greed an enemy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    Haan main ap ki baat se agree karta hun ka greed hamri tarding ki dushman hai iss se humy sirf loss h ho sakta hai tu humy chaheye iss se door rehain aur avoid karain iss ko apni trading main se aur kabhi bhi greed ko trading man mat any dain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      Greed hamara sab se bura dushman hai jo sirf or sirf hamari barbaadi ka sabab banta hai hamen lalach nahi karna chahiye balke apni mehant se or sabar se apna kaam karna chahiye taake hum kaamiyab ho saken.
      • #828 Collapse

        costly ye baat to be able to exchanging myself 100 5 theek a e buyer ka berha foe avarice hi a ore jo buyer is really avarice se bech ker exchanging kerta a wo kabi ziaada decrease nai kerta. seem is really avarice kimweja se beha volum take advantage of kertay han ofre agr industry opposit continue kr jaaey to be able to boht decrease ho jata a.
        • #829 Collapse

          greed hmary profit ka or hmara dushman ha lalach buri bala ha is sy hmasha bacha chiya agr hma dosry ka bahala sochan gy tu hmara b bahala ho ga or agr hum sirf is neyat sy kam kar ray han k hman profit ho ga bth sara or loss ko ni bardash karny koa hosla tu hmara lalach he hman la dabay ga
          • #830 Collapse

            g trading mein greed to apka dushman he .apko loss greed hi ki wja se hota hee. agr ap trading mein patience ka muzahira dain to ap trading mein kamayb ho skty hain.bss greed ni krna chahiye.
            • #831 Collapse

              jaisa kay har business main lalach insaan ko dabo daita hay iusi tarah say forex main bhi hamain is ay bach kay trade karni chahiye . q kay is main ham jaisa y lalach kartay hain or ho skta hay kay trend ulat jaye to is say hamain is main buhat sa loss ho skta hay
              • #832 Collapse

                greed bohot hi buri balaa hai , or greed hi ap ka sub sa bara dushman hai , agar ap greedy emotions k sath trading karo gay to ap ko profit kam hasil ho ga or ap ko loss zaida ho ga..........
                • #833 Collapse

                  Assalam u Alikum dear... :) forex trading ik esi cheez h jis me apko greed par kaaboo pana chahye..agar ap forex trading me acha profit earn krna chahtay hn to apko chahye k ap greed p kabo rkhayn...
                  • #834 Collapse

                    G han app be bilkul sahi kaha ha greed aik bht buri cheez ha is business me or greed is business me traders ki sb se bari dhusman ha agr hm is business me greed se kam karen gyn tu hmen kafi loss ho sakta ha is liye hmen apni greed ko khtm kar k is business me ana chahey
                    • #835 Collapse

                      Greed is bohat dangerous cheez han, Forex trading karte hue hume bihat careful rehna chahiye aur bohat patience rakhna chahiye kun ke agar hum greed karte han aur raton rat ameer banne ki koshis karte han to hum galat decisions lete han jis se hume loss face karna par jata ha <:)
                      • #836 Collapse

                        Forex trading business mein Greed humari sub se big or bad enemy hai hum ko greed ko must avoid kerna hai apni trading mein se agar hum greed ko avoid nahi kerte hain to hum ko trading mein losses ziada mile gey success hasil kerna tough ho jaye ga.
                        • #837 Collapse

                          dakho dosto sirf is kam ma nahi bulky kisi bhe kam ma greed lalach ap ko apny sath ly dobti ha.q k agar is neat sy kam kro gy k ma is sy itna paisa earn kr lo ga to ap ki soch galat ha q k is neat sy kiya gya hr kam dooba dyta ha is liya kisi bhe kam main ap ko greed ko pichy chorna hota ha..........
                          • #838 Collapse

                            Han gi, bilkul asy hi hai, ap ko forex men trading kerty waqt zara bhi greedy nhi kerna chaheiy ,q k is se ap apna sara profit or capital bhi loss ker sakty hein is leiy patient or cool mind se trading kerein,
                            • #839 Collapse

                              dear friends, hamain forex pay kaam krtay howay bilkul greedy nahi hona chahea. jo zada hasil krnay ki koshish main hotay wo bohat kam successful hotay nazar atay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                apne oper depend kerti hai k aap forex ko kis tarah dekhte hain, aye ga es leay lalch nhi karna chahye ye ap k profit ko loss main change kr deta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X