strengthening of currency

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    currency ki strength us country ki financial condition par depend karti ha aur currency ki strength us k intrest rates se strong hoti ha ya weakness hoti ha intrest rates ka decission central bank karta ha aur monitary policy bi announce karta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      Forex buznees min hum ko jo carunci pair mile hyn mere bahi ye sabhi buhat hi zyda best hyn is min sab se zyda best pair hy to woh hy gold is min trefing karne ke lie zyda se zyda balanc hona cahye
      • #213 Collapse

        mujhe yeh nahi pata tha ke broker ke buy ya sell karne se currency weak ya strong hoti hai me samajhta tha ke market me jo bare bare banks se rate aa rahe hote hain or mulkon ki apni situations ke through he low and high impact currencies per aa rahe hote hain .
        • #214 Collapse

          Forex treading basically chalti he aise formula pa k aike currency ko week hona phrta hy or aike ko strong tb e market ma up down move aaty hain ,,otherwise market side move ma kuch b nae hoti ,,currency week ya strong hony ma buth c reason hoti hain like,,,currency ke interest ratio ,,house sell rate Monterey policies of bank ,,political situation,,, impimported export ,,ys chize currency ko strong or week krti hain
          • #215 Collapse

            currency ki strength kay baray me bi achi taraha say information ko rekh kay trade ko karna bi aik bohat h zarori hota hai achi taraha say apko dekh kay market me kay konsi currency strong hai aur konsi weak hai
            • #216 Collapse

              forex market men currency ki strength aur weakness ko us country ka central bank monitor karta ha agar central bank intrest rates ko increase karta ha to currency ki value up ho jati ha aur agar intrest rates kam hon to currency weak ho jati ha.
              • #217 Collapse

                forex market men jin countries ki currencies ko tyrade kiya jata ha us ko weak ya strong karny men us country k central bank ka hath hota ha forex market ki to us ko weak ya strong nhe karti ha q k yeh to just view dy rhe hoti ha
                • #218 Collapse

                  Jab kisi currency ki value barh jati hy to is ka matlab hy keh aap ko buy krna parta hy aur jab kisi currency ki value down ho rahi ho rahi hy to is ka matlab hy keh aap ko sell karna parta hy. Kisi country ki currency us ki economy par depend karti hy. Currency ka strong honey ka matlab hy keh country ki economy mazboot ho rahi hy.
                  • #219 Collapse

                    Gee han main apny money ko forex main trading ker ky apny income ko increase ker sakta hun forex aik best platform hai jo mujhy yeah maoqa deta hai ky main apni raqam ko is main invest ker ky trade kerun aur apny raqam ko increase ker sakta hun isky liay mujhy bus thori mehnat karna ho gi
                    • #220 Collapse

                      Yes easa bhe hota hy jab zeada traders aik he currency ko buy ya sell kerty hain to pher he wo week ya strong hoti hy our second wo apni news ki wja say strong ya week hoti hy
                      • #221 Collapse

                        jab bi kisi mulk ki currency hemyt ekhter krti hy to oski value bhr jati hy matlb wo currency buy hoti hy aur ise market up tren d mn move krti hy jis es up trend banta hy aur wo kisi khas level tak ese hi jati hy
                        • #222 Collapse

                          currency ki aik dosray kay sath strenght ko ih market ki movemnet ka name diya jat hai agar market ki movemnet best say best ho rahi hai tu apko market me honay wali maarket ki strenght ka bi achi taraha say andaza hona chaiy
                          • #223 Collapse

                            currency ko use karna hota hay is main hard work kar kay practice kar kay trade main kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho sakay magr humain pair ka use karna ho ga
                            • #224 Collapse

                              G bhai Forex market kisi country ki currency ko up ya down karnai my bahut aham kerdar ada karta hai forex may agr kisi currency kay lai buyers zayada hojatai hai tu us country ki currency be higher ho jatjati hai aor sell say down hojati hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                jis market main trade ko krna hai is k liay hum nay is pair main is currency ki strenght ko note krna hai kun k is say ik tara ka kafi best idea hota hai k kaam ko kis tara say kr saqty hain tabi ye kaam hum k liay profit laita hai
                                I LOVE PAK FORUM

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X