Parabolic SAR
Parabolic SAR ya Parabolic Stop And Reverse aiik trend following indicator hay joo kay price reversal ke shanakhat karny kay liey istemaal kiya jaata hay. Agar koi trader Parabolic SAR ko sahii tarha sayy istemaal karna jaanta hai to ess sy traders ko trend ke simt kat andaza hota hai aur ye matket main entry aur exit points kay liey madad karta hay aur es ka sath sath ye trailing stop ko place karny main bhe madadd karta hai.
Parabolic stop and reverse ko dekhnay kay liey chart par aapko lagatar dots ya dashes nazar aain ge yeh dot ya dashes aapko price action kay oper ya neechy trend kay mutabik nazar aayen gy. Jab ye dono cross karty hain to es ka matlab hota hai kay trend khatam hony kay imkanaat hain aur hum apni positions ko bannd kar sakty hain.
Asal jo series of dots aap koo chart par nazar aaty hain wo chart pe price sy thora neechy kahsoos fasly par hoty hain jab market uptrend main hoti hai. Aur esi tarha jab market downtrend main hoty hai to dots aap ko price action kay oper nazar aaty ha.
Changing Of Trend
As we all know kay har trend ka end zaroor hota hai aur trend tabdeel kqbhi na kabhi zaroor hota hai. Jesy he market price reversal kay qareeb jaati hai parabolic SAR price action kay nazdeek chali jaati hai. Jab price action aur parabolic SAR kay darmiyaan gap km ho jaata hai to es baat kay chances hoty hain kay trend badalany wala hai.
Oper dee hui tasveer main dekkh saktay hain kay jiss jiss point par SAR dosri side par banna start hoty hain to es baat ka matlab hota hai kay trend tabdeel ho raha hai. Aur ye wakt behtarien hotta hai kay apni long positions ko close kar diyya jay. Oper aap dekh sakty hain kay uptrend kesy khatam hua jab neechy waly dots sy collide ya takraao hua. Aur jessa kay baki indicators ko money management sy use karty hain ess indicator k signal ko bhe dhieyaan sy istemaal kiya jay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим