don't be so greedy in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes dear forex k kam main lalch ko dur phenkna parta hia warna ham kamyab ni hon gy . insan pe lalach bhot jald asar krti hai hamen tahamal aur sabr se aur thora thora bhot k moto pe amal krna chahye apni success k liye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex trading ma greed nai karne chayhe kyu greed karna se aksar loss hojata ha ..trading karte waqt apne emotions ko control karne chayhe aur target set karna chayhe ta k us k mutabeq trading kar saken..
      • #33 Collapse

        dear greed is always bad to hamain ksi b jaga per greed nahe krana ho ga . hamain chaihain k her time apny risk or money management ki limit main rahy or kabi b us limit se bahir na jain or lalach na karin to ham zaroor kamyab ho gay
        • #34 Collapse

          G ap ne theek kaha hy k agr hum forex trading mein lalach karen gay tu hum forex trading mein kaamzab trader nhi ban sakty aur forex trading mein profit earn nhi kar sakty kiok forex trading mein lalach se profit k sath ap ka account bhi wash ho sakta hy aur ho bhi jata hy
          • #35 Collapse

            yea it is true because when we will have patience then we can have the success and it is also a very important we need because if anything goes wrontg then we can handle it an will have paience which can make us successful.
             
            • #36 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hm kafi loss ho skata ha isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi kiaa kareen kabhi bhi
              • #37 Collapse

                Hamain utna hi greedy hona chaheye jitna hum forex ko samjhtey hain. Jab hum market ko nahi samjh rahay aur ziada profit ka lalach kar rahay hain to is sey nuqsan honey key chances barh saktey hain. Greed krney sey insan jahan acha profit bana leta hy, wahan is sey double loss karwa bethta hy. Is leye patience sub sey behtar hota hy.
                • #38 Collapse

                  Gee mery bhai ap ki baat theak hai k apo es market mai greedy na kray ap jb bhe es market mai kamkray tou ap forex market mai trend ko follow kr ky kam kray gy tou ap ko kamyabi ho gy.
                  • #39 Collapse

                    ji bilkul sahi khe rahey hy app humein chayein ky hum yahan par kabhi bhi greedy nhi ho jabhi hum yahan par kamiyab ho paye gy janab lehaza mehnat kartey rahey yahan par agr app ny yahan par kamiyabi ko hasil karna hy tou kyun ky jo mehnat karey ga kamiyab wohi ho ga
                    • #40 Collapse

                      Ap ki baat theak hai k hum ko forex market mai bohat zada greedy nahi hona. kyu k greedy honay ki waja say ap forex market mai success full earning nahi earn kr sakty. es lye hum ko greedy nahi krna.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        Maen to say agree kerta hoon forex main traders ka sab say bara enemy humera lalauch hai our jab tak hum greed kerna choor nahe dity hain kamyabe mushkil hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X