What Is Parabolic SAR And How To Trade On It?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Parabolic SAR And How To Trade On It?
    Parabolic SAR
    Parabolic SAR ya Parabolic Stop And Reverse aiik trend following indicator hay joo kay price reversal ke shanakhat karny kay liey istemaal kiya jaata hay. Agar koi trader Parabolic SAR ko sahii tarha sayy istemaal karna jaanta hai to ess sy traders ko trend ke simt kat andaza hota hai aur ye matket main entry aur exit points kay liey madad karta hay aur es ka sath sath ye trailing stop ko place karny main bhe madadd karta hai.

    Parabolic stop and reverse ko dekhnay kay liey chart par aapko lagatar dots ya dashes nazar aain ge yeh dot ya dashes aapko price action kay oper ya neechy trend kay mutabik nazar aayen gy. Jab ye dono cross karty hain to es ka matlab hota hai kay trend khatam hony kay imkanaat hain aur hum apni positions ko bannd kar sakty hain.

    Asal jo series of dots aap koo chart par nazar aaty hain wo chart pe price sy thora neechy kahsoos fasly par hoty hain jab market uptrend main hoti hai. Aur esi tarha jab market downtrend main hoty hai to dots aap ko price action kay oper nazar aaty ha.

    Click image for larger version

Name:	1.SAR.png
Views:	6
Size:	209.2 کلوبائٹ
ID:	12483725

    Changing Of Trend
    As we all know kay har trend ka end zaroor hota hai aur trend tabdeel kqbhi na kabhi zaroor hota hai. Jesy he market price reversal kay qareeb jaati hai parabolic SAR price action kay nazdeek chali jaati hai. Jab price action aur parabolic SAR kay darmiyaan gap km ho jaata hai to es baat kay chances hoty hain kay trend badalany wala hai.

    Click image for larger version

Name:	2 SAR.jpg
Views:	5
Size:	87.4 کلوبائٹ
ID:	12483726

    Oper dee hui tasveer main dekkh saktay hain kay jiss jiss point par SAR dosri side par banna start hoty hain to es baat ka matlab hota hai kay trend tabdeel ho raha hai. Aur ye wakt behtarien hotta hai kay apni long positions ko close kar diyya jay. Oper aap dekh sakty hain kay uptrend kesy khatam hua jab neechy waly dots sy collide ya takraao hua. Aur jessa kay baki indicators ko money management sy use karty hain ess indicator k signal ko bhe dhieyaan sy istemaal kiya jay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Is Parabolic SAR And How To Trade On It?

    EXPLANATION

    Dear friends forex market Mein kam karny ke liye aapke pass mukhtalif indicator trading tools hote hain Jinka aap Agar acche se istemal Karte Hain To aap trading Mein Achcha profit and kar sakte hain dear jab aap Forex trading mein kisi bhi indicator ka istemal karte hain to aapko ismein use indicators ke fayde ke bare mein bhi Pata Hona chahie aur iska istemal Kis Tarah Kiya Jata Hai yah chij aapko Samne Rakh kar kam karna Hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	grade5-parabolic-SAR.png
Views:	37
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12353304

    EXPERIENCE FOR TRADING

    Dear forex market Mein Ham Jab trading karte hain to hamare pass ismein Ek bahut hi Jabardast indicator parabolic indicator Hota Hai parabolic for indicator Ek bahut hi Jabardast indicator hai Jiska istemal Karke Ham trading Mein aasani Se Achcha profit earned kar sakte hain is indicator ka Hamen bahut jyada fayda hota hai yah market ke Trend ke bare mein bhi batata Hai is AAP Sher Trump trading bhi kar sakte hain aur aap ismein long term trading bhi kar sakte hain aur parabolic indicator scalping ke liye bhi bahut jyada use Kiya jata hai.


    Click image for larger version

Name:	grade5-parabolic-SAR-example2.png
Views:	4
Size:	76.3 کلوبائٹ
ID:	12353305

    ADVANTAGES OF PARABOLIC SAR

    Parabolic indicator ka istemal karne ka Hamen ya fayda hota hai ki Hamen market Mein exact entry deta hai aur Agar Ham is mein iske sath sath Kisi exponential moving average ya FIR Ek Aur indicator ka istemal Karte Hain To is se Hamen aur chij confirm ho jaati hai aur ham ismein aasani se acchi trade Le sakte hain dear Ham Jab ismein parabolic indicator ka istemal Karte Hain To usse Hamen market ke friend Kabhi confirmation hoti hai aur ham market Mein stop loss aur take profit aasani se select kar sakte hain Agar Ham iska istemal acche se Karte Hain To Hamen bahut jyada fayda ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	6
Size:	149.6 کلوبائٹ
ID:	12353306

    HOW IT CAN BE USE

    Parabolic indicator ko aap Kisi bhi time frame Mein use kar sakte hain Jitna long time frame Hoga ismein aapko itna hi jyada profit ho sakte hain aur aap ko apni capital ke hisab se ismein trade karna hoti hai aapke pass Jitna Jyada capital Hoga aap ismein itna hi big time frame use kar sakte hain aur isase Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye aapko money management ko follow karke kam karna hoga to aap parabolic indicator Se Achcha profit earned kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	000.jpg
Views:	14
Size:	45.5 کلوبائٹ
ID:	12353307
    Last edited by ; 10-12-2021, 06:29 PM.
    • #3 Collapse

      Re: What Is Parabolic SAR And How To Trade On It?

      Dear member!
      Parabolic sar indicator ko Welles J. Wilde nay created kia jo market main trade karnay k liye technical tareekay say use kia jata hai, Wilder ki book main isay detail k sat bayan kia gaya hai. Parabolic sar indicator ko price action movement main stop aur reversal ka use karnay k liye use ki ja sakta hai. Parabolic sar aik aisa technical indicato hai jisko follow kartay huway traders market main price k rise aur fall honay say market ki movement ko judgement kartay huway trade kartay hain. Parabolic sar indicator ka main purpose hai chart pay trend ki shifting aur continuation jis say price jaisay jasay run karty hai yeh uski shifting zahir karta jata hai.


      Installation of Parabolic Sar:

      Metatrader terminal main 30 fundamental technical indicators ka use kia ja sakta hai jin main Parabolic sar bhi aik important indicator hai jiska traders aik waseeh tareekay say use kartay hain, is indicator ko ham direct metatrader main daikh aur instal kar saktay hain iski file ko hamain kahin say bhi download karnay ki koi zarurat nai hoty hai. Parabolic sar indicator ko find aur instal karnay k liye hamain sirf metatrader terminal main indicator lis main double click k sath find kartay huway window ko show karna hota hai jiska screenshot aap neechay daikh saktay hain aur isi tarha say isko install bhi kar skatay hain.


      Click image for larger version

Name:	parabolic 11.png
Views:	1
Size:	124.6 کلوبائٹ
ID:	12353324


      How to Use the Parabolic SAR Indicator:


      Dear!
      Parabolic sar indicator ka use karnay k liye ham iski installation k baad is main isk green dots ko stop level order k liye use karaingay, is baat ko hamain apnay mined main rkahtay huway is indicator ka use karna chaye k green dots hamesha chart pay market k opposit movemnt kartay hain qk market chart pay is indicator ka use sirf isi purpose ko show karnay aur prices k stop out honay say avoid k liye use kia jata hai. For example agar market k chart pay price ka trend up hai to is indicator kay green dots price ko stop order k tour pay show hotay huway nazar ayengay. Parabolic sar indicator ka use traders chart pay isk trend k deceioun k tour pay use karaingay jis say market say aik achay tareekay say acha faida hasil ki ja sakta hai.
      Agar aap EUR/USD k pair k sath market k chart pay trading kartay hain to aapko neechay aik screenshot dia gaya hai parabolic sar indicator is tarha work kartay huwya nazar ayega.


      Click image for larger version

Name:	indicate11.png
Views:	1
Size:	60.8 کلوبائٹ
ID:	12353328
      • #4 Collapse

        Re: What Is Parabolic SAR And How To Trade On It?

        dear friend, forex ma trading kay liay hum mukhtalif chart patterns aur indicators ka use kartay hain, is tarah kay indicators ma sa kuch leading hotay hain aur kuch lagging indicators, parabolic sar aik basic tarah ka indicator ha jo traders ko different strategies formulate karnay kay liay guidance daitay hain,

        Parabolic SAR and its uses:

        Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211211_1540072.jpg
Views:	4
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12353370

        Parabolic SAR aik technical indicator ha jis ko J.Welles Wilder na develop kia, ye traders ko market kay trend kay baray ma guidance daitay hain aur potential price reversal ka btatay hain, ye indicator suitable entry aur exit points select karnay kay liay trailing stop aur reverse method jisay 'SAR' kehtay hain yani stop and reverse ko use karta ha,

        Appearence and indication of parabolic SAR:

        Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211211_1540070.jpg
Views:	2
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12353371

        parabolic sar indicator charts par dots ki aik series kay sath appear ho rahay hain, ye perticular pairs ki prices kay above ya below appear hotay hain jo price ki direction determine karatay hain, agr parabolic sar prices kay below show ho rahay hon to ye uptrend ki indication hoti ha aur jb ye prices kay above show ho rahay hon to ye downward trend ka signal hota ha jo bears ka control zahir karta ha, ye dots flip ho kar potential change ko indicate kartay hain, jb pairs ki prices rise ya fall kar rahi hoti hain to un k sath sath ye dots bhi up aur down move kartay jatay hain,

        Placing stop loss and take profit orders using parabolic SAR:

        Click image for larger version

Name:	images(4).jpg
Views:	1
Size:	15.9 کلوبائٹ
ID:	12353372

        parabolic sar traders ko stoploss aur takeprofit place karnay ka method sat karatay hain, jb pairs ki price rise kar rahi ho stoploss ko dot wali position par set karna chaiay, isi tarah fall karnay ki surat ma bhi adjust karna chaiay, har price bar k baad stoploss ko adjust kartay rehnay sa hm apna profit secure kar saktay hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: What Is Parabolic SAR And How To Trade On It?

          forex market Mein kam karny ke liye aapke pass mukhtalif indicator trading tools hote hain Jinka aap Agar acche se istemal Karte Hain To aap trading Mein Achcha profit and kar sakte hain dear jab aap Forex trading mein kisi bhi indicator ka istemal karte hain to aapko ismein use indicators ke fayde ke bare mein bhi Pata Hona chahie aur iska istemal Kis Tarah Kiya Jata Hai yah chij aapko Samne Rakh kar kam karna Hota Hai.
          Changing Of Trend''
          As we all know kay har trend ka end zaroor hota hai aur trend tabdeel kqbhi na kabhi zaroor hota hai. Jesy he market price reversal kay qareeb jaati hai parabolic SAR price action kay nazdeek chali jaati hai. Jab price action aur parabolic SAR kay darmiyaan gap km ho jaata hai to es baat kay chances hoty hain kay trend badalany wala hai.

          Experience for trading''
          Dear forex market Mein Ham Jab trading karte hain to hamare pass ismein Ek bahut hi Jabardast indicator parabolic indicator Hota Hai parabolic for indicator Ek bahut hi Jabardast indicator hai Jiska istemal Karke Ham trading Mein aasani Se Achcha profit earned kar sakte hain is indicator ka Hamen bahut jyada fayda hota hai yah market ke Trend ke bare mein bhi batata Hai is AAP Sher Trump trading bhi kar sakte hain aur aap ismein long term trading bhi kar sakte hain aur parabolic indicator scalping ke liye bhi bahut jyada use Kiya jata hai.

          Appearence & indication of parabolic sar''
          parabolic sar indicator charts par dots ki aik series kay sath appear ho rahay hain, ye perticular pairs ki prices kay above ya below appear hotay hain jo price ki direction determine karatay hain, agr parabolic sar prices kay below show ho rahay hon to ye uptrend ki indication hoti ha aur jb ye prices kay above show ho rahay hon to ye downward trend ka signal hota ha jo bears ka control zahir karta ha, ye dots flip ho kar potential change ko indicate kartay hain, jb pairs ki prices rise ya fall kar rahi hoti hain to un k sath sath ye dots bhi up aur down move kartay jatay hain,
          stop loss and take profit orders using parabolic sar ''

          parabolic sar traders ko stoploss aur takeprofit place karnay ka method sat karatay hain, jb pairs ki price rise kar rahi ho stoploss ko dot wali position par set karna chaiay, isi tarah fall karnay ki surat ma bhi adjust karna chaiay, har price bar k baad stoploss ko adjust kartay rehnay sa hm apna profit secure kar saktay hain

          اب آن لائن

          Working...
          X