greed an enemy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    Haan yaar sab se bara hamara dushman hamare greed hi hota hai jo hume asmaan se zameen par le kar ajaata hai hum agar gredd karte hain to hum piche hote chale jaate hain kaamyaabi se ddor ho jaate hain....
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      yes i m agreed with you but if you have enough knowledge about the forex trading market and have enough experience about the forex trading market hten u can make a lot of money with greed also ...
      • #273 Collapse

        Asslam O Alaikum han gee lalach forex main trader ka sab say barrda dushman hai or bohat say log lalach he ki waja say failure ka shakaar hotay hain toh har trader ko chahye kay woh greed say avoid karay
         
        • #274 Collapse

          forex trading me greed boht buri cheez hai ,, ya ap ko asman se zamin per gira dati hai biht se log jb trading krty hen to take profit ko ni use krty jis ki waja se jahan unhen profit hona hota hai wahan unhen loss ho jata hai .. /////
          • #275 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: jamil پيغام ديکھيے
            dear ye baat to trading me 100 5 theek ha k trader ka berha enemy greed hi ha ore jo trader is greed se bech ker trading kerta ha wo kabi ziaada loss nai kerta .hum is greed kimweja se beha volum use kertay han ofre agr market opposit move kr jaaey to boht loss ho jata ha
            Jee haan sahi baat hai yaar lekin hum greed se itni asaani se nahi bach sakte kiyo ke greed hamare sath rehta hai aur jab hum thora sa earn kar lete hain to ham forn greed me ajaate hain hume esa nahi karna chayye hume apne greed ko conrtrol karna chayye.....
             
            • #276 Collapse

              greed insaan ka dushman hota hy ye siraf forex main he nahen balkey dunya ki har filed main aisa hota hy key insaamn jab bhe laalach karta hy wo phas jaata hy is leiy kabhi bhe laalach nahen karna chaheiy aur jitna profit miley us pe iktifa karna chaheiy ta ziada loss na ho
              • #277 Collapse

                my dear greed ek bohat buri cheez hai agar tarde kartey huwe app greed say nai bachey gey to app ko forex market mein loss honey kay bohat zeyada chance ho saktey hain my dear greed ek bohat buri laluch hai humein chahiye kay jab bhi insta forex par tarde karey without laluch tarde karey aur micro lot size say hi karey tab hi daily sucessfull profit earning kar sakey gey i like it insta forex online trade bussiness
                • #278 Collapse

                  jee brother aap ne bilkul theek mein aap ki is baat se bilkul mutafiq hoon k greed insaan ki sab se bara enemy hy .insaan lalach mein gir kr loss pe loss krta hy
                   
                  • #279 Collapse

                    forex trading mai greed hi aik aisi cheez hai jo app ko bauhut nuqsan daiti hai.......jo log sabr kartay hain aur greed nhn kartay qudrat unki madad karti hai aur jo greed mai ajatay hai woooh nuqsan uthatay hain.
                    • #280 Collapse

                      [B]Bhai yeh baat to sach hai kay jo apne kahi hai kay greed an enemy wali baat kyun kay yeh lalach hi hai jo hamain andha kar deti hai aur hamain siwae ziada kay kuch nahin dekhta agar hum apni trades ko dhiyan se karen analysis kay sath aur stop loss aur take profit ko use karen to hum is greed se chutkara pa sakte hai.
                      • #281 Collapse

                        Forex trading ma lalach ki koi gunjaish nahi hoti iss treh aap zyada ke lalach ma Aa kr apna sara kuch waste kr dete hai forex trading se thora thora kr k earn krein jitna ap asani se manage kr sko
                        Islamic Books Blogging Tips
                        • #282 Collapse

                          Dear Greed is a real enemy in the forex trading . During the for forex trading care must be taking and away from the greed is given you a profit in the during, A cause in the forex trading loss is greed, Very many trader get the loss in the trading to to their greed in the forex during the trading .
                          • #283 Collapse

                            greed sub ka enemy hota hai islye humain chahye kay greed ko avoid karain ager hum greed ko avoid nahi karian gay toh humara sara account nil ho skta hai aur humari sari investment ruin ho skti hai islye humain greed ko avoid karna chahye
                            • #284 Collapse

                              ji haan bilkul isi trah he keh greed kafi nuqsan deh hy lekin mairy khial main jo purany trader hain woh sirf risk laety hain aur greed nhi krty risk main to phir kabhi loss aur kabhi profit donoo sath sath hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                g han ye bat to hai forex pa ager ap trading kerta howa greed keroo ga to apki faida ki ummed nahi rakhni chayee aik acha trader kabhi b gred nahi kerta trading ma tabhi usko nuksan bohat kam hota hai jab k new users jo aker tarding ma jab faida hona lagta hai to samjta hain asa hi chalta raha ga or greed ki waja sa sara nuksan kerwa leta hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X