stop loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    Forex trading main stop loss 1 bohat zabardst cheez hai is main traders ko heavy loss sy bch jata hai or stop loss lga kr trade krny sy traders ko zuada loss b nahi hota
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      stop loss ko laga k hum market main achi trade karny k kabil hon gay aur trend ko mind main rakh k hi hum run karein gay aur is say hum loss say bach sakty hain so hamain profit hasil kar k earning ho gi
      • #933 Collapse

        stop loss ik safety hain ik limit hai jis say zada loss humy market nahi dai saqti hai or is ko istamal krna ik good successful kamayab traders isi tara say paison ki management say or take profit or stop loss ko istamal krny say kaam ko krty hain
        • #934 Collapse

          aap ko trading markaet kay trand ko dak kar karne cahay our agr market aap kay kalaf cal rahe ho to aap ko apne trad ma stop loss ko ues karna cahay is sa aap ko loss kam hota ha aap nay jo traget set ka hota ha kay aap itna loss bardast kar sakty ha to aap ko itna he hota ha
          • #935 Collapse

            yes is ma jin ko is bat ki knowlged nhe tahe un ko is ma fiad howa ha our stop loss ko ues karnay sa hum apne trad ko save kar sakty ha our is ma hum ko stop loss sa apne trad ma loss ko kam ka ja sakta ha our ya aik best away ha
            • #936 Collapse

              stop loss aur take profit use kar k hi hum is main loss say bch sakty hain so hamain market main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karein gay aur market main jitna learn karein gay utan hi hum is main loss say bach sakty hain so hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main achi trade karny main koi msuhkil na ho saky
              • #937 Collapse

                jee bhai trading mn stop loss ka use intehayee ahmiyat ka hamil h. ye hamary risk factors yani loss hony k khadshaat ko boht he kam balky na hony k braber kar deta h. specially beginners ko stop loss lazmi use krna chahye ni to sara capital bhi waste ho sakta h
                • #938 Collapse

                  Stop loss ham oo zeaa loss hony sy bachata hy ham zeada loss sy bach jatybyy ham ko loss zeada nai hota y jab hamny stop loss lagaya hota y stop loss lagaa hita hg to phr hamay loss ho rha ho to hamru trade zeda loss nai krtinhy us price sy jaha pr ny stop loss lagaya hota hy
                   
                  First LEARN Then You Can Remove The "L"
                  • #939 Collapse

                    Har trader ko stop loss ke baare mein pata hona chahiye aur Kis Tarah Se stop loss ko use karte hain Yeh Bhi aapko Pata hona chahiye stop loss Humko bade log se Mehfooz Rakhta hai isliye stop loss ko zaroor Apne Har audio ke sath attach kare Is Tarah Se aap bade bade log se bhej sakte hain aur Forex mein accha kaam kar sakte hain
                    • #940 Collapse

                      stop loss lga k hi hum is main loss say bach sakty hain aur hamain loss say bachny k liye learn karna ho ga aur hard work kar k hi hum is forex main acha earn kar skaty hain aur hamain loss bi hamari apni hi mistakes ki waja say hota hai so hamain market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho saky aur market main earn karein gay
                      • #941 Collapse

                        han g stop loss ka option forex main trading ky lye bohot ehem he agar koi apni trade ko choor kar kahi jata he to SL or TP laga kr jaye to uska loss bohot had tk km ho jata heor apny account ko wash hony sy bacha sakta he.
                        • #942 Collapse

                          Stop loss is a very important factor in forex trading. Hamain hamesha kisi bhi trade ko open kartay hoay stopp loss lazmi lagana chahie takeh ham apnay account ko sahi tarah se manage kar sakain aur kisi baray loss se bach sakain. Lekin aksar traders ki yeh pchye hoti hai ke wo loss wali koi bhi trade close nahi karna chahtay aur wait kartay hain ke kab ye profit main aey aur ham is ko close karain lekin asi soch hamesha nuqsaan hi deti hai.
                          • #943 Collapse

                            jb hum stop loss ko use karty hain to aik limit mil jati hay kay humain is main rah kar kam karna ho ga jis say ye hota hay kay humain trade main loss km hota hay humain ziad aearning hasi karni hay to take profit b use karna ho ga kun kay tak profit ko use kar kay hum aasni say trade kar sakty hain humain aik limit c mil jati hay eraning haasil karny ki
                            • #944 Collapse

                              agar hum forex trading main stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading safe hoti hay kyun keh es trha humay market main kam say kam risk hota hay aur humay chahiey keh esmain kam risk kay sath trading karen kyun keh es trha trading main hum safe raha hay aur humay chahiey keh esman mehnat karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                Tradinf mn stop loss ki bahut hi zayada ahmiat ha agar ap trade karte waqt stop loss laga lete hn aur ap ki trde agarminus men b chali jati ha tu ap k lie koi tension ki zaroort ni ha kyun jb bibap ki trdae stop loss ki jaga pahunchi gi ap ka loss khud ba khud stop ho jae ga so plz keep in touvh with trade

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X