EXPLANATION
Aroon oscillator basically forex trading mein Main aik technical oscillator Hai jis ky through ap trend me changes ko aur assets aur us ki prices changes ko bahut asani se identify kar sakty hain aur percentage of changing ke hisab se aap next trend movement ka bahut aasani se andaza laga saktye hain Forex trading mein bahut simple strategy wala Oscillator bahut zada profitable ho sakta hai agar aap is ko properly use Karen Aroon oscillator basically Kisi bhi pair Kay chart me mojood support aur resistance ke Kay darmiyan Mein maujood values ki prices ko bahut calculative way mein main count karta hai aur is ki percentage values ko double envelops ki form Mein show karta hai.
INDICATIONS BY AROON OSCILLATOR
Aroon oscillator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil ker ky trade open karna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hoty hain unke sath mila kar use krny sy hi acha indication hasil hoti hai aur ham is per trade open ker lety hain jis sy hamari trade main profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain lehaza hamain pehly yeh pata hona chahiay ky Aroon oscillator ko read kis tarah karna hai aur best trading kay liye indication kis tarah hasil kerny hai ky ham is per trade open kerain aur successful trade ho Aroon oscillator negative ya zero ki taraf sa 100 ki taraf jata ha to ye is baat ka ishara hota ha k price uptrend ma janay wali ha, is tarah ki situation ma traders ko prices ma pullback ka pata chalta ha, aur Aroon ma buying ka signal mil jata ha, isi trah downtrend k liay jb Aroon oscillator 100 sa zero ki traaf ata ha is sa prices km honay ki indication milti ha, ye oscillator overbought ya oversold ki talash ma traders k liay help provide karta ha, is k zariay bullish aur bearish divergance ko detect karnay k liay b prediction ki ja sakti hain aur momentum shifting ka pata lagaya ja sakta ha, ye aik bht useful oscillator ha jo hmain mufed trading karnay bht support karta ha hamein ia ko use karna sikhna chahiye ta k achay faislay kar sakain.
RECTIFIES MARKET TREND
Aroon indicator ko bhot sary trader trade open karny k lae use karty hain. Ye market trend ko find karny ma bhot reliable samja jata hai. Jb aroon oscillator zero line sy above move kar jae to eska matlab hota hai k aroon up aroon down ko above sy cross kar rha hai. Ye trader ko signal provide karta hai k market ma uptrend start hony wala hai. Jb oscillator zero sy below move kar jae to es ka matlab hota hai k aroon down aroon up ko below sy cross kar raha hai. Es time par trader ko ye signal deta hai k market ma down trend start hony wala hai. Jis trader ko aroon oscillator ko use karna ata hai wo easily market ka trend find karny ma kamyab ho jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим