forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    I would like to offer you advice AA wanted to succeed in the forex market you training and a good education and that you are doing a demo account and trained on this demo account for a period of not less than a full year
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      ye bohat kuch sikhata hai , Forex traders k oppar munhasir hai k wo losses ko kis tarah se lete hain, yeh aap ko positive lesson bhi de sakta hai k wo apni mistakes ko analyze karain or next time k liye aik behter strategy banain, ya phir wo apne loss se mayus ho ker trading ko chor dain.
      • #123 Collapse

        forex trading keh sath ehr kam main loss ke bohat ehmiut hoti hey kyun keh hum ager kisi chez sey sahe tarah sey skty hian to woh thoker hoti hey hum chhaye jutn abhe thooery ko hasil ker lain lekin hmain tub tuk sahe tarah sey smjh ni ati hey jub tuk hm loss na krain
        • #124 Collapse

          forex mein jis ko bhi loss hota hai tu agar wo apna loss ki waja ko jana ki try karta hai aur us ko theak karta hai tu wo forex mein bhut ziada success full bhi hota hai aur uss business mein bhut profit ko bhi get kart ahai kyun k forex mein loss he hum ko profit ko way deta hai. loss se hum ko tension nahi leni chaya.
           
          • #125 Collapse

            Loss is very common in the forex trading business and also it makes us strong with the passage of time, it is also increase our knowledge and experience, so we always ready to face the loss in the forex that loss teaches us good lesson.
               
            • #126 Collapse

              bhai jaha tak mera khyal hai forex main hamy jo loss hota hai us ki ahmyt bohat hai kun kay hum los apni hi galty ki waja sya karty hain or hamy phoir apni us galty ko note karna chye phir jub next time trade kary to hamy us galty ko nahi dohrana chye es say hum loss say next time bach sakty hain
              • #127 Collapse

                ager hum forex me markit ko smhj ker ni kre gain to hame forex me loss ho jata hai is liye hame markit ko smjhna hota hai first time phire hi hame loss k chance kaam hote hain ager hum markit ko ni smjh ker kre gain to loss k chance zaida ho jye gain
                • #128 Collapse

                  Forex main loss bahot hota ha laken ap ko es sa lesson lana cheay agar ap es sa lesson lain ga to ap forex main kamyab ho saktay hain.
                  • #129 Collapse

                    bphat si esi wajohat hen jin ki waja se apko foerex me loss ho sakta he ,,our ye apki apni mistake ki waja se hi esa hota he is kelawa ap jaldbazi kar jayen tu ye bhe risan ban sakta he phir planing ka sahe na hona is k elawa short cut ko use karna ,,but waja koi b ho apki mistak zaror hoti he but mistak ya loss ki waja se ap kabhi parshan na hon balk apni mistake se sekhen our next k liya achi hikmat e amli apnayen tak apko dobara nuqsan an ho
                    • #130 Collapse

                      g hain forex main agar insan ko acha profit hota hay to loss b hota hay is ke waja ya hay kay insan kay pas kam knowledga or experience ho or agar ap zida lalach karan gay to b loss ho jata hay or hardwork kay sath ache trading b ke ja sakte hay.
                      • #131 Collapse

                        loss k baghair koi kam nhe ho sakta agar aap ne kch karna hai to loss us ki parchai hai jaha profit hoga waha loss bhi hoga lekin for ex trading koi bhi aise nhi trading kar sakta us ko loss to face karna hi parega.
                        • #132 Collapse

                          Forex trading ma loss ke koi importance nahy hy, aik tara sy dekha jahy ka aik trader bar bar loss krta hy tau agr wo apni mistakes ko point out kr raha hy tau phir tau theek hy wo future ka best trader ho ga, agr wo bus mistakes ko ignore krta ja raha hy tau wo always essi tara trading ma loss he krta rahy ga.
                           
                          • #133 Collapse

                            forex to aik aisa business hay jis main loss her kisi ko hona hota hay yahan baray say bara trader ko bhi loss hota hay lakin Forex main ye loss hamain hamarai galtion kay baray main btata hay jis say hamain future main benefit hota hay or ham un galtion say bach jatay hen.
                            • #134 Collapse

                              loss hmesha hmaari apni galti ki waja se hi hota hai aour unhii galtiyon se inssan seekhta hai..forex mein humain loss tab hi hota hai jb hum yahan new hote hain aur hum ne Demo account se practice nhi ki hoti...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                forex ma is win and loss is important in forex people can lose in trading forex great job for you people like it forex good for those people education

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X