeh pata hona chahiay ky Aroon oscillator ko read kis tarah karna hai aur best trading kay liye indication kis tarah hasil kerny hai ky ham is per trade open kerain aur successful trade ho Aroon oscillator negative ya zero ki taraf sa 100 ki taraf jata ha to ye is baat ka ishara hota ha k price uptrend ma janay wali ha, is tarah ki situation ma traders ko prices ma pullback ka pata chalta ha, aur Aroon ma buying ka signal mil jata ha, isi trah downtrend k liay jb Aroon oscillator 100 sa zero ki traaf ata ha is sa prices km honay ki indication milti ha, ye oscillator overbought ya oversold ki talash ma traders k liay help provide karta ha, is k zariay bullish aur bearish divergance ko detect karnay k liay b prediction ki ja sakti hain aur momentum shifting ka pata lagaya ja sakta ha, ye aik bht useful oscillator ha jo hmain mufed trading karnay bht support karta ha hamein ia ko use karna sikhna chahiye ta k achay faislay kar sakain.

    Click image for larger version

Name:	aroon-forex-indicator.gif
Views:	3
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12484150

    RECTIFIES MARKET TREND

    Aroon indicator ko bhot sary trader trade open karny k lae use karty hain. Ye market trend ko find karny ma bhot reliable samja jata hai. Jb aroon oscillator zero line sy above move kar jae to eska matlab hota hai k aroon up aroon down ko above sy cross kar rha hai. Ye trader ko signal provide karta hai k market ma uptrend start hony wala hai. Jb oscillator zero sy below move kar jae to es ka matlab hota hai k aroon down aroon up ko below sy cross kar raha hai. Es time par trader ko ye signal deta hai k market ma down trend start hony wala hai. Jis trader ko aroon oscillator ko use karna ata hai wo easily market ka trend find karny ma kamyab ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	Aroon.gif
Views:	13
Size:	28.0 کلوبائٹ
ID:	12484151
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ?

    EXPLANATION

    Forex me Aroon oscillator aik baht hi important oscillator hai jo aap ko market mein Main buying aur selling se related indication provide kar raha hota hai aur is indicator mein aap ko baht achi e trading activities mil sakti hai lekin is ke liye aap ko is related proper learning Hasil krny ke sath sath is ki properly calculation ki zarurat hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	aroon-oscillator-14603990558lp4c.png
Views:	1
Size:	20.6 کلوبائٹ
ID:	12353542

    TREND IDENTIFIER

    Friends Market Mein Arun oscillator indicator market ki uptrend Aur downtrend Ko acche tarike se represent karta hai aur unke bare mein complete information provide karta hai is indicators Kesariya se market ki big movement ko acche tarike se clear Kiya Ja sakta hai me trading co samajhne ke liye bhi is indicator ka istemal Kiya Jata Hai Kyunki indicator market name bullish main bye ke liye green dots ke signal provide Karta Hai Jab Ke bearish main sell ke liye red dots ke signals provide karta hai is indicator Mein meta trader 4 ke time frame Ka istemal Kiya Ja sakta hai aur trading ke liye market Mein EUR USD ke currency pairs Ka istemal Karke market Mein traders is indicators ke jariye se apni trading start kar sakte hain aur Market Mein acchi kamyabi bhi Hasil kar sakte hain market Mein Tamam traders ko bahut hi Soch samajhkar currency pyaj Ka istemal Karna chahie aur Market ki condition ko samajhne ke liye best indicator Ka istemal Karna chahie.

    Click image for larger version

Name:	aroon_oscillator.png
Views:	5
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12353544

    INDICATED OVER SOLD AND OVER BOUGHT

    Aroon oscillator ka use market ki over sold or over bought condition ko identify karne kay liey bhi maloom kia jata ha aur oscillator ka use chart par divergence maloom karne kay liey bhi use kia jata ha between the price our indicator kay aur indicator hai jo market ma over sold or over bought ki position batata hai, es sy exact trade ka pata chalta hai, small lot k sath agr ye indicator use kya jae to bhot kam loss ka chance hota hai, maximum profit he hota hai, eski practice ham demo ma kar sakty hai aur hamy experience hasil kar ky market ko achy sy samj kar kam karna chahey per he hum market main run kar saky gy.

    Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	1
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12353546
    • #3 Collapse

      Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ?

      dear friend, Aroon indicator aik trend indicator ha, jo J.Welles Wilder kay Directional Movement Index kay similar ha, isko Tushar Chande na develop kia tha,

      Formation and indications:

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211213_0709132.jpg
Views:	2
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12353594

      ye indicator hmain new trend kay start honay ki early information daita ha, is kay liay indicator ma two lines plt ki jati hain jo hmain trend ki strength kay baray ma btati hain, jin ma sa aik line ko Aroon Up aur dusri line ko Aroon Down kehtay hain, ye lines 0 sa 100 kay darmian oscillate karti hain, jab Aroon up ya Aroon down line 100 kay close hoti ha to ye strong up ya downtrend ka signal hota ha depending kay konsi line 100 k kareeb ha, isi tarah jab Aroon up ya Aron fown 0 k kareeb hoti hain to ye week up ya downtrend ki indication hoti ha jo is baat apr depend karti ha kay knsi line zero kay kareeb ha

      Calculation of Aroon Indicator:

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211213_0709130.jpg
Views:	3
Size:	29.6 کلوبائٹ
ID:	12353593

      jiasa kay indicator ma two line hoti hain is liay iski calculation ma bhi two seperate parts hitay hain, Aroon up ki calculation kay liay hum previous period ki amount kay time ko last high price kay sath relate kartay hain, isi tarah aroon down kay liay previous period kay time ko last price low kay sath relate kartay hain, dono kay result ko 100 sa multilpy kar kay percentage hasil kar li jati ha,

      is tarah Aroon up ka formula,

      Aroon up= {(n-period since n period high)/n}*100

      Aroon down = {(n-period since n period low)/n}*100

      How Aroon indicator is used:


      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211213_0709131.jpg
Views:	1
Size:	22.8 کلوبائٹ
ID:	12353595

      is indicator ko hm 2 tarah sa use kar saktay hain aik signal levels kay liay extreme teadings aur cross over kay tor par, jab aroon up ya down ma sa koi bhi line 70 kay above jati ha to ye line ki direction ma strong trend ki indication daita ha, isi tarah jab aroon up ya down 30 sa below move karti hain to ye direction of line ma weak signal hota ha, aur jab line 50 par crossover karti hain to ye momentum loose honay ka signal hota ha, aroon indicator ko hm breakout systems kay liay bhi use kar saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ?

        Aroon oscillator fundamentally forex exchanging mein Main aik specialized oscillator Hai jis ky through ap pattern me changes ko aur resources aur us ki costs changes ko bahut asani se distinguish kar sakty hain aur level of changing ke hisab se aap next pattern development ka bahut aasani se andaza laga saktye hain Forex exchanging mein bahut basic system wala Oscillator bahut zada beneficial ho sakta hai agar aap is ko appropriately use Karen Aroon oscillator essentially Kisi bhi pair Kay outline me mojood support aur obstruction ke Kay darmiyan Mein maujood values ki costs ko bahut calculative way mein primary count karta hai aur is ki rate esteems ko twofold encompasses ki structure Mein show karta hai.




        SIGNS BY AROON OSCILLATOR,
        Aroon oscillator fundamental moving normal sy mutabiq sell aur purchase ki sign hasil ker ky exchange open karna hoti hai ya phir ham different markers jo moving normal based hoty hain unke sath mila kar use krny sy howdy acha sign hasil hoti hai aur ham is per exchange open ker lety hain jis sy hamari exchange primary benefit hasil hony ky chances increment ho jaty hain lehaza hamain pehly yeh pata hona chahiay ky Aroon oscillator ko read kis tarah karna hai aur best exchanging kay liye sign kis tarah hasil kerny hai ky ham is per exchange open kerain aur effective exchange ho Aroon oscillator negative ya zero ki taraf sa 100 ki taraf jata ha to ye is baat ka ishara hota ha k cost upswing mama janay wali ha, is tarah ki circumstance mama brokers ko costs mama pullback ka pata chalta ha, aur Aroon mama purchasing ka signal mil jata ha, isi trah downtrend k liay jb Aroon oscillator 100 sa zero ki traaf ata ha is sa costs km honay ki sign milti ha, ye oscillator overbought ya oversold ki talash mama dealers k liay help give karta ha, is k zariay bullish aur negative divergance ko recognize karnay k liay b forecast ki ja sakti hain aur energy moving ka pata lagaya ja sakta ha, ye aik bht valuable oscillator ha jo hmain mufed exchanging karnay bht support karta ha hamein ia ko use karna sikhna chahiye ta k achay faislay kar sakain.

        AMENDS MARKET TREND,
        Aroon pointer ko bhot sary broker exchange open karny k lae use karty hain. Ye market pattern ko find karny mama bhot dependable samja jata hai. Jb aroon oscillator zero line sy above move kar jae to eska matlab hota hai k aroon up aroon down ko above sy cross kar rha hai. Ye broker ko signal give karta hai k market mama upswing start hony wala hai. Jb oscillator zero sy beneath move kar jae to es ka matlab hota hai k aroon down aroon up ko underneath sy cross kar raha hai. Es time standard dealer ko ye signal deta hai k market mama down pattern start hony wala hai. Jis broker ko aroon oscillator ko use karna ata hai wo effectively market ka pattern find karny mama kamyab ho jata hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ?

          Forex me Aroon oscillator aik baht hey significant oscillator hai jo aap ko market mein Main purchasing aur selling se related sign give kar raha hota hai aur is pointer mein aap ko baht achi e exchanging exercises mil sakti hai lekin is ke liye aap ko is connected appropriate learning Hasil krny ke sath is ki appropriately estimation ki zarurat hoti hai

          Trend identifier,

          Companions Market Mein Arun oscillator pointer market ki upswing Aur downtrend Ko acche tarike se address karta hai aur unke exposed mein complete data give karta hai is pointers Kesariya se market ki enormous development ko acche tarike se clear Kiya Ja sakta hai me exchanging co samajhne ke liye bhi is marker ka istemal Kiya Jata Hai Kyunki marker market name bullish primary bye ke liye green dabs ke signal give Karta Hai Jab Ke negative principle sell ke liye red dabs ke signals give karta hai is marker Mein meta merchant 4 ke time span Ka istemal Kiya Ja sakta hai aur exchanging ke liye market Mein EUR USD ke cash sets Ka istemal Karke market Mein dealers is pointers ke jariye
          e apni exchanging start kar sakte hain aur Market Mein acchi kamyabi bhi Hasil kar sakte hain market Mein Tamam brokers ko bahut hey Soch samajhkar money pyaj Ka istemal Karna chahie aur Market ki condition ko samajhne ke liye best pointer Ka istemal Karna chahie


          How Aroon pointer is utilized,

          is pointer ko hm 2 tarah sa use kar saktay hain aik signal levels kay liay outrageous teadings aur get over kay peak standard, punch aroon up ya down mama sa koi bhi line 70 kay above jati ha to ye line ki heading mama solid pattern ki sign daita ha, isi tarah hit aroon up ya down 30 sa underneath move karti hain to ye bearing of line mama powerless sign hota ha, aur poke line 50 standard hybrid karti hain to ye energy free honay ka signal hota ha, aroon marker ko hm breakout frameworks kay liay bhi use kar saktay hain

          اب آن لائن

          Working...
          X