greed an enemy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    yes dear mare khial main hr order k sath take proft lazmi he take profit k baghir admi ziada lalich main aa jata he aur laich waise bhi insan ko nuqsan he deta he to ainda ahed kr kr lain keh hm take profit zaroor lagain ge .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      forex tradeing me greedy pan hamin profit deny ki bajay loss ki tarf ly jati hy is liy hamin chahiey kih ham tradeing me greedy na hoon or yeh baat bhi bilkul theek hy kih hamin take profit ka istimal kar ky ham loss sy bach sakty hain
      • #123 Collapse

        yess dear iss forex trading ke plate forem mian hamaara sab se barra enemy jo hai wo hai greeed . issi greeed ki wajaa se hum apna losss karte hia zyaada se zzyaada loss select kar ke aur jub market down hoti hai to hamen loss hota hai
        • #124 Collapse

          ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay ke forex me aap ko lalach nahi karni chahiye agar aap lalach karo gay to aap ka loss ho jaye ga is lye aap ko chahiye ke shuru me kam profit set karay our jab aap satisfay ho jao phir aap zayada profit karsaktay hay mare khayal me aap ko take profit our stop loss dono kagana chahiye take aap ka zayada loss naho.
          • #125 Collapse

            salam dosto,greed bht buri cheez ha q ka ya insan ma jab ati ah to insan kam n ai sirf paisa to tarjeeh dyta ha or trade ma to har log hoty ha jo avcha karta h ato dosry usy chorty nai ha.
               
            • #126 Collapse

              g han ap ne bhot he achi bat shair ke ha hum sub k sath. g han agr ap greed ko madenazar nahan rkhyn ge to ap ko loss zror a skta ha or ap waqi man bhot nechy a skty han.
              • #127 Collapse

                apki bat sahe hay forex trading mai greed karnay say boht nuqsan ho sakta hay forex trading mai apna profit market trends kay mutabik he rakhna chahye aur zyada ka lalich nahe karna chahye warna profit loose mai bhi badal sakta hay
                • #128 Collapse

                  Indeed it really is legitimate which hpye would be the largest opposing forces of a single. With fx trading anybody can be whitened laundered on account of hpye. in the event 1 earns revenue he then has hpye you need to a big lots of his / her funds and thus they find finish burning and they're going to certainly not have the ability to steady much more.
                  • #129 Collapse

                    bhai i think so that k forex mein jo bhi greedy hota hain un ko forex mein bhut ziada loss ho jata hai kyun k un ki thinking ya hoti hai k wo forex mein aik dam se earning karna chata hain. forex mein agar koi greedy thinking la kar ata hai tu wo forex se bhut juldi out ho jata hai.
                    • #130 Collapse

                      Salam friends, :rolleyes: Per sure greed is an enemy of forex traders. If you want to be successful here and want's to be professional here than you should avoid greed and besides this you should also avoid shortcuts. You should have patience on low profit and have control on your emotions.
                      • #131 Collapse

                        jnab is may koi shak nahe k lalich aik burri bala hay is say bachna chaiya specially forex trade may jab earning karty han to us wakt zyada profit hasil karny k lalich may ham loss kar baithty han aur apna bonus waste kar laity han agr aap nay greed karni hay to zyada experience gain karny ke karni chaiya
                        • #132 Collapse

                          saa meri rai maa greed hama raa enemy haa or hama iss saa bacnaa hain or agar ham iss naa bacaa haa or yai hama loss bhe daa ti haa or hama iss saa bacna hai or iss tara ham akge good trader ban shak taa haa
                          • #133 Collapse

                            Yes right greed is a bad enemy in the forex trading business, if we are not success to control the greed then we have to face the loss and some time it makes us loser, so we need to control the greed first then try to make the relax and active mind trading for getting the success.
                            • #134 Collapse

                              assalam u alikum jesai k ap sab ne suna hoga lalach aik buri balah hai woh q kahtai hai kabhi socha hai hum nai islyai k jab lach hoti hai hum shorcut ka rasna pakaertai hai jo hamarai lyai aik gharha hota hai jo hum lalach k nam per apne apko nuqsaan main dalker us gharai main phaik daite hain...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                main ssmjhta hoon ke greed karne se ap experience kam ho jata hai aur wo aise ke ap greed main bht sari trades ko open karte hain ya ap big lot se trade ko open karte hain aur wo trade ap ki loss main chalti hain then jis 2nd pair main ap ko profit hone wala hota hai ap os main koi trade open nahi kar sakte

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X