don't be so greedy in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    don't be so greedy in forex
    agr ap kme forex main kuch ea6rn krna hai tou apko lalach nai krna q k greed se apke hath kuch b nai aye ga...ap soch smjh k phr eaqgning krna ta k apko loss na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear sir ap nay theek kaha hai forex trading main greed nai karni chahy kiounk agar ap forex trading main greed ap karay gay tu kabhi ap ka profit nai ho ga
    • #3 Collapse

      In forex troading, scalping is taking advantoage of currency pair changes over a very short period of time. Tradoaers that scalp usually use high leverage and aiam for less than 10 pips within a few minutes. Scalping is generally considered to be a dangerous
      • #4 Collapse

        g han forex trading mein apk chahiye ek ap is mein kabhi bhi greedy nahi hon aur is mien bohat tareeqe se trading karen warna apko is mien phir loss hoga.
        • #5 Collapse

          han dear forex mein greedy nahi hona hai ye aik acha buiness hai is ko bahut sy loog rk rahy hain ey aik acha buiness hai is ko kisi tim ebhi kia ja skta hai ye aik acha buiness hai is ko koi bhi kr ksta ahai
          • #6 Collapse

            Forex isi leye hota hy keh is sey achi earning ki jaye aur apney leye aik source of income ko talash kia jaye. Lekan is ka yeh matlab nahi hy keh aap aik din main rich ban jayen aur dhero sara money hasil kar lain. Agar aap sabar aur patience key sath chalain gey to aap ko ziada loss bhi nahi ho ga aur apa ko profit bhi hota rahay ga. Greed aap ko tabah kar deti hy.
             
            • #7 Collapse

              g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun ager forex main earning krne hai tu pehly lalach nhe krna chahye or 2sre bat greedy kabhe bhe nhe hona chahye hamesha mind fresh ho kr he trading krne chahye
              • #8 Collapse

                mery dost ek kahawat tou suni hi hogi k lalach buri bala h agar ap yahan ya phr duniya k kisi bhi business mein lalachi hojayengy aur ulty sedhy rasty se profit kamany ki koshish krengy tou mery bhai profit tou ni milny wala is se han ye zarur hoga k apka thk thak nuqsaan hoga
                 
                • #9 Collapse

                  yes dear ap ki baat sahi hai agar ap greed k saharey best earning krna chahte ho to yeh ap ki buht barri khushfehmi ho sakti hai q k jo b traders greed k saharey trading krte hain un mein se aksar ko loss hi hota hai
                  • #10 Collapse

                    jee bilkul ap theek keh rahay hain agr hum Forex trading k is business main greedy ho k kaam hamen bilkul bhi nhn krna chahyie, kynk agr hum lalach karenge jo humen earn bhi kiya hoga wo bhi hamaray hath se chala jayega so hamen greed se bachtay rehna chahyie..
                     
                    • #11 Collapse

                      yes you are right forex trading main greed hamen bhot loss deti hai is se bachna hai tu phir ham sahi earn kr skty hain warna ye hamen bhot preshan rakhti hai such kahty hain greed is curse
                       
                      • #12 Collapse

                        g han lalach hi forex me profit ka dushman hay es me agar ham greed na kia karen to mery khayal me hamy kabi b loss b nahi ho ga or profit hi profit ham earn kia karen gey
                        • #13 Collapse

                          Greedy trader never get success in girex and it is true so humean forex aik jamyaab trader babay k keay hard work kerna ho ga tab he hum aik jamyaab trader ban pwen gy
                          • #14 Collapse

                            yes it is true because when we will be greedy then we will have l9ss and it is also very dangerous to have loss because when we will still have,loss then we can loose our account.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Lalach buri bala hy aur jo koi greedy hota hy, woh apna pehlay wala profit bhi zaya kar deta hy. Hamain sirf itna sochna hy keh aik suitable income aap ko hasil ho jaye lekan agar aap yeh sochain gey keh main aik din main rich ban jayoon to yeh aap ka sub sey wrong faisla ho ga. Hamain patience key sath agey barhna hy aur ziada lalach sey kam nahi lekan. Yeh business jahan profit deta hy wahan loss bhi usi hisab sey deta hy.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X