greed an enemy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    greed kisi bhi business ma bal k kisi bhi kaam achi nahi hoti, traders ki negative soch or greed un ko iss field main loss kerwati hai or is ki waja se wo forex ko blame kerte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      As a beginner I have gathered some experience through trading with real account. From my experience I can say that beginners should start trading with low volume and set TP/SL closer to the ask price so that the profit/loss whatever may be can be in a reasonable stage. Forex is risky trade, we never to take high risk with a view to earn high profit, which can destroy our all capital within very short time.
       
      • #408 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
        forex trading me greed boht buri cheez hai ,, ya ap ko asman se zamin per gira dati hai biht se log jb trading krty hen to take profit ko ni use krty jis ki waja se jahan unhen profit hona hota hai wahan unhen loss ho jata hai ..
        greed ap ka bhot bara enemy h , ager ap greed nahe karin gy or set patter kay sat apna kaam karin gy to ap acha proift earn kar saty hain ager ap greed karin gy or apny ap ko risk may dalain gy to ap ki loss b ho sakta h
        • #409 Collapse

          G bhai sahi kaaha ap ny forex business minjiss ny bhi lalach ki us sko is smain loss he hota hai q k yeh business boht tough business hai sb sy aur yeh best bhi hai .
          • #410 Collapse

            Take profit na lagana bhi greed ki aik nishani hai kiun kay hum lalach kar bethty hain kay market hamary target se bhi ziada hamari favor me jay gi magar jab market hamary target tak ja kar turn ho jaati hai tu hum pachtaty hain or phir trading me koi bad decision le kar loss kar jaaty hain jab kay humen market se acha khasa profit mil raha tha. So greed ko avoid kar kay normal trading ki jay tu hi behtar hai.
            • #411 Collapse

              Sirf forex trading mein hi nahi balke greed har kaam mein hi buri hoti hai . Jab bhi kisi ke andar greed ajati hai tou usey sirf nuqsaan hi hota hai . Forex trading mein bhi greed bohat deti hai . Humein time pe take profit kar lena chahiye warna humein bohat zyada loss ho sakta hai.
              • #412 Collapse

                ha bro ap ne sahe kaha greed ak bohae bara enemy hai khas toor par forex k busines mai es ka nuksaan ye hai ja be ap ne order lagana ho ta hai tu ap ko greed a jata hai aur ap ki trading galt hojati hai
                • #413 Collapse

                  G han meray bhai hamm forex me knowledge ko istimal kaiy bhagair hamm forex me kuch nh kar sktay hai.... q k hamm agar foex me agay bharna chtay hai to hamee forex me apni knowledge ko utilize karna paray gaa....
                  • #414 Collapse

                    jee bilkul hamen forex trading kerte waqt kabhi greed nahe kerna chahye yeh hamara sab se brra dushman he forex trading men ager kamyaab hona he to lazmi he ke greed jaisi cheez per kaabo pana hoga ..
                     
                    • #415 Collapse

                      Bhai aap ne bilkul thk kaha jb hm trade kr rahe hote hain to hamen hamara nafs kehta hai k zyada trading kr taa k ziyaada profit ho jo k bilkul galat hai isi wajah se bht se log fail ho jaate hain trading main or ise chor dete hain hamen apni kamiyaabi k beech mai greed ko kbhi nahi aane dena chahye ye waqai bht bara dushman hai ..
                      • #416 Collapse

                        Greed ki waja say aksar nuqsan hota hay to is ko agarhum apna dushman hi samjen to ziada behtar hay kion kay jub bi hum koi trade karny lagty hain aur us main humin profit hota hay to more and more kay chakar main aksar loss kar jaty hain janay wali trade ko bhi loss main close kertay hain mere kiyal say tu jitna bhi profit horaha ho faida uta lain aur apni trade ko close kerdena chaiye ha na k wait kertay rehain k zyada faida ho
                        • #417 Collapse

                          greed is bad for all sorts of work we do. we should not develop such passion. i think all the trader are here loose a lot only because of it. so, beware of it guys.happy trading
                           
                          • #418 Collapse

                            guys trading aik aisa kam hai k jahan greed karoo gay toh apna hi nuksaan karoo gay ... greed kki wajha say log apnay do accounts banatay hain aur jis ki wajha say woh apnay kisi b account par tawaja nae day patay aur apnay loss ka samna kartay hain
                            • #419 Collapse

                              Lalach bht hi buri bala hai aur ye waqai aapko kahin ka nai chor ti hai is loye aap ko trade ke doran alne greedy emotions pe qabu rakhna chahiye take aap loss ka shikar na hon
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                g han dost apny bilkul theek kaha.....forex trading main greed bhut hi ziyada buri cheez hai....is say hum apny earn kiya hua profit bhi loss kar daity hain....islye humain kabhi bhi greed nahi karni chahiye......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X