greed an enemy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    yes mein ap k sath agree karta hun i smein hum ko loss hota hy ager hum is ko karty hen to greed forex trading mein achi nahi hoti hy hum ko trading mein is y door hi rehna chahye kio k ye aikdushman hy jo kisi ka sath nahi deti hy to hum ko greed nahi karni chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Jab kabi ap ko ap ko forex trading main bohat zayada prfit mil raha hota hai to ap is main greedy ho jatey hen jis ki waja se ap ko loss ka saamna karna par sakta hai .ap ko forex main greedy nhi hona chahey or over trading se bachna chahey tab hi ap good earning k kabil ho saktey hen.
      • #108 Collapse

        dear greed ke to bahot se topic hai . agar koi trader entopic se faida nahi otta sakta hai to wo kabi profit nahi kar sakta hai . greedy trader apna balance aksar ek din me kota hai . greed esa chewz hai jo hame ya to ek din me ameee banata hai ya ek dinme ghareeb,
        • #109 Collapse

          hamain ksii bhi kam mai lalich nahi lana chaie kion ke lalich kam ko kharab kar deti hai hum insta account par apni income ke zarie trading karte hain aur jo profit hasill hpota hai wo hmara real profit hai
          • #110 Collapse

            greed humari investment aur humaray profit ka sub se bada dushman hai islye main ap se ye kaho gee ap iss dushman se jitna ziada buch sktay ho ap ko buchna chahye kyun kay ye ap ka account nil bhi kar skta hai
            • #111 Collapse

              my dear friend . lalch ek esa cheez hai jis na abi tak na kes eko faida dia hai aur na faida dega . to phir kio trader forex me lalch karte hai . jo koi bee without greed trading karega . wo sab se best trader hoga , kio ke greed hame har qadam par lost deta hai .
              • #112 Collapse

                lalch har kise ko ati ha ya he aik laalch jo logoo ky pechy ajati ha but ap sub sy kehna chaho ga ap lalch sy zaroor bachen taaky ap ache earn kr sky
                • #113 Collapse

                  greed se ham ko bachna chye ye hamry profit ka sub se bada dosman he agr ham trading ke doran greedy me party hen to ham ko forex se profit nhi ho sakta he or boht se loss ka sekar ban sakty hen ham log.
                  • #114 Collapse

                    yeh belkul ap ney sahi kaha greed ap ne bohat bardi dosman hai is sey door he rahey to best hai warna bohat loss me jaye gey me bhe start me bohat greed ke lakin ap greed se door he ho aur result bhe acha a raha hai..
                    • #115 Collapse

                      basak is ko bhi sak na hi hai ki forex busienss main greed ek bohut hi buri bala hai . app agar forex busienss main greed ko control na hi kar sakta hai to app ko forex busienss main mabhi bhi profit na hi kar sakta hai so app greed ko control kare.
                      • #116 Collapse

                        ge han janab lalach wese bhe bori bala he our forex me lalach ka bohat amal dakhal he but jo lag lalach se bach k trading karte hen woh na sirf kamyab hote hen balk woh bohat koch hasil b karte hen so lalach se pak bussness karen Allah barkat dale ga
                        • #117 Collapse

                          that's very right that forex is a enemy of forex and i think we are here to earn money and money can come to us and i think if we remove greed from our trade then i think we can earn money and the more we trade with greed the more we are here to earn money but with hard work and hard work is the main thing which we need to do here and then we can earn money but with hard work and i think we can earn money
                          • #118 Collapse

                            greed aik asi cheez hai jo aer khoe expert tarder be kere tu wo be apna loss ker dy is lie greed ko avoid kero sab ye lsos ke he waja banti hai himah kabi kabi profit ho jata hai but zayda ter loss he ho ga is ke waja sy
                             
                            • #119 Collapse

                              greed extully natural feeling hai ek tarder ka andar but agar hum greed ko kahtam nhi karain ga tu hum kabhi bhi Forex trading main successful profitable trader nhi ban skain gay . greed bhout bara dushman ha humra success ka liya .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                lalch aik boht buri cheez hy dunai ka koi bibusiness ho us mein lalch sai nai hota hy aur forex mein greed ess trh hy jis trh sugar k patient k liy cheeny hoti hy. ess liy hmesha TP aur Sl lga kr kaam krna chahiy ess sy trade confrom hot ahy aur ap loss sy bch jaty hein. kamyab trader always stop loss k sath kaam krty hein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X