forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1141 Collapse

    forex trading main bhi loose ki importance he is lie hum is main loose ko kum se kum kar sakte he stop loose ki madad se, stop loose humain lose ko reduced karne main bhut ziada help karta he
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1142 Collapse

      forex main loos ki bhi imporance he q k ager hum loose ko importance nahi den ge to hamari mehnat zaiya ho jae ge aur humain jo profit hua he wo bhi waste ho jae ga is lie hum loos se door bhagte hen aur chahte hen k trading main humain loose na ho
       
      • #1143 Collapse

        Forex trading main loss sey disappoint honey ki bajaye agar is ko accept kr lia jaye to tension sey bacha ja sakta hy. Loss aap ko yeh batata hy keh aap ney kis tarah profit lena hy. Jab aap ko koi way mil jata hy to aap relax ho jatey hain. Hamain loss sey pareshan nahi hona aur un mistakes ko control krna hy jin ki waja sey loss ho raha hy.
        • #1144 Collapse

          G han is business me loss ki bht zyada important ha hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam lyn kyun k agr hm is business me sbr se kam karty hain tu hm is business me asani se success ho sakty hain or apna career b asay hm bana skaty hain
          • #1145 Collapse

            dear ap ke bat thek hy ka hum ko loss ho jate hy us ke waje ya hoti hy ka hum koi ase mistake kar jat han jis ka hum ko pate be nahi hote ka kase jane hy or hum lalach be kar jate han js se loss ho jate hy or ya ka hum demo ko achi tere e nahi kart or real ma aa jate han na he experience hote hy or na he kuch pate hote hy
            • #1146 Collapse

              Dear forex trading mai loss b hota hy aur profit b hota hy but agar ap apne loss se sabak hasil karo aur jo loss ap ko ho raha hy os ko smjh k os pe kam karo tu ap ko forex mai acha faida ho skta hy aur ap kabi b es business mai acha kam kar k apnii life ko mazeed behatr banaa skte ho es baat mai koishak nhn hy but os k liye ap ko loss se seekhna ho ga...
              • #1147 Collapse

                forex main loss ki bht zaida imporatnce hah kyun k ajb ap ko is main loss hota hah to ap ko apne mistakes ka pta chalta hah ap un mistakes ko dor krte ho aur jb phr ap real account pai dbra trading kr rhy hote ho to ap ko wo mistakes yad ate hain aur ap un se bacte ho aur is se ap ko fadia hota hai
                • #1148 Collapse

                  Loss sey ghabraney ki bajaye is ki importance ko samjhna chaheye. Loss hamain hamari mistakes ki waja sey hi hota hy aur agar hum un mistakes ko control kr lain gey to future main loss sey bach jayen gey. Jo log loss sey ghabratey hain aur forex market ko blame krtey rehtay hain, unhain aksar loss hota rehta hy.
                   
                  • #1149 Collapse

                    G forex trading mein loss ki bhi ehmyeet hy kiok forex trading mein loss kise waja se hota hy aur koi na koi mistake se hi forex trading mein loss hota hy aur agr loss ho tu trader apni mistake ko dekhta hy aur us mistake ko cover karta hy phr earn kar sakta hy is liye loss se bhi sekha ja sakta hy
                    • #1150 Collapse

                      loss ki waja aap khud ho is business me is lye loss hone se agar aap ko bachna hai to us ke lye proper aap apni skills ko he use karen kiun ke aap ko expert hona chahiye market ka kabhi bhi aap ko khud ko lose nhi parne dena is me warna loss bohat jaldi hona shuru ho jaen ge .
                      • #1151 Collapse

                        G haan bilkul bohut saari reasons hoti hain jis ki waja se loss ho jata hai , knowledge ka na hona sab se bari waja hai jab tak apko forex ki sahi se saari information nahi hogi ap achi earning nahi kar saktay , experience hasil karna bhi bohut zaroori hai.
                        • #1152 Collapse

                          yah bat sure hai k ham forx main loss laina nahe chahty per is bat main b koi shak nahe k hamain loss ho jata hai per us time hai worry honey ki zroorat nahe balky lazmi hai k ham us loss se learn karain or next un se avoid karian
                          • #1153 Collapse

                            forex tredung buznees min hum.ko sab sw zyda importrnt hy to woh hy kah hum ko forex biznees m8n zyda loos nahin hona cahye is lie hum ko.is biznees mon ahtyat ko zarurat hy
                             
                            • #1154 Collapse

                              Forex me loss ki buhat ahmiyat he bare trader wo hi hen jin ho ne loss ka saamna kiya he aur apni galtion se woh bare trader bane hen jo galatian unho ne maazi me ki hen un se woh buhat kuch seekhen aur aaj woh kamiyab hen..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1155 Collapse

                                Loss hamyn apni galtion ki waja sy hota hai hamyn chaiye k ham aoni galtion sy seekhyn na k apni galti sy ghabra kar jald bazi sy kaam lyn. Loss hony par hamyn apni galti daikhni chaiye k hamyn loss kis waja sy howa hai is taran ham agr sath satg apny analysis karty jayn to hamyn apni galtion par kabo pana a jaye ga aur ham mazeed loss sy bach sakyn gy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X