strengthening of currency

No announcement yet.
`
X
 
  • فلٹر
  • مینو
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts

  • malikshakeel04
    replied
    han ji aisa hi hota hai jab bhi kisi bhi currency ki value barti hai aur wo currency strong hoti hai tu market main wo currency move karti hai aur jis pair ke saath wo currency buy hoti hai os ki market up ko jati hai aur jahan wo currency sell hoti hai wahan market down hoti hai

    Leave a comment:


  • raja 100
    replied
    mery khyal main forex directly ksi currency ko weak ya strength nahe karti. balky ya different event ka effect show karti . or mery khyal main economic events hi hoty hai jo ksi currency ko mazbot ay kamzoor karty . agr aik mulk ki economic mazboot hai to us currency b mazboot ho gi.

    Leave a comment:


  • frforex
    replied
    g han forex bhe country ke currncy ko strong ya weak kerti hey kyun keh forex mian bohat zyada investmenbt ke hoie hey logon ney is liey sirf forex ke wja sey bhe her mulk ke currncy peh bohat gehra aser perta hey aur sath sat hus ki ecnomic peh beh gehra aser hota hey forex bhe wesey us country keh halat peh us ki currncy mian move kerti hey

    Leave a comment:


  • shaukat19
    replied
    Mein forex mein new hon or is bary mein muje nahi pata tha and logo ki comment's read kr k kafi kuch sekne ko mila he k broker's currecy ko buy karti he sell karti he or exactra

    Leave a comment:


  • shaikho
    replied
    اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
    forex trading har country ki currency ko strenghten ya weak krti hai , jb market me brokers ek currency ko buy krty hen to ec se us currency ki value bharti hai aur ec se wo currency strengthen hoti hai .
    jee han bilkul forex market ka kisi bhi country ki currency par aik effect hota hai aur yeh kisi bhi mulk ki currency ki value ko kamzorr ya mazboot karti hai.

    Leave a comment:


  • miles
    replied
    Bilkul theek kaha hay aap nay or isi rule ko dekhty huwey hum sub trading ker rhey hotey hen or yeh he cheez ya logic hamey profits earn kerny mer madad kerti hey ya losses incur kernay mey.

    Leave a comment:


  • ansar77
    replied
    yeh bhi kaha ja sakta hai laikin mere khayal mai aik country ki economy us ki currency ko strong aur weak karti hai aur alternatively phir us ki waja se us currency ka pair strong aur weak huta hai

    Leave a comment:


  • alizai
    replied
    Asal main yeh ek trading business hai aur lazmi baat hai k over is ka impact bhi parta hai market per chahy wo currency ki ho ya phr metal ki ya oil ki forex trading main aisa hota hai k international market par iska asar lazmi hota hai aur rates up down hoty rehty hain kyonk influence bhi hota hai.

    Leave a comment:


  • shehabb
    replied
    trade on the currency not easy dear and not hard in same time but you must know the learning can only help you
    and time out and enter is good for you in this step and will help you too

    Leave a comment:


  • qasim2014
    replied
    i agree mostly currencies are up and down through brokers. when brokers buy the currency then currency rate is up when they sell currencies than currency value is down. same like in shares, mostly share holder sale shares, fr khud he value down kr ky fr sy khreed lety hn.

    Leave a comment:


  • m irfan
    replied
    Bhaie currencies ki strengthen kay baare main aap say kuxh nahin kaeh sakta hun kyun kay main is chhez kay baare main ziada details se jaanta nahin hun to main aap ko bata nahin sakta hun to sorry my dear brother

    Leave a comment:


  • Adnan Zaheer
    replied
    Strengthening currency sy murad k jo value ya leverage k hisab sy sb sy best ho or in main Forex sab sy best hy, Forex bht popular hy or bht use ho rha hy.

    Leave a comment:


  • Ziddi munda
    replied
    ye aap nay achi baat ki hai lekin mjhay abhi tak samjh nahi ae hai k pakistani rs ka kisi currency k sath pair ku nahi hai ku k pakistani rs b ek achi currency hai hame chahye k isay b add kya jae.

    Leave a comment:


  • zony1234567891
    replied
    je han forex main corrency ko weak kiya jata hai. ais main hath brokers ka hota hai. broker hi currency sell aur buy karta tab ain ki value kam yah ziyada hoti hai.

    Leave a comment:


  • funnybunny
    نے ایک موضوع شروع کیا strengthening of currency

    strengthening of currency

    forex trading har country ki currency ko strenghten ya weak krti hai , jb market me brokers ek currency ko buy krty hen to ec se us currency ki value bharti hai aur ec se wo currency strengthen hoti hai .

اب آن لائن

Working...
X