strengthening of currency

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    currency ki strength say moka milta hai or ko buy or sell krna is kay sath wali currency ko kun kay isi tara say market main price up or down hoti rehti hai isi ko maloom krna or isi kay sath teek waqt main order ko open krna trading hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      aap nay boht ache knowlged dee ha is ma hum ko boht koch seeknay ko mila ha majay is kay bary ma kio knowlged nhe tahe our aap nay humari madat ki ha is kay bary ma hum ko is ki knowlged hasil ho ge ha
      • #258 Collapse

        aap nay is ma apnay experinec ko saher ka ha is ma expert ko cahay kay apnay experinec ko saher kary our is sa new trader ko be knowlged hasil hote ha our ow is ma kamyb honay ki kossh karty ha
        • #259 Collapse

          Bilkul g ap ny theek kaha hy k agar hm kisi bi mulk ki currency ko buy karain gy to automatically wo mulk ki currency mazboot ho gi aur sell karain gy to MATLAB us mulk ki currency down jay gi us sy mulk ka nuqsan hota hy
          • #260 Collapse

            Kisi bhe currency ki up down movement broker krty agar buy zida ho toy wo down kr dety hain aur ye currency ke strength hoti hu agar up jye tou strength me izafa ho jata hy
            • #261 Collapse

              G nahi brother, brokers ki waja se currency weak ya strong nahi hoti. Currency ki value ki bhi country ki economic situation aur dusray countries kay sath trading se mutaasir hoti ha, jis ko analyse kar kay forex trading ki jati ha.
              • #262 Collapse

                Dear forex mai boht c currencies hain jin pe ap kam kar k boht acha faida hasl kar skte ho... currencies mai ap agar major currency ko pic karain gain tu wo ap k liye zyda fadia mand sabit ho sktii hain,..
                 
                • #263 Collapse

                  hamain is main trade karny say pahly is k bary main experience hasil karna ho ga aur jis pair main trade karni hoti hai is k bary main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karein gay aur market main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho saky aur market main planing kar k hi trade karni ho gi tba hi hum achi trade karein gay
                  • #264 Collapse

                    mery pyary bhai jan har bandy ka apna knowledge aur apni thinking hoti h. brokers k currency ko buy karny sy currency strengthen ni hoti but us mulk ke muashi mazbooti sy wo currency mazboot hoti h. us mulk ke security ke surat e haal , siasi surat e haal ka bhi boht amal dakhal hota h currency ko mazboot karny mn.
                    • #265 Collapse

                      dear forex mai boht se pairs hain jin pe kam kar k ap acha faida hasil kar skte ho agar ap mehnat se kam karo gy tu ap ko behtreen faida ho ga aur sath sath ap acha reward b hasil kar skte ho lehaza ap mehnat karo....
                       
                      • #266 Collapse

                        curanci kuch percent hamary buy krny sy bvhi barh rhi hgoti hy dosri trf country ki apniu waja y bhi us my changing ho rhi hoti hy our jis trha ham aytk country ki caranci buy krty hy to us ki balue barh jati hy usi tra jab ham kisi ko sell krtyhy to us ki kam ho jati hy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #267 Collapse

                          jis pair main trade karni hoti hai is k bary main experience hasil kar k hi hum sucess hon gay aur market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur currency ko learn kar k hi hum sucess hon gay aur market main trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main rules ko follow kar k hi hum sucess hon gay aur market main proft hasil karein gay
                          • #268 Collapse

                            agar hum currency ki strenght ko daikhty huwy market main enter ho kar trade karen gay to humari trading kafi achi ho sakti hay so humay chahiey keh sath main market ka theak say analysis karen kyun keh analysis kar kay he hum achi trade market say pick kar sakty hay aur humay market main jald bazi bhi nahi karna chahiey jald bazi na karen
                            • #269 Collapse

                              curreny ko lay kar hum market main kam kar sakty hain agr humain success hhasil karna hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga kyu curecy pairs main kam karna humary liye kafi sai rhta hay jis say ye hota hay huamin order kp place kar kay kam karnay main acha profit ho sakta hay market ii movment ko hum read kar sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Yes currency ke taqat boht zaruri hy aur ye aik aam si bat hy k agar koi currency hy jis py broker ziada trading karty hain tou uski demand barh jati hy jo us currency ko strenght karti hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X