forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    is business me loss ki bhi boht zada importance hain jis time hamy is business se loss hota he to ham logo ko chye ke ham tension na le or jo loss howa he us se knowledge hasil kary or ye wo knowledge he jo hamy kis bhi jaga se nhi milta he trading ko start karny se phle is liye hamy chye ke loss se zada se zada knowledge hasil kary.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      loss ki kia importance hoti ha us sa banda sad hi hota ha or to kuch nhn hota lihaza aik or sirf aik faida yahi ha loss sa banda seekhta ha k usko kia karna chaiye next kis bt ka khiyal rakhna chahiye
      • #333 Collapse

        Forex may loss ki waja se hi trader ko apni ghalti ka pata lagta ha jo kay ap ko next time loss honay se bacha sakta ha or ap ki capabilities ko barhata ha
        • #334 Collapse

          traders k upper munhasir hai k wo losses ko kis tarah se lete hain, yeh aap ko positive lesson bhi de sakta hai k wo apni mistakes ko analyze karain or next time k liye aik behter strategy banain:eek:
          • #335 Collapse

            Forex trading nain loss ki important is liya ha loss kar ka ek trader learning karta experience gain karta ha forex trading main . is liya humi apna loss sa sabak hasil karna chya our achi practice kar ka acha earning karni chaya
            • #336 Collapse

              jee bhai jaan forex trading mey loss ki boht hee importance hey kio key aisa hey key loss mey aap ko yahi sabaq milta hey key aap zyada loss karney key baad bi wahi ka wahi rahey or aap ko aisa karna chahiey key aap ko loss ho jaye tho ap us loss key pichey naa jaye or aap apni aik achi stretegy banaye
              • #337 Collapse

                g han agr hum ko trading mein loss hota ha to is sy hum ko sabaq bhi hasil hota ha aur hum ko trading krny ka pata chalta ha ke ksy trading ki jati ha aur pher hum ko sabiq bhi hasil hota ha jub insan kuch kho na tub tak wo kuch ni hasil kr sukta
                • #338 Collapse

                  jasy life ma loss hoty ha is tarha trade ma loss bi hoty ha or loss is ka hisa ha bas or koi masla nahi ha.ap loss sa pry sahan na ho jab ap ko loss ho ga to hi ap sek saky ga ka trade kasy hoti ha.
                  • #339 Collapse

                    mera to kehna ye hai ke agar hume trading me loos ho jae to hume profit bhi hota hai aur agr hume loos ho jae to hum apni mistake aur galti se kch seekhe aur phr us mistake ko wapis na kren to hum next time acha profit earn kr sakte hai
                    • #340 Collapse

                      g han agr humien forex trading mien loss ko face karn par jaye to humien is se worry nahi hona chaye balke loss bhi trading business ka aik important part hai is ki waja se humien apni galtiyon ko seekhne ka moqah milta hai hum loss mien ki gai mistakes se learn karte han or in ko dobara karne se avoide karte han..
                      • #341 Collapse

                        Forex kay kaam may loss ki wajay yeh hai kay kay is kaam ki knowledge na ho na is kaam ki awarness na ho na bussiness karnay ka experince na ho na mistakes say sabaq nhe seekh na yeh sub wajay hai jis ki wajay say hum ko forex kay kaam may loss hota hai
                        • #342 Collapse

                          Forex me loss ki bht ehmiyat he q k jo trader ko loss hota he to uski kjoshish hotio he ke wo ayenda ke lye apnay loss ko avoid kare q k jab tak wo loss se avoid ni karega wo forex me kamyaab ni ho sakta or wo forex me apna prfoti ni kar skata he
                          • #343 Collapse

                            ap ki baat bilkul sai hy jb to ak apni mistakes ko again and again repeat krty rho gy to essi trh loss mein rho gy ess liy agr ap ka rading style ap ko profit nai dy rha hy to ap apna style change kro ya kisi senior trader sy consult kro otherwise you are only wasting time and money and both things are too much important in this world.
                            • #344 Collapse

                              I have always loved the bad luck, you might be able to help, say, but there's a lot of forex traders ever retrogress`s activity, so you study change and outmatch for you because it testament exploit you, because you love the work, the time required.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                my dear jis tarha har dusry business me b loss to hota hi bilkul isi tarha is forex trading business me b profit hasil hony k sath sath is me loss b ho jata he magr us ki b aik apni ehmiat hi hoti he k hamy us loss ki wja maloom karni chahiy phir hi ham dubara aysy barry loss se bach saky ge
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X