forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1036 Collapse

    Loss should be recognized as an expense for conducting a business. This cost should be capped by using certain percent of loss and it should also be understood through support and resistance.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1037 Collapse

      assalam o alekum jee han mery bhai loss ka to humy afsos hota hai but buness main ye chalta rhyta hai or hum apny loss se hi boht kuch seekhty hain or good treading karty hain taky acha profit hasil kar saken or ye sab kuch humy humary loss ki hi wajhy se milta hai
      • #1038 Collapse

        meray dost forex mai jo hum loss kartay hain wo darasal loss nahi hoota hay wo aik pprofit hoota hay jo app ko apni mistak ko sahi karnay ka leasson daita hay wo phir aisi mistaak app kabhi nahi kartay hain
         
        • #1039 Collapse

          g bhai bilkul sahe h kisi b cheex ki no how tabhe pata chalti h jab ap us main intrest lyte ho .or intrest k bagyr ap kisi b cheex mian maharat hasal nai karstky chahey wo forex ho ya ko b cheex ho.forex agr apka loss kry gi tu apko us k badly main boht kuch ziyada he dy gi so worry nai hona chaheye ziayda sy ziyada intrest he apko acha tradr bana sakta hin
          • #1040 Collapse

            forex trading mai ap ka har ek loss ap ko boaht kuch seekha kr jata hai k ainsda trading mai ap nay kon kon se galtion se bachna hai or kon kon se level per stop loss lagana hai
            • #1041 Collapse

              Is business me loss ki kafi imp ha ye aik asa business ha jis me hmen loss se kafi acha experince hota ha or hm is business me loss kafi khuch sekh sakty hain isi liye loss k waqt sbr se kam laina chahe is me hi hm achi behtri haa
              • #1042 Collapse

                forex trading aik world wide online business hay iss main profit bhe hay or loss bhe yeh aik highly risky business hay loss keee waja say heee to seekha ja sakta hay...
                • #1043 Collapse

                  forex trading me loss ki is waja se ahmiyat hy k ap ko jab loss hota hy to ap apni ghaltiyon se seekhty hain or ainda wo ghaltiyan nahi dohraty jis ki waja se ap feuture me loss se bachty hain.
                   
                  • #1044 Collapse

                    Loss bhi aik kamyab admi k liw pehla step hai. or kisi ne kia khob kaha agr mushkil darpaish ho to kisi aqal mand k pass jane se behtar hai k tajarbakar se nassehat lo. to forex man bhi agr pa ko loss hota hai to dilbardashta na hon ye apki kamyabi ka pehla step hai
                    • #1045 Collapse

                      dear forex trading main loss k bht importance hy acha trader wohi hota hy jo loss s sabak hasil kary r usy dubara hony sy roky r apny knowledge ko increase kary r jitn ho practice kary
                      • #1046 Collapse

                        My dear brother assalam,o,alaikum forex trading mai loss ki bhot si ahmiat hai hm loss se hi seekh k profit haasil krte hain yehi ahmiat hai
                        • #1047 Collapse

                          Forex trading main loss hota he rehta hain lyken business main loss or profit sath sath he chalta h Forex main loss he imprtence ye hai k apko trading k gurr waqt k sath sath aty rehty hain loss ho ga tanhe kuch samjhny ko mily ga
                          • #1048 Collapse

                            G janab forex trading mai loss ki importracne hy bcz forex mai loss ki importrance yay hy ky ap ko agy any wali trade ky liyay mohtat rhna par jata hy or ap ko trading mai loss nai hota hy again.
                            • #1049 Collapse

                              hi dear friends, agr ap ko forex trading ma loss hota hy to ap ko is py afsoss krna k bajay ap ko un bato py gor krna chahia jin ki waja sy ap ko loss hua hy ta k ap ko ainda forex trading ma loss ki jgha profit ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1050 Collapse

                                forex mai loss ki importance ye hay k app ko ye aik aisa lesson daiti hay k ap ainda wo mistake nahi kar saktay hain q k app ko loss yad rehta hay jaab k profit ko hum bhool jatay hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X