forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    yaar loss or profit to har business ka ek hisa hai or world k har business main loss hota hai.jis se hum bohat kuch seekhte hain or phir humain loss nahi hota zyada tar business main loss ki sab se badhi waja greed hoyta hai or iss business main bhi aesa hi hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      theek kha hy aap ny loss jab b hota hy kuch na kuch seekha k jata hy or kamyab insan vo hy jo again vo gltian na duhray mujhy b yahan kai baar loss hoa hy mujhy b har baar kuch na kuch seekhny ko mila hy
      • #288 Collapse

        han ji ye bat tu sahi ha k hum forex main kafi loss face kertay hain aur maza ki baat bhi yahi ha k hum apni in hi gultioun say sekehtay hain aur phir hi agay bhartay hain ye samaj lain k ager loss nahi krain gay apni gultyoun ki waja say tu humai is market ki samaj bhi nahi aye gi aur wasa bhi begiiiners ko tu loss hota hi ha is lia himmat nahi harni chaiye hain
         
        • #289 Collapse

          I Think forex main loss bohat sari cheezo se hota hai for example ap greedy ho kar trading na karay ap emotion k sath or haste k sath trading na karay etc agar hum in tamam cheezo se avoid karay gai tu hum aik acha trader bannay k sath achi earning bi kar saktay hain.
          • #290 Collapse

            Loss ki to kia baat hy loss hmy kafi waja say hota hy trading my to hmy pta bhi ni hota or loss itna ho jta hy js ko dakhty hy hm haar jaty hy or forex ko difficult smajny lag jaty hy,so loss ko smajny ki khoshosh kary k loss kha wua hy r next time wo hi mistake agian na kary.
            • #291 Collapse

              forex main loss ki bht importane hai q ke jab ap greed kro ge ya kam ko sekh kr or smjh kr nhe kro ge to apko loss he hoga is liye kam ko smjh kr or sekh kr krna chye.
               
              • #292 Collapse

                ager koi trader hai and wo yeh kehta hai k us ko loss nai ho skta to yeh uski ghalat fehmi ho ge and loss he aik kamiyab trader bnata hai so in forex loss ko bohot ziada ahmiyat hai
                • #293 Collapse

                  is mai ager losss ho jata hai app ko tu app ko is say ghabrana nahi chaye hai bal k is mai bhi app k liye aik lesson hota hai ager app wo lesson seeekh lete hain tu app k onext time is say bhi best trade mil jati hai
                  • #294 Collapse

                    agar aap yaha pay loss kartay hain to aap ko khud pay ghusa nahi hona chahye balkay aap ko yaha pay ye kaam tawajo say karna hota hai jiss say aap ko yaha pay kaam kar k achi tarha say samjh jana chahye.
                    • #295 Collapse

                      brother according to my knowledge forex men main reason loss hone ke hote hen, kam knowledge trading experience and without market analisation ke position open karna aur kam investment ke hote howe bhi big lot ki position open karna, tabhi traders ke account wash ho jaate he...
                      • #296 Collapse

                        forex ek business hai yaha profit or loss dono hi must hain jaha tak k trading mai loss ki bat hain tu trading mai loss kar k hi trader sikhta hain jis ko knowledge mai ezafa hota hain or agay mistakes se asy bej jata hain,
                           
                        • #297 Collapse

                          Forex trading main loss ki bhi ahmiyyat hai kun keh jab hum se mistakes hoti hain to hum kafi technical knowledge mistakes se learn kar satke hain keh kis waja se loss hua hai aur future main es se bachne ki koshish karte hain keh aenda aisa na ho. Lehaza live trading per trading se pehle demo per zaroor practice karni chahiye keh is se kafi knowledge gain hota hai.
                          • #298 Collapse

                            Assalam o alikum. Forex trading may loss ki bohat importance or bohat chances hotay hain. Islye trading se pehle traders lo khud ko bohat strong banana parta hy or patience ko nahi khona hota hy. Tabhi wo loss k baad bhi trade continue ker skte hain
                            • #299 Collapse

                              loss ki importance kafi ziada hoti hai ager ap ko loss ho jaye toh ap ko chahye kay un reasons ko daikhain jis ki waja se ap ko loss hoa phir ap ko chahye kay un reasons ko door kar kay dobara se earning ki try karain ya thora time demo trading karlain tah kay ap ko dobara se loss ko face na karna paray meri taraf se ap ko demo use karnay ki advice hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Profit and loss is a part of all businesses and Forex traders k upper munhasir hai k wo losses ko kis tarah se lete hain, yeh aap ko positive lesson bhi de sakta hai k wo apni mistakes ko analyze karain or next time k liye aik behter strategy banain, ya phir wo apne loss se mayus ho ker trading ko chor dain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X