strengthening of currency

No announcement yet.
`
X
 
  • فلٹر
  • مینو
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts

  • aarzuaarzu
    replied
    aap nay achi baat ki hai lekin mjhay abhi tak samjh nahi ae hai k pakistani rs ka kisi currency k sath pair ku nahi hai ku k pakistani rs b ek achi currency hai hame chahye k isay b add kya jae.

    Leave a comment:


  • qureshi78601
    replied
    Agar market me buyer ziyada aa jaen to currency ki value automatic up ho jati he phir market me seller aana shuru hote hen aur wo us currency ko sell karna shuru karte hen jis se us currency ki value kam hone lagti he lekin hamesha aesa nhi hota.

    Leave a comment:


  • rana52
    replied
    brother icka to mujhy zaida nahi pata kyun k mane zaida gold pay kaam kia ha or na he mujhy icky bare me zaida pata ha forex ak bohat he acha business ha.

    Leave a comment:


  • shahrukh95
    replied
    ji han mre b hai jb b brokers koi b currency ko purchase krta hy na to uski value barh jati hy mre bhai aur jb b koi broker sale krta hy mre bhai to uski valur down hojati hy qk yhn p sb log brokers k oppr hi chal rhy hn hn hqk brookers ko ziada pta hta hy mre bhai

    Leave a comment:


  • aqeel1234567
    replied
    اصل پيغام ارسال کردہ از: zony1234567891 پيغام ديکھيے
    je han forex main corrency ko weak kiya jata hai. ais main hath brokers ka hota hai. broker hi currency sell aur buy karta tab ain ki value kam yah ziyada hoti hai.
    Bhai jaan ye baat to theek hai ke forex me currency bharti aur weak hoti hai magar mujhe is baare me nahi pata ke currency ko kon up and down karta hai broker karta hai ya phir koi aur....

    Leave a comment:


  • erumabbasi
    replied
    bilkul forex mein esa he hota hai jub buhat se log kisi bhe currency mein buy yeah sell keringey to zaher ciibaat hai wo weak yeah strong to hogee esliye eske value mein farq perta hai lakin akser market trend against bhe chala jata hai jo hum expect nahee ker rahe hote

    Leave a comment:


  • Qaiser4u007
    replied
    kisi bhi mulk Main hallat ya kisi mulk ki Economics say mutalik koi negative Data Aye tu us mulk ki currency par zyada asar parta hai or rahi Sahi kasar hum jaisay traders nikal detay hain

    Leave a comment:


  • Fana jeee
    replied
    Oh my friend forex trading ka is business mai currency ki strengthening bohat important ha because agar app ka pass strong currency ha to app ko trading main zayada investment nai karna pare gi so app aik small investment say app trading start kar saty ho.

    Leave a comment:


  • AwaisShahid
    replied
    main ye kehna chahta hn k is main forex ka koi kasur nahi hai kion k curruncy brokers buy kartay hain or wahi sell kartay hain to market main currency ki value brokers ki approch par depend karti hai

    Leave a comment:


  • khawja
    replied
    yes brother you say right and I agree with you, her us currency pair ki value straighten ho gi jis main jitni zada circulation ho gi yeah circulation demand and supply kay asulon pay based kerti hain so is ka sab depend trader kay pattern say hota hain kay kon see currency strengthen hay.

    Leave a comment:


  • iphone
    replied
    forex main jab bahut sari trades aik taraf lagti hain to money ka rate high hota jata hai.

    Leave a comment:


  • ameer1
    replied
    meray bhai jaaqn mein tou yehi samjhat hoon k jab bhi koi currency ziyada strong hoti hai yah phir week hoti hai tou hi market ziyada move kerti hai werna market stable hi rehti hai aur move nahi hoti hai.

    Leave a comment:


  • iphone
    replied
    currency ki ahmiyat us mulk ki maeshat par bhi hoti hai aur trading main bhi currency par bahut faida hota hai q k is ki qadar main utar charao ata rehta hai.

    Leave a comment:


  • ismail
    replied
    mere piyare bhai es ka to mue koi khas elam nahi hai ke ek piar kio aue kis waja se strong hota hai . liken muje to ye sara mamla news ka lagta hai agar ek pair ke news positive ate hai to wo os waa se strong ban jata hai .

    Leave a comment:


  • Mehar
    replied
    bilkul g jab market main kisi cheez ko sell ya buy kya jata hey to isi say us cheez ke us currency pair ke value kam ya ziyada ho jati hey or isi trah say forex market main trading chalti rehti hey..

    Leave a comment:

اب آن لائن

Working...
X