greed an enemy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
    forex trading me greed boht buri cheez hai ,, ya ap ko asman se zamin per gira dati hai biht se log jb trading krty hen to take profit ko ni use krty jis ki waja se jahan unhen profit hona hota hai wahan unhen loss ho jata hai ..
    g bahi greed bht bori cheez hy isy hummy forex main bilkul bhi ni use krni chaye is sy hummy loss ho sakta hy or hummy aik bht acha business milla hy forex is main hum aram sy kam kry to hum is sy bht kch hasil kr sakty hy jo hummy koi or business ni dy sakta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      Yes, greed is really the enemy of the traders. The trader must abolished it to trade in a proper way to became a healthy & wealthy trader of the Forex market.
      • #768 Collapse

        app ne sahe kaha hai forex trading main greed use karne say hum ko loss hosakta hai forex trading main greed aik big habit hai so hum ko chahiya kai forex trading karte wat greed ko proper control kar kai trading karain.
        • #769 Collapse

          Lalach har trader ki bohat badi dushman hay humay lalach nahi karna chahiey kyun keh lalach ki waja say hum kam profit ko bhi loss kar lety hay so humay es baat ka dhyan rakhna chahiey.
          • #770 Collapse

            laalch tu wesay bhi bohut hi buri cheez hain mager kia kerain foreex trading main na chahtay howay bhi aksar aokaat greed ka factor a hi jata hain so is ko hatana bohut hi zaroori hota hain apnay emotions ko control kerna perta hain
            • #771 Collapse

              Greed to mere khayal se har business mai nuqsan de hoti hia aur forex ko to sub jante hai ke bohat hi risky business hai aur jo apne bat ke hai ke take profit nahi lagate hai yeh bhi theek hia magar mere bhai take profit ke sath sath humhe stop loss bhi zaror lagana chaiye take humhe loss bhi kam se kam ho.
                 
              • #772 Collapse

                hamen trading me kbi greed nhe karni chaiye or jo b trading me greed se bachta h to wphe loss se bachta h trading me usy ziyada loss nhe hota trading me hum greed ki waja kamiyab nhe ho paty.
                • #773 Collapse

                  g dosto lalch buri bala he lkin hamy apny fusnes me profit ka lalch to hota he lkin zyda lalach hmay nuqsan ki trf le jata he is ley zyda lalach ki bajay apni mhnt pr fox krna chahye q k mhnat ka phal meetah hota he jitni zyda mhnt ho gi utni zyda earning
                  • #774 Collapse

                    g han bhai jan ap ne bilkul theek kaha hai mai ap ki baat se sehmat hun kiun k greed aik aisi cheez hai jo trading mn humain humashan loss hi deti hai
                    • #775 Collapse

                      greed kise bhe trader ko bhot lose day sakti hai bcoz tub wo just profit he expect kara hota hai and market meh apna sara bonus invest kar daita hai or bina sochy trade karta jata hai jo kay lose ka baees banta hai so be care full
                      • #776 Collapse

                        je haan forex mein greedy aur jaldbazi karnay walay ku loose he loose hota hai es mein successful wohi hotay hain ju es mein mind se kaam karay es mein kosis kary jaldbazi na kaay ap k liye better ho ga
                         
                        • #777 Collapse

                          forex mein greedy aur jaldbazi karnay walay ku loose he loose hota hai es mein faeda un loogon ku ziyada hota hai ju es mein cool mind rahay aur es mein kosis kary cool mind rahay
                           
                          • #778 Collapse

                            ya ap ko asman se zamin per gira dati hai biht se log jb trading krty hen to take profit ko ni use krty jis ki waja se jahan unhen profit hona hota hai wahan unhen loss ho jata hai ..
                            • #779 Collapse

                              forex mein aap jitni zyada lalach kerein ge apko utna he zyada loss hobe ka darr hai qk forex mein greed aur lalachbhe loss ki dushmab hai so avoid greed always
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                Haan jee mery dost men aap ki baat sy totally agree krta hu ky greed insan ki sab sa bari enemy ha opr khas to pa trade ma tu ya bht hoti ha lekin ak achi knowlegde wala kbi greed nai kary ga wo mehnat sa kam kary ga or jo log greed karty ha apny ap pa bht garor karty ha to wo loss ma h jaty ha kbi kamyab nai hoty to bhai greed nai karni chahye or hamy bardhast sa kam lyna chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X