greed enemy of every trader
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    Yes brother you are absolutly right agar aap forex main greedy bantey hain to phir aap is business main kabhi bhi achi trha se successful nahin ho saktey hain aur phir aapi s main always loss hi kartey hain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      gee han bilkul jo lalach karta hy wo apny payr pe khud kulhari marta hy q k new traders aksar kam waqt main jb zroorat se zyada kamany ki lalach karty hyn tw apna nuqsan karwa lyty hyn ..
      • #258 Collapse

        sa sirf forex main bilky har kam main jis main greed ho admi ko us main loss he hota ha or forex main to khas toor par jab ap kay ander greed a gyi to ap samaj jao kay ap kay sath forex buht bura karny wali ha so ya sabar ka business ha is main apni greed ko sola kar sabar sa kam karo gy to ap ko sucess mily ge warna ap ko loss he loss ho ga
        • #259 Collapse

          yes my brother greed ko app ko control karna hi hoga ku ki aap agar forex buseinss main greed ko control na hi kyea to aapp ko forex business main loss jarur hoga is lyea app ko greed se hamesa hamesa ka lyea dil se hatana hai.
          • #260 Collapse

            Ji ha greed is a enemy of trader but some times greed have also done wonders and given lot of profits but u can only affort to be greedy intrading when u are a very good trader
            • #261 Collapse

              I am fully agree with you and always try to away from greed while i am trade in real account as well, due to having greed and greedy attitude many of traders are loosed his capital in forex business, because they dont have enough understanding regarding greed,
              • #262 Collapse

                trade mein greed se avoid krna chahiy .greed insan ki dushman hy .qunk market ka jo rate hota hy insaan ko us k mutabiq prophet milta hy to greed se kuch faida hasil nhe hota
                • #263 Collapse

                  forex buisnuess me trading karny k liye hmesha planing or stratgi use kar k inbest karna chaye agr ap greed se kam len gen to ap kbi successful trader nai ban sakty hain
                  • #264 Collapse

                    Avarice is really a worst adversary of everybody in any profession and thus in addition same for everyone foreign exchange professionals if it is there inside a trader's brain using the would like of earning high as well as high profits using any kind of very good as well as bad steps, so individuals do not realize exactly what there're undertaking inside their greed.
                    • #265 Collapse

                      ap agr trade teal trha sy kro gy to mery keyal my wo trade ap ky ley greed nahi ho gi qun ky ap jab bi forex trading my trade kro to ap achy tareeqy sy trading kro trading my ap trading my risk nahi lo ap agr risk lo gy to ap trading my loss kro gy jis ka ap ko koch faida nahi ho ga trading my
                      • #266 Collapse

                        Har Insan Ke Andar Greed Chupi Hoti Hai. But Koi Iss Ko Zahir Kerta Hai Koi Iss Pe Kaboo Pata Hai. Forex Trading Ke Doran greed Pe Kaboo Pana Boht Mushkil Kaam hai. you never know ke kab app ko lalach aye aur app apni investment kho den
                        • #267 Collapse

                          Dear ye har insaan ki nature mai shamil hy k wo greedy ho k kam karta hy es liye hamian chahiye k hum greedy na hon aur es business mai start se acha kam karain ta k hum es mai zyda se zyda earning kar sakain....
                          • #268 Collapse

                            g bhai jan teak he kaha he ap ne greed har 1 trader ki bohout bari dushmaan he jo insaan gareedy se bach jata he wo bohout bary loss se bach jata he or 1 acha trader ban kar obarta he es lie hamesha lalch se bacho
                            • #269 Collapse

                              G han lalach to har trader ki dushman hai aur kabhi bhi trade karte hue ziyada profit ke chakkar mein lalchi nahon,balke apne targets ko set karke hi trades lagayen aur targets se exceed kabhi bhi na karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohammad Ali Bughio پيغام ديکھيے
                                greed enemy to esa hee hota hai ke jo greed hoti hai waqai enemy hoti hai aur ye saara loss karwati hai aur ziada tar trading doran hoti hai greed to agar greed.
                                Haan bhai sahi baat hai greed yaar hamre trading par enemy ka roll aada karte hain hum trading ke goraan apne ap ko tayyar karna chayye ke hum apne greed ko control karen ge......
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X