forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    sir se reasons ki waja se bohta hai , but loss ap ko boht se cheezyn sekhata hai ,, in mistakes se sekh kr he ap ek achy trader ban skty hen wrna trading krna;;;;;;;;;;;;;
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      main apki baat say bilkul agree kerti ho k forex ek asa busines ha jis main hum apni gultyoun say zyada sekhtay hain jitni marzi study ki ho apnay jeb loss hota ha tu phir shi pata chalta ha k humeri weakness kya ha humnay kahan gulti ki ha balkay loss hi humAIN sahi cheez seekhta ha aur ye mera personal expericene ha k mainay humesha apni gultyoun say seekh ahaa
       
      • #243 Collapse

        g haan forex mai loss ki bohat ehmeyat hai q k agr hum apny loss sy seekh jayen gy to behtar hai wrna agr hum bar bar loss kren gy to us mai hmara e nuksan hoga jis sy faida koi nae
        • #244 Collapse

          forex treading ma loss ki important boht zada ha ku k khty hen na insaan gir gir k to chalna seekhta he to nafa nuksaan zahn ma rkh k hamesha chalen to e bhtr ho ga
          • #245 Collapse

            forex log zeyadha ter apne kam knowledge ki bina per loss kerty hen us k bad wo greed ko nahi chorty jab un ko ek bar sahi perofit hoja ta he to wo greed kerty hen or jo thora profit hota he us ko bhi loss ker jaty hen
            • #246 Collapse

              Mare piyare dosto ya sach ha ka ap achi tarah se jaan lain k loss ki importance kya hai kyun k yahan jo aap se loss hua hota hai wo aap ka apni pocket se lagaya hua pesa hota hai ya aap ka kahain na kahain se apna kamaya hua pesa hota hai, is liye loss se bachain or trading main maharat k baghair trade na karain plz.
               
              • #247 Collapse

                Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main loss ki bhi importance hay kun kay loss hamari ghalti ki waja say hota hay aur jab hum apni ghalti say seekhtay hain to hamen nuqsan bhi kam hota hay
                • #248 Collapse

                  ji han forex trading me loss ki bht importance hai q k humain jb yahan loss hota aur hum se galti hojati hai to hamain achanak bht bara loss hojata hai jo hum kbhi ni bhol saktay is tarah hum un galtiyon se bht kch sekh laitay hain aur phr wo galti ni krtay aur apni galtiyo se sekh kar aur perfect hojatay hain isilye hamain apni galti ko ignore ni krna chahiye balkay sekhna chahiye...
                  • #249 Collapse

                    yes sir forex trading mein loss ke importance say hamen buhat kuch sekhnay ko melta hay , jesay hamre lacking mistakes ko hamen sahe karnay mein apnay seniors say help zarorat parte hay .
                    • #250 Collapse

                      loss ki trading m aur to koe importance nhi siwae is k, k ap apni loss aur ki hue galti sy bht kuch seekh laity ho. aur y bht he ahm bat hy k ap loss sy seekh k dobara wo galti nhi kary.
                       
                      • #251 Collapse

                        dear brother forex may agar aik cheez jo bohaat hi zyaada faydaa puhanacha tha hain aur aik traider ko best aur successful traider banaa tha hain wo sirf loss hi hian bohat se logo jub losses karte hain tho usay aik ghaali samaj kar chor jaten hain on ko chahye ke wo us say aik experience ke waaste say accpet karna hahye jo bhaad may kaam kare
                        • #252 Collapse

                          forex trading me losss ki bht ehmyat hai yaha hne wale loss ko chota na consider kiya jaue balky is ka samna karne k lye prepare raha jaye dusra loss k ignore na kiya jaye q k hm yah pr hne wali galtio se he sekhte hain
                          • #253 Collapse

                            me smjhta ho loss profit dono hi har business me hota hai agar hum dil se kam kry gay hamay profit bhi hoga agar hum dil se kam nhi kry gay hamay loss bhi zaror hoga is lye hamay har kam dil se krna zarori hai..........
                            • #254 Collapse

                              bhai jan loss ke man to samjhta hon k koi khas imporinets to naha hoti ha lekn os ka ye faoda ho ga ap wo ghlti nahan kro gy dobara jis ke wja se ap ko loss hoa ho ga bas is k alawa or koch nahan ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                yes forex ma loss bhe ho jata hay and i think that loss is also important for new trade and then they can get knowledge about the forex trading market and can change their life....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X