forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    Assalam-o-alaikum mery khiyal sey forex mai loss honey sey kafi kuch ho sakta hy agr koi -ve ly tu wo forex ko chordh bhi sakta hy and agr +ve ly tu wo next time esi galti karney sey apney aap ko rook ke rakey ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      brother forex mn loss ki b kafi ahmeyat ha q kh ap ko jab loss hota ha to ap ko pata chalta ha kh kis galti sy ap ko loss howa or is tarha ap kafi sekhty ho or earning karty ho
      • #798 Collapse

        jee janaab meray hisaab mein to forex mein hee nahin har kaam mein har business mein loss ki bohot important hoi hai hamain forex mein dakhna chahiye kay kya ghalati hui hai jis ki waja say hamain loss hua hai or uss say lesson lay kar aainda best trading karnay ki koshish karni chahiye
        • #799 Collapse

          bilkul dost main aap ki baat say agree hoon lose hony k bedaer insan koi kam ni seekh sakata ktun na wo trading hi kuun na ho
          • #800 Collapse

            forex market ma loss zaror hota hey magar forex ma loss ko recover karne ka bhi chance mil jata hey is lye kabhi bhi afsos na karen or aage jyen
            • #801 Collapse

              forex treading m loss ke bari ahmeyat hy wo yi ky jb hmy loss hota hy to hmy pata chlta hy k hmny konsi kahn pe kia galti ke hy jis ke waja sy hmy loss hwa hy .phr hmy nai chez ka pata chlta hy ........
              • #802 Collapse

                wese tu koi bhe importnc nhi ahin keu k loss loss huta hi.,is seapko chaey k bache,.agr loss hu jata hai tu ap ko achey k yah epr us loss se sekehen,.
                • #803 Collapse

                  forex main loss ki bhi bohat importance hai kun ke loss ki waja se ap forex main apni mistake ko realize karte hain jis ki waja se ap ko learning or experience hasil hota hai is lie forex trading best hai
                  • #804 Collapse

                    g bahi ap nay theek kaha hai, jab bhi hum trading kartay hain to is k 2 pehloo hotay hain, aik to profit aur dosra loss. hum ko profit hasil karnay say to itni ziyada learning nahi hoti jitni ziyada hamein loss kar k hasil hoti hai, to is liye loss honay py tension nahi leni chahiyee.
                    • #805 Collapse

                      well, loss ki bhi buhat importance he trading mein , well, ap jitni galtiyan karte ho utnaw hi sekhte ho, q ke koi bhi shakhs jawb tak girtaw nahin he tu wo uthnaw nahin sekh pataw , isi liye chahiye k ap apni galtiun se apne ap ko nikharo or ek galti bar bar repeat karne k bajae ap us se kuch sekh k age barho , or kamiyab ho :)
                      • #806 Collapse

                        Forex traders k upper munhasir hai k wo losses ko kis tarah se lete hain, yeh aap ko positive lesson bhi de sakta hai k wo apni mistakes ko analyze karain or next time k liye aik behter strategy banain, ya phir wo apne loss se mayus ho ker trading ko chor dain ??
                         
                        • #807 Collapse

                          Every trade business including Forex is risky and the trader have to be at loss earlier or later.Loss is the part of business.With out loss we cannot get experience.As loss is essential so we must remain prepared for the loss mentally.Along with thinking of what to do with profit we should also think of loss if we are facing.We should also work to reduce our losses.
                          • #808 Collapse

                            forex aik aisa business hay jahan insan apni galtion sey seekhta hay yahan agar hamain loss ho to hamain himat nahi harni chahiye kiun kay loss kay agay profit hay hamain aur ziyada hard work karna chahiye aur dekhna chahiye ham ney kahan kya galti ki hay
                            • #809 Collapse

                              ji bilkul mai ap ki bat se agree karta ho ke forex mai loss ap ko bohat kuch sikhta hai lakin wo ab ap par depend karta hai ke ap forex se kuch sikhte ho ya nahi apni mistake ko theak karne se hi ap forex mai aik ache trader ban sakte hai ........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                Bhi Loss koi important Cheez nahin hay .Eh to srasar nuqsan hey. Han Forex trading mayn Loss ham ko eh Seekhnay par tayar karta hay k Loss ki wajah kia hay aur en Loss ki wajoohat ko do barah na kar k ham Profit gain kar saktai hayn.Imortat bat Loss sey sabaq hasil kar k ainda un sey bach kar Trading karna hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X