greed an enemy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    jee dostoun greed waqai hamara dushman hay q k itne ache tareeqe say theek tareeqe say agar hum ik kaam karsakte hain to kya zaroorat hay ghalat kaam karne ki .....so greed must be an ennemmy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      greed ek successful trader ka dushman hota hai wo chahta hai ke ye kisi tarah mere kabze me ajaye but us ko exa nhi krna chahye blke honesty se kam krna chahye
      • #423 Collapse

        Assalam-o-Alaiqum, han bilkul lalach tou business me aisa hai k jaisay aag lagadi jae saray samaan me zada k chakkar me sab chala jata hai hamesha bachna chaiye lalach se kam kamana sab gawanay se behtar hai..
        • #424 Collapse

          greed trader ka enemy hota hay. q k is main apko loss hony k chances zyada ho jaaty hain. forex main apko kaam karny ki limit rakhni hoti hay ap aik limit say zyada kaam naheen kar sakty hain forex par lakin greedy hony ki waja say uch loog forex paar kaam zyada kar lyty hain or unhain ultimately loss uthana parta hay or unka acount bhi block ho jata hay.
          • #425 Collapse

            jee han meray bhai ap ki baat bilkul theek hai agar hamain kisi kam main kamyab hona hai to hamain us kam say greed ka element bahr nikalna hoga ksii bhi kam ki tabahi shuru ho jati hai jab us main lalach karna shuru ho jayye so avoid greed as it is a curse
             
            • #426 Collapse

              g han bhai i am agrree with you lalach bohat buri chez ap koi bhi tarde karty hoa lalach na karein ap ko lalach say bahtar hai k apna knowledge increse karein aur lalach say bachein ye na ho lalach karty ho zada earn karne k aur bilkul loss ho jata hai es lia lalach say bachein
              • #427 Collapse

                sir lalach aap ko kahein bhi kamyab nahi hone deti yeh ap ki sab se bari dushman hoti hai q ke is mein aap jitni lalach kerein ge aap ko utna hi nuqsaan hota hai is liye is se door rhe hain aap.
                • #428 Collapse

                  Forex s a risky business so we should control our emotion and greedy to success in Forex. we are greedy and loss our profit reason we need lot of profit but lose all thing the greedy person never make a successful man they are a big loser in the life so don't make greedy in kind of work and business
                  • #429 Collapse

                    Ji han greed bht hi buri hai....greed ki waja se apko hamesha loss hota hai....greed main ap sochte samajhte nahi hain aur sahi decision nahi lete jis ki waja se apko loss hojata hai....
                    • #430 Collapse

                      greed humara buht bara dushman hy...yh sb ko pata hy....lalach ek buri bala hy.....yaha greed kerne walo ko kabhi bhi faida nai milta ulta wo or bhi problems mein phass jata hy...isliye greed s ehumain jitna chahye utna dur rahay takay hum acha earn kerskay n apny sb draems ko pura kerskaya...magar imandari k sth......
                      • #431 Collapse

                        ji han bilkul hamain forex me greed ni krna chahiye q k greed forex me hamara bht bara dushman hai.........greed se focus jzt profit pe hota hai learning pe knowledge pe ni hota isilye loss hojata hai itni knowledge k bad bhi q k wo har waqt profit ka sochtay hain greed ki wajah se.........
                        • #432 Collapse

                          g bilkul thek kaha bhai aap ny forex trading main lalalch bht hi zyada buri cheez hai es ki waja se aap hamesha loss main jaty ho aksar oqaat to aap bari lot use kar lete ho jis ka aap ko baad main bht nuqsaan uthana parta hai
                          • #433 Collapse

                            yes brother.. jis terha life men greed hamain nuqsanat ka samna krwata usi terha forex trading men lalach ki waja se hamain nuqsaanat ka he samna krna perta.. is lie hamain chahieyt k lalach se bachain or jitna ho sakay mehnat or dil laga k trading pe focus karain!
                            • #434 Collapse

                              Yeh baat to aap k apne oper depend kerti hai k aap forex ko kis tarah dekhte hain, aik respectable or genuine business ya phir koi lottery or gambling, traders ki negative soch or greed un ko iss field main loss kerwati hai or is ki waja se wo forex ko blame kerte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                dost forex trading me apka sab se big enemy greed hai or es se avoid kerna cye sab ko ta k successful ho saky to ham ko greed se dor hi rihna chye or kisi ne kaha hai na greed is course .. theek hai hai total ye...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X