greed an enemy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    Greed se bachna chahiye aap ko SL aur TP zaroor set karne chahiyen. Professional traders in cheezon ka khayal rakhte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      Bhai yeh baat to sach hai kay jo apne kahi hai kay greed an enemy wali baat kyun kay yeh lalach hi hai jo hamain andha kar deti hai aur hamain siwae ziada kay kuch nahin dekhta agar hum apni trades ko dhiyan se karen analysis kay sath aur stop loss aur take profit ko use karen to hum is greed se chutkara pa sakte hain
      • #978 Collapse

        yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey
        • #979 Collapse

          furex trading business hi kia lalach to har business ma hi nuqsan dah hota ha. forex ma to lalach bohat hi buri bala sabit hota ha ka ap na trade lagai aur tp bhi nahi lagaya ka agar take profit lagaya to trade us par ja kar auto close ho jai gi. ap is intizar ma han ka profit ho jai kuch phir aur aur ka chakar ma intihai ja kar market phir achanak palat gai to ap dooba. is lia lalach aur jazbat ko control kanra ko kaha jata ha.
          • #980 Collapse

            jee hawn bilkul baja farmaya hai...greed is your enemy actually..is kaam mai sabar ka muzahira karna bht zruri hai..kch log smjhte hain kay forex se raat ratt mai ameer hojaen ge..but jee nai aesa nai hai..lalach buri balah hai..us se door reh kar ye buisness karen in sh Allah success apkay kadam chumey gi..:)
             
            • #981 Collapse

              weaknesses too focused on the problem of the strategy will result in deterioration could come at any time powerful solution for consistent forex yes should have a commitment to himself about the application of the maximum drawdown ... for example a commitment to drawdown 1% ... it would probably ga occurs because the downturn in trading occur at any time if the maximum drawdown until 100x consecutive loss was capital remaining 37%.
              • #982 Collapse

                greed aik asi lanat hai jo business ko khatam ker dayi hai hmaessha greed say buchna chahiyeh q ager profit earn kerni hai to greed ko chorna ho ga.
                • #983 Collapse

                  Forex trading min jab bhi hum loss ki wajohat pe ghoor karin to humin pata chalta he k sab se bari ghalati ye hoti he humari trading min k hum lalach min par jate hin aur apni calculation ko bhool jate hin aur aksar loss kar jate hin lalach aur greeed ko pare rakh kar hum earning bhi le sakte hin.
                  • #984 Collapse

                    Dear friend forex trading ak bohat acha business hai is may hum zada say zada earn kar saktay hain lakin jab hum earn karnay lagtay hain to hum greedy ho jaty hain ju kay bohat buri chez hai.
                    • #985 Collapse

                      greedy is the main enemy in forex trading . if we become so greedy in forex trading we may loss in forex trading .to beautify success in forex trading playacting we must desist greedy from trading .
                      • #986 Collapse

                        forex trading main aik cheez say bachna chaheay keh ziada kay chakar main kaheen aysa nah ho keh aap apni sari jamma poonji zay na kar lain
                         
                        • #987 Collapse

                          forex trading main agar market down ja rahe ho aur aap lalach main aa kar ziada invest karlain aur market main mazeed loss nah kar lain
                             
                          • #988 Collapse

                            greed forex trading main loss ka bais banti hay iss leay aap ko invest kartay waqt tamam baton ka khyal rakhna chaheay keh time kay motabik invest karrai
                               
                            • #989 Collapse

                              Assalaam o alaikum greed hi sub se badi enemy hai apka forex trading mein issliye kabi greed na karen sirf sei analasys k zariye hai trade lagain aap aur koshish karni chahiye aapko k sei strategy k hisaab se aaap trade karen then aapko uska faida hoga issliye trading mein aapko dhiyaan rakhna chahiye sei taraha se taake aap kamsaken .greed se bachen hamesha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                We have to be careful during the Forex Trading as the element of Greed if come during trading, then that will lead you to a great loss, so always control your emotion and keep away the greed element from your business, then you will be a successful trader.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X